FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from AKELE HUM AKELE TUM

Read available AKELE HUM AKELE TUM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aisa Zakhm Diya Hai

Singer: UDIT NARAYAN AND AAMIR KHAN

Lyrics of Aisa Zakhm Diya Hai

Aaya hoon yaaron dil apna dek Aankhon mein chehraa kisi ka leke Voh dil ka qaatil dilbar hamaara Jiske liye main hua aawaara Milte hi jisne chooma tha mujhko Phir na palat ke dekha dobaara Aur isi liye doston maine faislaa kiya Ke phir kabhi kisi se pyaar nahin karoonga Kabhi kisi ladki ko apna dil nahin doonga (Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga) - 2 Aisa zakhm diya hai Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Qaatil adaa, zaalim hayaa Mere khudaa, mere khudaa Shola badan, baheka chaman, magar yaaron Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Hum to jaan dekar yunhi mar mite the Sun lo ae haseenon, yeh humse ab na hoga Aisa zakhm diya hai Raseele honth, chhalakte gaal Mastaani chaal buraa kar de haal Palak bhadke, hai, ke dil dhadke Umar ki uthaan, kadakti kamaal Qaatil adaa, zaalim hayaa Mere khudaa, o mere khudaa Tu jo kahe to taaron mein tujhe lekar chaloon Tu jo kahe to kadmon mein unhe la daal doon Seene se lagaake yeh badan kar doon gulaabi Chehra choom karke main banaa doon aaftaabi Hey hey, la la la la, la Hum to jaan dekar tumpe mar mite hain Kaun pyaar tumse itna karega Aisa zakhm diya hai jo na phir bharega Har haseen chehre se ab yeh dil darrega Aisa zakhm diya hai Aaya hoon yaaron dil apna leke Aankhon mein chehraa kisi ka leke Koi na koi mera bhi hoga Yahin pe kahin chhupaa hi hoga

Akele Hum Akele Tum

Singer: UDIT NARAYAN AND ADITYA NARAYAN

Lyrics of Akele Hum Akele Tum

--MALE- Akele hum, akele tum Jo hum tum sang hain to phir kya gham Tu mera dil, tu meri jaan --CHILD-- Oh I love you Daddy --MALE-- Tu maasoom, tu shaitaan --CHILD-- But you love me Daddy --MALE-- Tu mera dil, tu meri jaan --CHILD-- Oh I love you Daddy --MALE-- Tu maasoom, tu shaitaan --CHILD-- But you love me Daddy --MALE-- Yun to hai tu nanha sa Hai magar guru sab ka Aur issi sharaarat se Dil jigar hai tu sab ka Kehne ko hai yun to hazaar Koi magar tujhsa kahan Akele hum, akele tum Jo hum tum sang hain to phir kya gham Tu mera dil, tu meri jaan --CHILD-- Oh I love you Daddy --MALE-- Tu maasoom, tu shaitaan --CHILD-- But you love me Daddy --MALE-- Maan lo kal jo yeh saari duniya Saath mera nahin degi Kaun hai phir meri manzil ka hamsafar --CHILD-- Main hoon Daddy --MALE-- Aaj lage kitna haseen Apna jahan, apna sama Akele hum, akele tum Jo hum tum sang hain to phir kya gham Tu mera dil, tu meri jaan --CHILD-- Oh I love you Daddy --MALE-- Tu maasoom, tu shaitaan --CHILD-- But you love me Daddy --MALE-- Tu mera dil, tu meri jaan --CHILD-- Oh I love you Daddy --MALE-- Tu maasoom, tu shaitaan --CHILD-- But you love me Daddy - 3

Dil kehta hai chal unse mil

Singer: KUMAR SANU AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Dil kehta hai chal unse mil

--MALE- Dil kehta hai chal unse mil Uthte hain kadam, ruk jaate hain Dil humko kabhi samjhaata hai Hum dil ko kabhi samjhaate hai --FEMALE-- Dil kehta hai chal unse mil Uthte hain kadam, ruk jaate hain Dil humko kabhi samjhaata hai Hum dil ko kabhi samjhaate hai Hum jab se hain judaa, ae mere hum nasheen Yun dekho to mere daaman mein kya nahin Daulat ka chaand hai shohrat ki chaandni Magar tumhe khoke lage hai mujhe aisa Ke tum nahin to kuch bhi nahin Tum kya jaano ab hum kitna Dil hi dil mein pachtaate hai Dil humko kabhi samjhaata hai Hum dil ko kabhi samjhaate hai --MALE-- Voh din the kya haseen, dono the saath mein Aur baahein aap ki thi mere haath mein Tum hi tum hai sanam mere din raat mein Par itni bulandi pe tum ho meri jaan Aaye na daaman ab haath mein Paana tumko mumkin hi nahin Soche bhi to hum ghabraate hai Dil humko kabhi samjhaata hai Hum dil ko kabhi samjhaate hai --FEMALE-- Dil kehta hai chal unse mil Uthte hain kadam, ruk jaate hain - 2 --MALE-- Uthte hain kadam, ruk jaate hain

Dil Mera Churaaya Kyoon

Singer: KUMAR SANU AND ANU MALIK

Lyrics of Dil Mera Churaaya Kyoon

Why did you break my heart Why did we fall in love? Why did you go away, away, away, away? (Dil mera churaaya kyoon Jab yeh dil todna hi tha Humse dil lagaaya kyoon Humse munh modna hi tha) - 2 Why did you break my heart? Why did we fall in love? Why did you go away, away, away, away? Ho, dil ko dhadakna tune sikhaaya Dil ko tadapna tune sikhaaya Aankhon mein aansu chhupe the kahin Inko chhalakna tune sikhaaya Seene mein basaaya kyoon Dil se jab khelna hi tha Humse dil lagaaya kyoon Humse munh modna hi tha Dil mera churaaya kyoon Why did you break my heart? Why did we fall in love? Why did you go away, away, away, away? Ho, milti thi nazrein jab bhi nazar se Uthte the shole jaise jigar se Saanson se nikla jaise dhuaan sa Banta tha mujhse jeete na marte Aag kyoon lagaayi jab Bujhaaye dil chhodna hi tha Humse dil lagaaya kyoon Humse munh modna hi tha Dil mera churaaya kyoon Jab yeh dil todna hi tha Humse dil lagaaya kyoon Humse munh modna hi tha Why did you break my heart? Why did we fall in love? Why did you go away, away, away, away?
Back to Film List

About AKELE HUM AKELE TUM Songs and Lyrics

Explore the AKELE HUM AKELE TUM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for AKELE HUM AKELE TUM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics