FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ANARI - 1993

Read available ANARI - 1993 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bam Akad Bam Ke

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Bam Akad Bam Ke

aye mera sar hai tabala nahi jara halke halke h bum akar bum ke main champi karu jamke to band akal sabki khool jaye - 2 tan ki thakan main door karu mann mein nayi umang bharu bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye duniya hai kya circus naya kuchh bhi nahi jokar hai hum - 2 tum jo bolo woh karke dikhau ungali pe saare jag ko nachau keh rahe hai zamin aasaman aisa pariwar hoga kaha isa ghar pe mera sab kuchh nisaar hai bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2 maalik ho tum sevak hoon main is baat ka mujhako hai gum - 2 dil behlata rahu aise gaake khidmat karta rahu sar jhukake maa ne di hai mujhe zindagi gaane se mujhako shoharat mili gaanv mere giton ka sansar hai bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2 tan ki thakan main door karu man mein nayi umang bharu bum akar bum ke main champi karu jamake to band akal sabki khool jaye - 2

Chhotisi Pyarisi Nanhisi

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Chhotisi Pyarisi Nanhisi

(chhotisi pyarisi nanhisi aayi koi pari - bholisi nyarisi achhisi aayi koi pari palne mein aaise hi zoolti rahe khushiyon ki bahaaron mein jhoomti rahe gaate muskurate sangeet ki tarah ye to lage rama ke geet ki tarah) - 2 ra ra ru ra ra ra ra ru - 2 sargam jaanu na sur pehchanu na jane kaise fankaar ban gaya sabase yaari hai naatedari hai jisko chaaha woh yaar ban gaya mujhako to jo diya rab ne hi diya aaya jo dil mein woh maine gaa liya - 2 gaate muskurate sangeet ki tarah Duniya lage rama ke geet ki tarah ra ra ru ra ra ra ra ru - 2 chhotisi pyarisi nanhisi aayi koi pari bholisi nyarisi achhisi aayi koi pari palne mein aise hi zoolti rahe khushiyon ki bahaaron mein zoomati rahe gate muskurate sangeet ki tarah ye to lage rama ke geet ki tarah

Kya Mausam Aaya Hain

Singer: UDIT NARAYAN, SADHANA SARGAM

Lyrics of Kya Mausam Aaya Hain

(Kya mausam aya hai - purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai (mehlon ki rani dukhase begani lag jaye na dhup tujhe uda uda jau sabako batayu dhup lage hai chhav mujhe) - 2 katonse ho jaye pao na ghayal katon pe nachungi bandh ke main payal ghar nahi hai ye to kutiya hamari hai ye teri katiya to mehlon se pyari hai (Kya mausam aya hai - 2 purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai (behete pawan ke ujale gagan ke ji karata hai sath chalu chikani dagar hai girane ka dar hai tham ke tera hath chalu) - 2 dharti pe bikhare hai odss ke moti ye teri boli to soor naye piroti dard ka o aangan main chhod ke aayi kya tujhe jannat ki ronak nahi bhai (Kya mausam aaya hai - 2 purab se mastani purwai chali khushabu se mehaki hai phoolon ki gali geet gaye nadiya lehron mein hai sargam hai ghata diwani boondon mein hai chhamchham) - 2 Kya mausam aaya hai

Phoolon Sa Chehra Tera

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Phoolon Sa Chehra Tera

(Phoolon Sa Chehra Tera Kaliyon Si Muskan Hai - Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 ) - 2 Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai Hirani Ke Jaisi Ankhe Hai Teri Bulbul Ke Jaisi Teri Chal Hai - 2 Mathepe Tere Suraj Ki Lali Resham Ke Jaisa Tera Baal Hai Chand Sitaro Mein Ek Hazaron Mein Tera Yaha Koi Jawab Nahi Hai Shokh Baharon Mein Mehke Najaron Mein Bag Mein Bhi Aisa Gulab Nahi Hai Khushiyon Mein Tu Hai Pali Har Gum Se Anjan Hai - 2 Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 Sare Jahame Faila Ujala Dharati Pe Aayi Chamak Chandani - 2 Hoton Pe Tere Giton Ki Mala Sason Me Teri Khuli Ragini Band Bajaunga Zoom Ke Gaunga Byah Tera Hoga Barat Sajegi Sajani Sajan Honge Log Magan Honge Meri Duaon Se O Raat Sajegi Lambi Ho Teri Umar Hum Sab Ka Araman Hai - 2 Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 (Phoolon Sa Chehra Tera Kaliyon Si Muskaan Hai - 2 Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai - 2 ) - 2 Rang Tera Dekhake Rup Tera Dekhake Kudarat Bhi Hairan Hai
Back to Film List

About ANARI - 1993 Songs and Lyrics

Explore the ANARI - 1993 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ANARI - 1993.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics