FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from 13B

Read available 13B lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aasma Odhkar Aaye Hum Apne Ghar

Singer: SHANKAR MAHADEVAN & CHITRA

Lyrics of Aasma Odhkar Aaye Hum Apne Ghar

(Aasma.. Odhkar, Aaye Hum.. Apne Ghar Baadalon Mein Dhaka Hai Yeh Kammara Mera Tumhe Khwaabon Me Milenge Abb Taaron Se Kaha Hai Ki Jara.. Jal Pade... Dheere Se Hamaara Naam Pukaaro Khwaaishon Ke Dariya Mein Utaaro Teri Meri Hasi Yaaadon Pe Hum Jara.. Theher Le..) - 2 Teri Meri Ulfat Jaise Hai Sharaab Puraani Koyi Muddaton Mein Aur Bhi Ishq Huwa Numkin Logo Meri Dulhan Hasin Aaj Bhi Hai Nayi Naveli Tu Jo Meri Dost Hai Meri Saheli Mushkil Sahi Yeh Safar Kitna Hansi Hai Magar Tu Jo Sang Mein Hai Aisa Lage Nayi Nayi Koyi Duniya.. Hai Meri (Hai Meri) (Dheere Se Hamaara Naam Pukaaro Khwaaishon Ke Dariya Mein Utaaro Teri Meri Hasi Yaaadon Pe Hum Jara.. Theher Le..) - 2

Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein

Singer: KARTIK

Lyrics of Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein

Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. (Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) - 2 Aajkal Ik Nanhe Mehmaan Se Baatein Karu Khwaabon Mein Dono Kahaaniya Banaate, Jhuti Sachchi Hai Bataate Maine Kal Usase Kahaan Yaar Abb Aa Bhi Jaao Ghar Kabhi Bheegne Se Na Tum Darna, Khushiyon Ki Hai Barsaatein Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. Na Na Na Naare Na Na Na Na Na Naare......, Jo Bhi Maanga Mil Gaya Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya Aankhon Se Bachaakar, Lo Rakho Chhupaakar Pyaar Ko Kabhi Kisi Ki Najar Na Lage Chaand Ko Churaakar, Maathe Pe Sajaakar Haule Chalna Raat Ko Khabar Na Lage Sitaare Dhund Laaye Hai, Andheron Pe Sajaaye Hai Jaise Diwaali Ki Ho Raat Jindagi.. (Bade Se Shehar Mein Chhote Chhote Ghar Mein Itani Yeh Khushiya Bolo Rakh De Kahaan Pyaar Muskuraahat Sapano Ki Aahat, Jo Bhi Maanga Mil Gaya) - 2

Khairiyat Hai Sab Khairiyat Hai

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Khairiyat Hai Sab Khairiyat Hai

Khairiyat Hai Sab Khairiyat Hai Khushiya Bahot Hai Sab Khairiyat Hai (Yaaro Sab Khairiyat Hai Yahaan..) - 2 Iss Ghar Ka Jo Darwaaja Hai Ghum Khushiyon Ka Chauraaha Hai Khwaabon Ko Chhodo Hamne Kal Jo Hoga Dekha Hai Khairiyat Hai Sab Khairiyat Hai Khushiya Bahot Hai Sab Khairiyat Hai (Yaaro Sab Khairiyat Hai Yahaan) - 2
Back to Film List

About 13B Songs and Lyrics

Explore the 13B soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for 13B.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics