FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ARYAN

Read available ARYAN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ek Look Ek Look

Singer: ANAND RAAJ ANAND, POONAM KHUBANI

Lyrics of Ek Look Ek Look

ek look ek look pyar waali sajan sau tenu rab diya ek waari tak na ek look ek look pyar waali sajana sau tenu rab diya ek waari tak na ek look ek look pyar waali sajana sau tenu rab diya ek waari tak na o soniya ve mahiya mera dil le le kuchh na maangu dil de badle dil de de ek look ek look pyar waali sajana sau tenu rab diya ek waari tak na soniya ve o soniya ve mahiya mera dil le le kuchh na maangu dil de badle dil de de tu mera surror hai tu mera guroor hai tujhe meri jaan maine paana jaroor hai waise toh main rab ke sajade hoon karti par meri zindagi tere mein huzoor hai tu mera surror hai tu mera guroor hai tujhe maine jaan maine paana jaroor hai soniya ve mahiya mera dil le le kuchh na maangu dil de badle dil de de ek look ek look pyar waali sajana sau tenu rab diya ek waari tak na ho tu jo mere sang hai mujh mein umang hai dil mera soniya ho gaya patang hai ho ek jo nazar teri mujh pe padi hai main khil gayi hil gayi uthti tarang hai ho tu jo mere sang hai mujh mein umang hai dil mera soniya ho gaya patang hai soniya ve soniya ve mahiya mera dil le le kuchh na maangu dil de badle dil de de ek look ek look pyar waali sajana sau tenu rab diya ek waari tak na

Lamha Lamha Toot Gaye

Singer: ANAND RAAJ ANAND

Lyrics of Lamha Lamha Toot Gaye

lamha lamha toot gaye ha ek apanese rooth gaye hai manzil par aane se pehle ham raahon se chhoot gaye lamha lamha toot gaye ek apanese rooth gaye jin haathon ki ham kismat the unn haathon se chhoot gaye lamha lamha toot gaye - 2 judde hue haath tooti taqdeer aur kya karegi yeh lakeeron ki zanjeer tera mera saath ab na hogi baat tu bhi khafa main bhi khafa gam ki kaali raat sapanen sach hone se pehle ek ek karke toot gaye lamha lamha toot gaye - 2 khamoshiyaan aandhiyaan ban na jaaye faasale kahi dooriyan ban na jaaye darta hoon gam ki ibaadat na kar lu tanhaaiyon se mohabbat na kar lu gam ke baraati aakar ke sukh ko mere loot gaye lamha lamha toot gaye ek apanese rooth gaye jin haathon ki ham kismat the unn haathon se chhoot gaye lamha lamha toot gaye - 2

Rab Ne Mere Jo Mujhase Kahi

Singer: KUNAL GANJAWALA , SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Rab Ne Mere Jo Mujhase Kahi

hey hey hey he hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey rab ne mere jo mujhase kahi woh baat hai mere hothon pe - 2 jinmein basa hai tu woh lakeeren hai mere haathon mein aakhir thaam le haath mera na chhodunga saath tera rab ne mere jo mujhase kahi woh baat hai mere hothon pe jinmein basa hai tu woh lakeeren hai mere haathon mein hey hey hey hey la la la la la la la la hm mm mm in baajuon mein jannat hai meri seene se mujhko laga lo sanam - 2 tum pyar kitna karte ho hamse yeh aaj hamko bata do sanam meri aarzoo tu hai sanam tere pyar ki mujhko kasam rab ne mere jo mujhase kahi woh baat hai mere hothon pe jinmein basa hai tu woh lakeeren hai mere haathon mein aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ aa~ vaada hai vaada tujhase yeh vaada dil na dukhaaunga tera kabhi - 2 teri khushi ki khaatir o jaanam tujhpe luta dunga yeh zindagi aa~ meri har vafaa tere liye dil ki har duaan tere liye rab ne mere jo mujhase kahi woh baat hai mere hothon pe rab ne mere jo mujhase kahi woh baat hai mere hothon pe jinmein basa hai tu woh lakeeren hai mere haathon mein aakhir thaam le haath mera na chhodunga saath tera hmm~ aa~ ...
Back to Film List

About ARYAN Songs and Lyrics

Explore the ARYAN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ARYAN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics