FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ALBELA (1951)

Read available ALBELA (1951) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dheere Re Aaja Ri

Singer: LATA MANGESHKAR, CHITALKAR

Lyrics of Dheere Re Aaja Ri

Lata Mangeshka dheere se aaja ri ankhiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja chhote se nainan ki bagiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja o ... lekar suhaane sapanon ki kaliyaan, sapanon ki kaliyaan aake basa de palakon ki galiyaan, palakon ki galiyaan palakon ki chhoti si galiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja dheere se ... o ... taaron se chhup kar taaron se choree, taaron se chori deti hai rajani chanda ko loree, chanda ko lori hansata hai chanda bhi nindiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja dheere se ... Sad Version : Duet Song dheere se aaja ri ankhiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja chhote se nainan ki bagiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja o ... aankhen to sab ki hain ik jaisi jaisi ameeron kee, gareebon ki vaisi palakon ki sooni si galiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja dheere se ... o ... jagati hai ankhiyaan soti hai qismat, soti hai qismat dushman gareebon ki hoti hai qismat, hoti hai qismat dam bhar gareebon ki kutiyan mein nindiya aaja ri aajaa, dheere se aaja dheere se ...

Haseeno Se Mohabbat Ka

Singer: CHITALKAR, CHORUS

Lyrics of Haseeno Se Mohabbat Ka

ho.. haseeno se mohabbat ka ah.. haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain - 4 haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain ho.. kabhi kajal ki farmaaish kabhi powder ki farmaaish kabhi circus ki zidd hain aur kabhi theater ki farmaaish nikalwati hain diwala aji dilbar ki farmaaish kacheri aur thaane mein bahut hi naam hota hain - 2 meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain ho.. takke ho jeb mein toh arey takke ho jeb mein toh husnwale dil lagate hain gale mein daalkar baahein badi ulfat jatate hain agar aashiq ho kadka toh durr se rasta dikhate hain ho jiska bank mein khata wahi gulfaam hota hain meri jaan pyar mein ghar baar bhi neelam hota hain haseeno se mohabbat ka bura anjaam hota hain
Back to Film List

About ALBELA (1951) Songs and Lyrics

Explore the ALBELA (1951) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ALBELA (1951).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics