FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from AMAANAT

Read available AMAANAT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Door Rehkar Na Karo Baat

Singer: MOH. RAFI

Lyrics of Door Rehkar Na Karo Baat

Door Rehekar Na Karo Baat, Kareeb Aajavo Yaad Rehejayegi Yeh Raat, Kareeb Aajavo, Ik Mudat Se, Tamanna Thi, Tumeh Chuneki, Aaj Bas Mein Nahin, Jazbaat, Kareeb Aajavo, Sard Jhonkon Se, Bhadakte Hein, Badan Mein Shole, Jaan Le Legi, Yeh Barasaat, Kareeb Aajavo, Is Qadar Humse Jhijakne Ki Zuuroorat Kya Hai, Zindagi Bhar Ka Hai, Ab Saath, Kareeb Aa Jaavo Door Rehekar Na Karo Baat, Kareeb Aajavo, Yaad Rehejayegi Yeh Raat, Kareeb Aajavo

Matlab Nikal Gaya Hain

Singer: RAFI

Lyrics of Matlab Nikal Gaya Hain

matlab nikal gaya hai to, pahchaante nahi yu ja rahe hain jaise hamein, jaante nahi apni garaz thi jab to lipatna kabool tha baahon ke daayare mein simatna kabool tha ab ham mana rahe hain magar maante nahi hamne tumhe pasand kiya, kya bura kiya rutba hi kuch buland kiya kya bura kiya har ik gali ki khak to ham chaante nahi munh pher kar na jaao hamaare kareeb se milta hai koi chaahane wala naseeb se is tarah aashiqon pe kamaan taante nahi

Teri Jawani Tapta Mahina

Singer: RAFI

Lyrics of Teri Jawani Tapta Mahina

teri jawani tapta mahina aye naazaneena chhu le nazar to aaye paseena aye naazaneena teri jawani ... tere badan mein phoolon ki narmi sholon ki garmi har ang tera tarasha nagina aye naazaneena teri jawani ... aankhon mein bijli zulfon mein baadal saanson mein halchal tujhsi nahi koi kaatil haseena aye naazaneena teri jawani ... haay ye tera bal kha ke chalna ithala ke chalna tere bagair ab mushkil hai jeena aye naazaneena teri jawani ...

Tujhse Milna Milkar Chalna

Singer: KUMAR SANU AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Tujhse Milna Milkar Chalna

--MALE- (Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai Achha lagta hai, oh oh) - 2 --FEMALE-- Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai Sacha lagta hai, oh oh Dekhoon tujhe, chaahoon tujhe Dil ka iraada hai --MALE-- Tera iraada pura karenge Apna yeh vaada hai Dekhoon tujhe, chaahoon tujhe Dil ka iraada hai --FEMALE-- Tera iraada pura karenge Apna yeh vaada hai --MALE-- Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai Achha lagta hai, oh oh --FEMALE-- Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai Sacha lagta hai, ho oh Kadmon ko pyaari lage Teri hi raahein --MALE-- Bin soche hi uth jaati hai Teri taraf baahein Kadmon ko pyaari lage Teri hi raahein --FEMALE-- Bin soche hi uth jaati hai Teri taraf baahein --MALE-- (Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai Achha lagta hai, ho oh) - 2 --FEMALE-- Is jhoothi duniya mein tu hi sacha lagta hai Sacha lagta hai, oh oh Tujhse milna, milkar chalna achha lagta hai --MALE-- Achha lagta hai --BOTH-- Oh oh
Back to Film List

About AMAANAT Songs and Lyrics

Explore the AMAANAT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for AMAANAT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics