FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ANPADH

Read available ANPADH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aapki Nazron Ne Samjha

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Aapki Nazron Ne Samjha

Aapki Nazaron Ne Samjha, Pyaar Ke Kabil Mujhe Dil Ki Ai Dhadkan Thaher Ja, Mil Gayee Manzil Mujhe Aapki Nazron Ne Samjha Ji Hamen Manzoor Hai, Aapka Ye Faisla Kah Rahi Hai Har Nazar, Banda Paravar Shukriya Do Jahaan Ki Aaj Khushiyan Ho Gayee Haasil Mujhe Aapki Nazron Ne Samjha ... Aapki Manzil Hoon Main Meri Manzil Aap Hain Kyon Main Toofaan Se Darun Mere Saahil Aap Hain Koi Tufanon Se Kah De, Mil Gaya Sahil Mujhe Aapki Nazron Ne Samjha ... Pad Gai Dil Par Meri, Aapki Parchhaiyan Har Taraf Bajane Lagin Saikadon Shahnaaiyaan Hanske Apni Zindagi Mein, Kar Liya Shaamil Mujhe Aapki Nazron Ne Samjha ...

Hai Isi Mein Pyar Ki Abroo

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Hai Isi Mein Pyar Ki Abroo

Hai isi mein pyar ki aabro Woh jafa kare main wafa karoon Jo wafa bhi kaam na aa sake To wohi kahen ke main kya karoon Mujhe gham bhi unka azeez hai Ke unhi ki di hui cheez Yehi gham hai ab meri zindagi Ise kaise dil se juda karoon Hai isi mein pyar ki aabroo Jo na ban sake main woh baat hoon Jo na khatm ho main woh raat hoon Jo na khatm ho main woh raat hoon Yeh likha hai mere naseeb mein Yoon hi shamma banke jala karoon Hai isi mein pyar ki aabroo Na kisiki dil ki hoon aarzoo Na kisi nazar ki hoon justujoo Na kisi nazar ki hoon justujoo Main woh phool hoon jo udaas ho Na bahaar aaye to kya karoon Hai isi mein pyar ki aabroo Woh jafa kare main wafa karoon Jo wafa bhi kaam na aa sake To wohi kahen ke main kya karoon Hai isi mein pyar ki aabroo

Jiya Le Gayo Ji

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Jiya Le Gayo Ji

jiya le gayo ji mora saanvariya laagi man mein lagan hui baavariya pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni dha ni pa o papeehe, o papeehe tune papeehe nahi dekhe more sainya dekhe to le-lega unki balaiyaan ja re deewane, maar na taane, piya ki sun jaake baansuriya saamne aaye to main aankhon mein chupa lu thaamke bainya unhen dil mein bitha lu shaam savere, saath ho mere gori ke sang jaise gaagariya aaj kisi ne mujhe apna banaya saath rahungi jaise piya ki main chaaya thandi havaaon tum bhi to gaao preet ki dekho baaje jhaanjhariya

Rang Birangi Raakhi

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Rang Birangi Raakhi

rang-birangi raakhi leke aayi bahan o raakhi bandhava le mere veer -2 chorus: rang-birangi raakhi ... mere veer main na chaandi, na sone ke naar maangu chorus: main na chaandi, na bhaiya sone ke naar maangu apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangu thoda sa pyaar maangu is raakhi mein pyaar chupa le laayi bahana chorus: raakhi bandhwaale mere veer neele ambar se taare utaar laau chorus: neele ambar se bhaiya taare utaar laau ya main chanda ki kiranon ke haar laau kiranon ke haar laau pyaar ke badle ban le leharaai behna chorus: raakhi bandhawaale mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi choruss: kabhi bhaiya ye teri behna na paas hogi kahi pardes baithi udaas hogi, behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kab bichhad jaayen bhai-behna chorus: raakhi bandhawaale mere veer
Back to Film List

About ANPADH Songs and Lyrics

Explore the ANPADH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ANPADH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics