FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from AGAR TUM NA HOTE

Read available AGAR TUM NA HOTE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Agar Tum Na Hote

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Agar Tum Na Hote

Kishore Kumar Version Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2 Agar tum na hote, agar tum na hote (Tumhen dekhke to lagta hai aise Bahaaron ka mausam aaya ho jaise) -2 Dikhaayi na deti andheron mein jyoti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki.. (Hamein jo tumhaara sahaara na miltaa Bhanvar mein hi rehte kinaara na miltaa) -2 Kinaare pe bhi to leher aa duboti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki.. Lata Mangeshkar Version: Hamein aur jeene ki chaahat na hoti -2 Agar tum na hote, agar tum na hote (Tumhen kyaa bataaoon ke tum mere kyaa ho Meri zindagi ka tum hi aasra ho) -2 Main aasha ki ladiyaan, na rah rah piroti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki.. (Har ik gham tumhaara sahenge khushi se Karenge na shikwaa kabhi bhi kisi se) -2 Jahaan mujh pe hastaa, khushi mujhpe roti Agar tum na hote, agar tum na hote Hamein aur jeene ki.. Sad Version (Kishore Kumar): Na jaane kyoon dil se ye aawaz aayi Milan se hai badhke tumhaari judaai In aankhon ke aansoo, na kehlaate moti. Agar tum na hote, agar tum na hote -2

Ham To Hain Chhui-Mui

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Ham To Hain Chhui-Mui

ham to hain chhui-mui, ib kya karein - o bhanvara banake aae-gaye ho hamaka vo dekhe aisi nazar se - 2 mujhako pata naazuk sa jiyaara chhaliya banake aae-gaye ho ib to sajaaile julaphul mein apani - 2 mushqil mein pad gayi haay raama main phulava banake aae-gaye ho maara hai bairi ne dank aisa - 2 nas-nas mein bhar dala hai zahar bichchhua banake aae-gaye ho hamaka vo bole ras ki bhari ho - 2 besharam aisi batiya kare hain rasiya banake aae-gaye ho hamaka banaay liye apani dulhaniya - 2 baabul se hamare puchhe bina o dulha banake aae-gaye ho

Kal Toh Sunday Ki Chutti Hain

Singer: SHAILENDRA SINGH, REKHA

Lyrics of Kal Toh Sunday Ki Chutti Hain

kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona ha (rekha-hummmm kya kaha tumne) kal to sunday ki chutti hai phir kis baat ko rona hai aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai (rekha-har pal sunday samjo bas ishi baat ka rona hai subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sona hai) (mane to socha tha meri haan mein haan millaaogi sunke meri baat meri jaan fully nahin samaogi)-2 vah ri kismat bhari jawani mein yeh sitam bhi hona hai (rekha-subah muje jaldi uthana hai isley jaldi sojaao baba) (rekha-kabhi kabhi acha lagta hai meethe-2 khawab aayen khawab tabhi aayenge pagle jab hum jadi so jayen)-2 achaha (rekha-dhire dhire pyar ke dhage mein har khawab pirona hai) are aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai {chand raat ka yeh kehana hai ek baar to pyar se mil (rekha-lakh na chahoon phir bhi teri baaton mein aajaye dil)}-2 (rekha-jane teri batoon mein kya aisa jadu tona hai) aaj raat bhar humko pagli jag jag ke sona hai kal to sunday ki chutti aaj raat bhar--(rekha-lalaalaa laa) Posted By : Thakerpiyush
Back to Film List

About AGAR TUM NA HOTE Songs and Lyrics

Explore the AGAR TUM NA HOTE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for AGAR TUM NA HOTE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics