FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ASAMBHAV

Read available ASAMBHAV lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Koi Ayega Chori Chori

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Koi Ayega Chori Chori

Koi Ayega Chori Chori Khwabon Mein Ayeg Phir Dheere Dheere Hole Hole Dil Ko Churayega Ayega Jab Samne Woh, Bahon Mein Use Bhar Loongi Adayen Woh Dikhaoongi, Deewana Use Kar Doongi Intezar Mujhe Intezar Mujhe, Intezar Mujhe Intezar Hai Dooriyon Ko Mein Kaise Mitaoon Bekaraar Dil Bekaraar Dil Bekaraar Dil Bekaraar Hain Chahaton Ko Kaise Chupaon Use Dekha Nahi, Use Jaana Nahi, Bangayi Phir Bhi Uski Deewani Koi Ayega Bheegi Bheegi Khushboo Bhi Layega Meri Pyaasi Pyaasi Sasson Mein Jadoo Jagayega Ayega Jab Samne Woh...Deewana Use Kar Doongi Pyar Pyar Hai, Pyar Pyar Hai, Pyar Pyar Hai, Pyar Pyar Hai Aane Wale Deewane Sanam Se Aitbaar Mujhe Aitbaar Mujhe Aitbaar Mujhe Aitbaar Hai Apni Deewangi Pe Kasam Se Din Guzarta Nahi Raat Kat-Tee Nahi Jaane Kab Hogi Puri Kahani Koi Ayega Silee Silee Raaton Mein Ayega Mere Bheege Bheege Hoton Se Shabnam Le Jayage Ayega Jab Samne Woh, Bahon Mein Use Bhar Loongi Adayen Woh Dikhaoongi, Deewana Use Kar Doongi

Mashuqa Rubi Mehbooba Mehboobi

Singer: ANURADHA SRIRAM, NAYAN RATHOD, RAJIV RAI

Lyrics of Mashuqa Rubi Mehbooba Mehboobi

Mashuqa Rubi Mehbooba Mehboob Dekhoji Dekho Mujhe Main To Hoon Ajoobi Sabki Jawani Meri Nazron Mein Doobi Koi Na Jaane Aisi Mujhme Hai Khoobi Behke Shikariyon Se Bachna Bachana Hoton Ke Pyaalon Se Angoori Chhalkana Pyasi Dilon Ko Aaye Mujhe Tadpana ( Palkon Ke Saaye Saaye, Koi To Aaye Jaaye Yeh Mera Dil Ghabraye, Kya Hai Mushkil )...(2) Koi Deewana Lagta, Koi Anjaana Lagta Koi Parwana Lagta, Koi Qaatil Mashuqa Rubi...Aaye Mujhe Tadpana ( Koi Hai Jaaga Jaaga, Koi Hai Soya Soya Koi Hai Khoya Khoya, Hain Na Hai Na Kehta Hai Yeh Ujala, Kuch To Hai Honewala Raton Ne Jadoo Dala, Bach Ke Reh Na )...(2) Mashuqa Rubi... Mujhe Tadpana

Raatein Badi Hain

Singer: HEMA SARDESAI, NASEERUDDIN SHAH, NAYAN RATHOD, RAJIV RAI

Lyrics of Raatein Badi Hain

Raatein Badi Hain Badi Katilana, Kehti Hai Kya Koi Jaane N Teere Nazar Ka Koi Hai Nishana, Maane Koi Chahe Maane Na Toota Sitara Abhi Abhi, Lamha Darane Laga Toota Sharara Abhi Abhi, Dil Ko Jalane Laga Charon Taraf Ravaan Ravaan, Bandhe Koi Dhuan Dhuan Jayega Tu Kahan Kahan, Bachna Tera Yahan Yahan - Asambhav Main To Asambhav Ko Sambhav Banata Hoon, Taqat Mera Naam Hai Kadmon Mein Sare Jahan Ko Jhukata Hoon, Mera Yahi Kaam Hai Hai Jeene Ka Andaaz Mera Nirala, Yeh Tevar Mera Khas Hai Dil Mein Jo Aata Hai Main To Woh Karta Hoon, Daulat Mere Pas Hai Chehre Ke Peeche Bhi Hai Ik Chehra, Koi Jise Pehchane Na Pehre Ke Aage Bhi Hai Ik Pehra, Khatre Mein Hai Yahan Sabki Jaan Lagta Andheron Sa Ujala, Kisne Hai Ki Yeh Khata Kya Haadsa Hai Hone Wala, Kisko Yahan Hai Pata Sehmi Si Hai Zameen Zameen, Pal Bhi Ruka Yahin Yahin Jayega Tu Kahan Kahan, Bachna Tera Yahan Yahan - Asambhav Apne Hi Haathon Se Din Raat Likhta Hoon, Mein Apni Taqdeer Ko Haasil Kiya Maine Apne Hi Dam Pe, Khaabon Ki Taabir Ko Tujhe Ek Pal Ki Khabar Bhi Nahi Hai, Kyon Barso Ki Parvah Kare Aani Hai To Maut Aayegi Ik Din, Tu Har Roz Phir Kyon Mare Bas Hai Ghadi Do Ghadi Zindagani, Aaya Hai Joh Bhi Woh Jayega Yeh Hai Adhoori Adhoori Kahani, Poori Na Tu Kar Payega Aaye Kayamat Aayi Aayi, Saason Main Yeh Shor Hai Aayi Yeh Aafat Aayi Aayi, Ispe Kahan Jor Hai Sabki Yahi Raza Raza, Aaye Na Woh Qazaa Qazaa Jayega Tu Kahan Kahan, Bachna Tera Yahan Yahan

Teri Dekh Dekh Ladkaiyan

Singer: UDIT NARAYAN, KAVITA

Lyrics of Teri Dekh Dekh Ladkaiyan

Teri Dekh Dekh Ladkaiyan, Dil Chahe Tham Lu Baiya...(2 Teri Sun Ke Boliyan, Dil Pe Soniya, Chalti Hai Goliyan Prem Bhakton Ki Toliyan, Chahein Bhar De Jholiyan...(2) Beiman Ajnabi Saiyan, Chal Chhod Chhod Meri Baiyan...(2) Chhune Se Teriyan, Tan Pe Meriyan, Chalti Hai Chhuriyan Dekhe Teri Oriyan, Jogan Banke Goriyan Jab Jab Tu Hase Meri Guiyan, Galon Mein Padi Hai Kuyian Teekhi Palkon Ki Chhaiyan Mujhe Dasne Lagi Taarif Na Kar Yun Guiyan, Seene Mein Chubhe Hain Suiyan Teri Baatein Hai Bhool Bhulaiyan, Mein Phasne Lagi Teri Dekh Tyoriyan Mujhpe Heeriyan Chalti Hai Goliyan Prem Bhakton Ki Toliyan, Chahe Bhar De Jholiyan Dekhe Teri Oriyan, Jogan Banke Goriyan Badnaam Na Kar Ee Thaiyan Na Choom Meri Parchaiyan Padti Hoon Mein Tere Paiyan Mushkil Hai Badi
Back to Film List

About ASAMBHAV Songs and Lyrics

Explore the ASAMBHAV soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ASAMBHAV.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics