FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ARMAAN (1953)

Read available ARMAAN (1953) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bharam Teri Vafao Ka

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Bharam Teri Vafao Ka

bharam teri vafaaon ka mita dete to kya hota tere chehare se ham parda utha dete to kya hota bharam teri vafaaon ka ... muhabbat bhi tijaaraat ho gayi hai is zamaane mein agar ye raaz duniya ko bata dete to kya hota bharam teri vafaaon ka ... teri ummeed par jeene se haasil kuch nahi lekin agar yuhi na dil ko aasra dete to kya hota bharam teri vafaaon ka ...

Chahe Kitna Mujhe

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Chahe Kitna Mujhe

tum ho pardesi kya jaane kis din chod jaao mujhe tum akeli jis ka anjaam ho aahen bharna ham na boojhenge aaisi paheli dil ka darawaaza na khatkhataao ji nahi bolungi nahi bolungi o chaahe kitna ... tum ne meri nazar mein samaake tum ne meri nazar mein samaake meri raaton ki nindiya chura li dekhate dekhate aarzu ne ik basti anokhi basa li meri duniya pe aaise na chaho ji nahi bolungi nahi bolungi chaahe kitna ... main hoon alhad sajan main na jaanu main hoon alhad sajan main na jaanu ye lagaaney nibhaane ki rasamein kya khabar kaise chupke hi chupke kar liya tumne dil apne bas mein dhadkanon ko na yu gudgudaao ji nahi bolungi nahi bolungi o chaahe kitna ...

Main Pankh Lagake Udd Jaun

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Main Pankh Lagake Udd Jaun

(main pankh lagaake ud jaa main pankh lagaake ud jaau aur phir na palat ke aau main pankh lagaake ud jaau na na naa, na na naa, na na naa)-2 main pankh lagaake ud jaau laharon mein jhulu, taaron ko chhulu laharon mein jhulu ambar ki chaati se lag kar, sapno mein kho jaau anjaani raahon mein chhup kar, anjaani ho jaau aur khud bhi khoj na paau main pankh lagaake ud jaau ... laharon mein jhulu, taaron ko chulu laharon mein jhulu badali banakar ban ban ghumu, bijali ban muskaau jharnon ki jhaalar mein baithi, geet suhaani gaau duniya ko nazar na aau main pankh lagaake ud jaaoon ...
Back to Film List

About ARMAAN (1953) Songs and Lyrics

Explore the ARMAAN (1953) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ARMAAN (1953).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics