FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ALBELA

Read available ALBELA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Hai Mera Dil Tu Leja

Singer: BABUL SUPRIYO AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Hai Mera Dil Tu Leja

--MALE- (Hai mera dil tu leja leja Hai meri jaan tu leja leja) - 2 --FEMALE-- Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai Mera yaar kyoon meri baat maane na --MALE-- Hai mera dil tu leja leja Hai mera jaan tu leja leja --FEMALE-- Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai Mera yaar kyoon meri baat maane na --MALE-- Hai mera dil tu leja leja --FEMALE-- Mausam kare chhedkhaani agar Kaise bhalaa koi bache --MALE-- Khushboo jaise maheke maheke Hum dono hai baheke baheke Mera hosh le liya tune jaane jaana --FEMALE-- Hai mera dil tu leja leja Hai meri jaan tu leja leja --MALE-- Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai Mera yaar kyoon meri baat maane na --FEMALE-- Hai mera dil tu leja leja --MALE-- Jaadu koi teri aankhon mein hai Dekhe jisse paagal kare --FEMALE-- Thoda thoda paagal hai tu Aata jaata baadal hai tu Koi bhi mera yahan dard jaane na --MALE-- Hai mera dil tu leja leja Hai meri jaan tu leja leja --FEMALE-- Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai Mera yaar kyoon meri baat maane na Hai mera dil tu leja leja Hai meri jaan tu leja leja --MALE-- Yeh faisla dil ka mushkil se hota hai Mera yaar kyoon meri baat maane na --BOTH-- Hai mera dil tu leja leja

Hato Tum Baaju

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Hato Tum Baaju

(Hato tum baaju, hawa aane d Deewanepan ka nasha chhaane do) - 2 Main hoon kahan, mujhe hosh nahin Mera dil yeh kahe karoon boom, boom Hato tum baaju, hawa aane do Deewanepan ka nasha chhaane do Main hoon kahan, mujhe hosh nahin Mera dil yeh kahe karoon boom, boom Hato tum baaju, hawa aane do Ho, oh, oh (Aaj mere baheke hai kadam, bada betaab hai mann Jaane kidhar mujhe leke chali deewani pagli pawan) - 2 Ho, us mein koi mera dosh nahin Mera dil yeh kahe karoon boom, boom Hato tum baaju, hawa aane do Oh, oh, oh, oh (Yaar milegi kahin na kahin, jo khwaabon mein aane lagi Sab se haseen hai voh sab se jawaan, jo harpal sataane lagi) - 2 Ho, rehna mujhe khaamosh nahin Mera dil yeh kahe karoon boom, boom Hato tum baaju, hawa aane do Deewanepan ka nasha chhaane do Main hoon kahan, mujhe hosh nahin Mera dil yeh kahe karoon boom, boom Hato tum baaju, hawa aane do Hey, eh

Kaho To Zara

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK

Lyrics of Kaho To Zara

--MALE- Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein - 2 Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein --FEMALE-- Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein - 2 Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein --MALE-- Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein --FEMALE-- Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein --MALE-- Gesuon se reshmi khushboo chura loon In labon se shabnami laali udaa loon --FEMALE-- Chhodo sharam aaye main kya karoon --MALE-- Sharmaana kya, ghabaraana kya, kuch bhi na ab iktiyaar mein --FEMALE-- Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein --MALE-- Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein --FEMALE-- Dekhti hai har ghadi tumko nigaahein Chaahti hai bas tumhe gori yeh baahein --MALE-- Hoke judaa tumse jeena nahin --FEMALE-- In palkon mein sapne leke baithi hoon main intezaar mein --MALE-- Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein - 2 Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein --FEMALE-- Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein - 2 Dil kehta hai jaane jaana, hadh se guzar jaaoon pyaar mein --MALE-- Kaho to zara choom loon machalti bahaar mein --FEMALE-- Kaho to zara jhoom loon tumhaare is khumaar mein

Pyaar Ke Jadoo

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Pyaar Ke Jadoo

--MALE- Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Hain bada paagal na tune itna jaana Tu albela, tu mastaana --MALE-- Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Hain bada paagal na tune itna jaana Tu albela, tu mastaana --MALE-- Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Hain bada paagal na tune itna jaana Tu albela, tu mastaana Palkon ki gali mein tha tera basera Raat bhar kal maine khwaab dekha tera --MALE-- Kaise main bataaoon kaisi thi betaabi Ek pal kahin na chain tha zara bhi --FEMALE-- Mujhse kehta hai mera dil Ab to tujhko yaar mushkil hai samjaana Tu albela, tu mastaana --MALE-- Arre pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Hain bada paagal na tune itna jaana --MALE-- Tune dhadkanon pe kaisa jadoo daala Jhoomne laga hai mera mann matwaala --FEMALE-- Dekhoon jo tujhe to bekhudi si chhaaye Naam loon jo rab ka, naam tera aaye --MALE-- Meri jaan pe hai tera haq In baaton se main abhi tak tha begaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Hain bada paagal na tune itna jaana Arre tu albela, tu mastaana --MALE-- Pyaar ke jadoo se to tha ab tak anjaana Main albela, main deewana --FEMALE-- Haan tu albela, tu mastaana --MALE-- Main albela, main deewana
Back to Film List

About ALBELA Songs and Lyrics

Explore the ALBELA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ALBELA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics