FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ANDAAZ

Read available ANDAAZ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaj Kehna Zarori Hai

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Aaj Kehna Zarori Hai

Aaj Kehna Zarori Ha Aaj Kehna Zarori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Badi Mushkil Yeh Doori Hai Haan Badi Mushkil Yeh Doori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Teri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne Teri Chaahate Tera Andaaz Dil Mein Chupaye Hai Barson Se Yeh Raaz Dil Ne Baate Karoon Main Hamesha Tumhari Bada Di Hai Tumne Meri Bekarari Ab Har Pal Sindoori Hai Ab Har Pal Sindoori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Badi Mushkil Yeh Doori Hai Badi Mushkil Yeh Doori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum Zamane Ko Peeche Kahin Chode Hum Chalo Aaj Saari Hade Tod De Hum Sanam Aashiqi Ka Kaisa Asar Hai Kaha Aagaye Hai Nahin Aab Khabar Hai Saans Tumbin Adhuri Hai Saans Tumbin Adhuri Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Aaj Kehna Zarori Hai Aaj Kehna Zarori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Badi Mushkuil Yeh Doori Hai Badi Mushkuil Yeh Doori Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai Ke Tumse Pyaar Hua Hai

Aayega Maza Ab Barsaat Ka

Singer: BABUL SUPRIYO AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Aayega Maza Ab Barsaat Ka

Aayega Maza Ab Barsaat K Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka Aayega Maza Ab Barsaat Ka Teri Meri Dilkash Mulakaat Ka Maine To Sambhale Rakha Tha Maine To Sambhale Rakha Tha Tune Dekha To Kata Choot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Ek Bheegi Haseena Kya Kehna Yauwan Ka Nageena Kya Kehna Saawan Ka Manhina Kya Kehna Baarish Mein Paseena Kya Kehna Mere Hoto Pe Angoor Ka Jo Paani Hai Mere Mehboob Tere Pyaas Ki Kahani Hai Jab Gataon Se Boond Zor Se Barasti Hai Tujhse Milne Ko Teri Jaaneman Tarasti Hai Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka Andaaz Jo Dekha Zaalim Ka Sabra Ka Bandh Mere Toot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Nazron Mein Chupale Der Na Kar Yeh Doori Mitale Der Na Kar Ab Dil Mein Basale Der Na Kar Seene Se Lagale Der Na Kar Badi Bechain Hoon Meri Jaan Main Kal Parso Se Haan Mujhe Intezaar Is Din Ka Barson Se Ab Rokega To Mein Had Se Guzar Jaaoongi Hai Tadpayega Dildar To Mar Jaaoongi Rehjaayenge Pyaase Hum Dono Rehjaayenge Pyaase Hum Dono Yeh Mausam Jo Hum Se Ruth Gaya Maine To Sambhale Rakha Tha Maine To Sambhale Rakha Tha Tune Dekha To Kata Choot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya Yun Ankhiyaan Milake Ankhiyon Se Pardesi Mujhe Tu Loot Gaya

Kitna Pagal Dil Hai

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Kitna Pagal Dil Hai

Kitna Pagal Dil Hai Kaisi Yeh Mushkil Hai Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Koi Samjhaaye Kaise Ishq Na Kehna Maane Ishq Kehte Hai Kisko Jo Kare Wohi Jaane Doob Jaate Deewane Ishq Ki Gehraayi Mein Bekaraari Milti Hai Ishq Ki Tanhaayi Mein Jo Khudko Bekaraar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Khudko Bekaraar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Aasmaan Ke Taaron Ko Haath Se Chule Kaise Dilruba Ki Baton Ko Dil Bhala Bhoole Kaise Ishq Ki Saugaate Hai Bekaraari Tanhayi Yaad Kuch Dil Ko Aaya Aankh Meri Bhar Aayi Jo Kal Ka Intezar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Kal Ka Intezar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Kitna Pagal Dil Hai Kaisi Yeh Mushkil Hai Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare

Kitna Pagal Dil Hai (female)

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Kitna Pagal Dil Hai (female)

Kitna Pagal Dil Hai Kaisi Yeh Mushkil Hai Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Apne Mehboob Sanam Ko Dil Kabhi Bhool Na Paye Saath Chalte Hai Pal Pal Biti Yaadon Ke Saaye Chand Tare Bujh Jaaye Raat Kaali Ho Jaye Ek Bhi Warna Ho To Duniya Khali Ho Jaye Har Lamha Deedar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Har Lamha Deedar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Yehi To Pyaar Ka Andaaz Hai Aankhon Aankhon Se Koi Teer Chalta Rehta Hai Is Kadar Saawan Mein Bhi Jism Jalta Rehta Hai Pyaas Jitni Rooko Main Utni Badhti Jaati Hai Dooriyon Ki Bechaini Mujhko Uh Tadpati Hai Shaamo Sehar Bezaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Shaamo Sehar Bezaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Jo Bhi Yaha Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Kitna Pagal Dil Hai Kaise Yeh Mushkil Hai Bewaja Kisi Pe Aitbaar Kare Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Jo Bhi Yahan Pyaar Kare Jeena Dushwaar Kare Hai Hai Hai

Rabba Ishq Na Hove

Singer: KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, SAPNA MUKHERJEE AND KAILASH

Lyrics of Rabba Ishq Na Hove

Ishq Cheez Hai Aise Rabb Jise Koi Saut Na Bhaaye Koi Ishq Mein Sab Ko Mitade Koi Ishq Mein Khud Mitjaaye Maine Laakh Manaya Maane Na Maine Phir Samjhaya Maane Na Koi Khol Na Katon Pe Soye Koi Chain Dilon Ka Na Hove Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ise Aazmana Hai Mushkil Bada Yeh Vaada Nibhana Hai Mushkil Bada Zamane Ko Hai Ishq Se Dushmani Yahan Dil Lagana Hai Mushkil Bada Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane Woh Pal Pal Tadapte Hi Jaave O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Kahin Is Mein Rasmon Ki Deewar Hai Kahin Is Mein Kasmon Ki Taqraar Hai Koi Bhi Ise Rok Sakta Nahin Yeh Har Dard Sehne Ko Tayaar Hai Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde Yeh Khwaab Na Koi Sanjoye O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Rabba Ho Rabba Ho Rabba Ho Kabhi Ishqpe Zor Chalta Nahin Yeh Mausam Hai Woh Jo Badalta Nahin Khuware Mein Iske Behak Jaaye Dil Sambhale Se Bhi Sambhalta Nahin Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai Shola Shabnam Ko Dekho Bhigoye O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Maine Lakh Manaaya Maane Na Maine Phir Samjhaya Maane Na Koi Khol Na Katon Pe Soye Koi Chain Dilon Ka Na Khove Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Back to Film List

About ANDAAZ Songs and Lyrics

Explore the ANDAAZ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ANDAAZ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics