FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from AKS

Read available AKS lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Gufaon Mein

Singer: KK, VASUNDHARA DAS

Lyrics of Aaja Gufaon Mein

Aaja Gufaon Mein A Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gufaon Mein Aa Chehre Pe Chehra Chadta Hai Chehra Chehra Badalta Hai Chehra Hi Chalta Hai Chehre Pe Chehra Chadta Hai Chehra Chehra Badalta Hai Chehra Hi Chalta Hai Chehra Siya Kar Le Chehra Siya Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gufaon Mein Aa Saase Ubal Ne De Taariki Badne De Ruhe Andheron Mein Jalti Hai Jal Ne De Jalti Hai Jalti Hai Jal Ne De Jalti Hai Jal Ne De Saase Ubal Ne De Taariki Badne De Ruhe Andheron Mein Jalti Hai Jal Ne De Mujhse Nibah Kar Le Mujhse Nibah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gunaah Kar Le Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gufaon Mein Aa Aaja Gufaon Mein Aa

Banda Yeh Bindas Hai

Singer: KK

Lyrics of Banda Yeh Bindas Hai

Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Na Banda Hai Yeh Bindas Hai Yeh Banda Hai Yeh Bindas Hai Yeh Bhawra Hai Bhawra Hai Yeh Lo Bhi Hai Hushiyaar Hai Do Do Makote Iske Do Bhaari Talwar Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Bhawra Hai Bhawra Hai Yeh Lo Bhi Hai Hushiyaar Hai Do Do Makote Iske Do Bhaari Talwar Hai Champa Chameli Genda Sab Ras Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Kya Bura Aur Kya Kharaab Hai Hai Sirf Jeena Hisaab Hai Jaadu Hai Sar Chadega Aur Jo Utregi Sharab Hai Banda Yeh Bindas Hai Kya Bura Aur Kya Kharaab Hai Hai Sirf Jeena Hisaab Hai Jaadu Hai Sar Chadega Aur Jo Utregi Sharab Hai Champa Chameli Genda Sab Ras Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Banda Yeh Bindas Hai Ras Peene Ki Pyaas Hai

Raat Aati Hai

Singer: SHUBHA MUDGAL

Lyrics of Raat Aati Hai

Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Ha Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai Shyam Hote Hi Jala Deti Hai Palko Pe Diye Shyam Hote Hi Jala Deti Hai Palko Pe Diye Raat Se Pooche Koyi Kiske Liye Kiski Liye Koyi Aahat Bhi Nahin Aur Koyi Aata Bhi Nahin Raks Karti Hai Jo Shabh Bar Meri Tanhaayi Hai Raks Karti Hai Jo Shabh Bar Meri Tanhaayi Hai Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai Raat Se Pooche Koyi Kiski Kahani Hogi Raat Se Pooche Koyi Kiski Kahani Hogi Zakhm Bharte Nahin Chot Purani Hogi Dard Seene Mein Chhupa Rakha Hai Shayad Koyi Koyi Zewar Hai Kisi Ghum Ka Chura Laayi Hai Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai Phir Mere Ghar Mein Dabe Paaon Chali Aayi Hai Raat Aati Hai Chali Jaati Hai Harjai Hai

Rabba rabba rabba rabba

Singer: VASUNDHARA DAS AND SUKHWINDER SINGH

Lyrics of Rabba rabba rabba rabba

--MALE- Piya --FEMALE-- (Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2 Saari duniya ke hai sang hi main akeli Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba --MALE-- (Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2 --FEMALE-- Saari duniya ke hai sang hi main akeli Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba - 2 --MALE-- Piya, piya, piya paapiya --FEMALE-- Piya paapiya, diya, gham diya Aa rula de mujhe, aazma le mujhe --MALE-- Piya paapiya, diya gham diya --FEMALE-- Saari duniya ke hai sang hi main akeli Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba --MALE-- Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba Piya, piya, piya paapiya --FEMALE-- Aa kabhi tu bhi aa, aa kabhi taras kha Pyaasi hai jaan meri, mausamein baras jaa --MALE-- Piya paapiya, diya gham diya --FEMALE-- Saari duniya ke hai sang hi main akeli Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba --MALE-- Ve yaara da koi naiyyo Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba Dhum tanana tana... Piya, o piya piya piya Piya piya, piya piya, piya piya Ho paapiya, paapiya, paapiya, o
Back to Film List

About AKS Songs and Lyrics

Explore the AKS soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for AKS.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics