FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ANJAAM

Read available ANJAAM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Badi Mushkil Hai

Singer: ABHIJEET

Lyrics of Badi Mushkil Hai

Badi mushkil hai, khoya mera dil hai - Koi usse dhoondke laaye na Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon - 2 Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon - 2 (Deewaangi ki had se aage guzar na jaaoon Aankhon mein uska chehra, kaise usse dikh laaoon) - 2 Voh hai sab se haseen, vaisa koi bhi nahin Mere khuda, uski ada hai badi qaatil Mujhe nahin pata chhaaya hai kya nasha Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon (Sapnon mein aane waali baahon mein kab aayegi Kitne dinon tak mujhko aise voh tadpaayegi) - 2 Dekhoon mudke jidhar, paaye voh hi nazar Meri dagar, mera safar, voh meri manzil Deewaana hai sama, jaage hain armaan Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon (Badi mushkil hai, khoya mera dil hai Koi usse dhoondke laaye na) - 2 Jaake kahan main rapat likhaaoon Koi batlaaye na Main roun ya hasoon, karoon main kya karoon - 2

Barso ke Baad

Singer: ALKA YAGNIK

Lyrics of Barso ke Baad

barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat tere bin nahi guzare raat barson ke baad aayi ... mere husn ki bekhudi ko hawa di jal raha badan aag tune laga di mera vaada hai dilbar bechain kar dungi bujhaaungi agar saadi tujhe baahon mein bhar lungi barson ke baad aayi ... aaj to sanam ritu badi hai suhaani hosh mein ab kahaan ye meri jawaani ghani zulfon ke saaye mein tujhe bithaungi zara ruk ja jaldi se tere paas aaungi barson ke baad aayi ... shaadi ka laddu aaisa jo khaaye vo pachataaye jo na khaaye vo lalchaaye sun meri banno beevi kitni bhi khoobsurat kuch din hi piya man bhaaye kar ke na jaane kitne bahaane ja ke shauhar ka dil bahlaaye yahaan kis ki hui hai shaadi kahate hain ise barbaadi soch ke mera dil khataaye jo shaadi saara din phirte maare maare na guzarati kunvaaron ki raaten re ye bataayen to kis ko bataayen dil mein hoti hazaaron hi baaten inka to ye hi hai kahana mushkil hai kanvaara rahana re neend akele na aaye

Channe Ke Khet Mein

Singer: POORNIMA

Lyrics of Channe Ke Khet Mein

(Athra baras ki kanwaari kali th Ghoonghat mein mukhda chhupaake chali thi) - 2 Phasi gori Phasi gori channe ke khet mein Hui chori channe ke khet mein (Pehle to julme ne pakdi kalaai Phir usne chupke se ungli dabaai) - 2 Jora jori Jora jori channe ke khet mein Hui chori channe ke khet mein Tu tu tu tu, tu tu tu tu Mere aage peechhe shikaariyon ke ghere Baithe vahan saare jawaani ke lutere Haan, mere aage peechhe shikaariyon ke ghere Baithe vahan saare jawaani ke lutere Haari main haari pukaarke Yahan vahan deke nihaarke - 2 Joban pe chunri giraake chali thi Haan, joban pe chunri giraake chali thi Haathon mein kangna sajaake chali thi Choodi tooti Choodi tooti channe ke khet mein Jora jori channe ke khet mein (Tauba meri tauba, nigaahein na milaaoon Aise kaise sab ko kahaani main bataaoon) - 2 Kya kya hua mere saath re Koi bhi to aaya na haath re - 2 Lehnge mein gota jadaake chali thi - 2 Baalon mein gajra lagaake chali thi Baali chhooti Baali chhooti channe ke khet mein O jora jori channe ke khet mein Athra baras ki kanwaari kali thi Ghoonghat mein mukhda chhupaake chali thi Phasi gori Phasi gori channe ke khet mein Re hui chori channe ke khet mein Pehle to julme ne pakdi kalaai Phir usne chupke se ungli dabaai Jora jori Jora jori channe ke khet mein Re hui chori channe ke khet mein

Tu Saamne Jab Aata Hain

Singer: ALKA YAGNIK, UDIT NARAYAN

Lyrics of Tu Saamne Jab Aata Hain

alka: tu saamane jab aata hai, dil dhak se dhadak jaata hai - 2 seene mein aag si jalati hai, jalati hai, jalati hai seene mein aag si jalati hai, koi shola bhadak jaata hai tu saamane jab aata hai ... teri saanson ki garmi se, tan mera mahake udit: tere honthon ki narmi se, man mera bahake alka: kaisi agan jaagi sajan, jaagi sajan kaisi agan, ang ang bahake udit: tu saamane jab aati hai ... (udit: teri zulfon ka ye saavan, ras barasaaye alka: teri chaahat ki ye kushabu, hosh udaaye) - 2 udit: teri kasam, bahake kadam, bahake kadam, teri kasam bekhudi si chhaaye udit: tu saamane jab aati hai, ik dard jaga jaati hai - 2 bal khaake aise chalati hai, chalati hai, chalati hai bal khaake aise chalati hai meri jaan ko tadapaati hai alka: tu saamane jab aata hai udit: tu saamane jab aati hai
Back to Film List

About ANJAAM Songs and Lyrics

Explore the ANJAAM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ANJAAM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics