FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ASHA - A BRAND NEW ALBUM

Read available ASHA - A BRAND NEW ALBUM lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaj Jaane Ki Zidd Na Karo

Singer: ASHA BHOSLE

Lyrics of Aaj Jaane Ki Zidd Na Karo

Aaj jaane ki zid na kar Aaj jaane ki zid na karo Youn hi pehlu mein baithe raho Youn hi pehlu mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Tum hi socho zara kyun na roke tumhe Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Jaan jaati hai jab uth ke jaate ho tum Tumko apni kasam jaan-e-jaan Baat itni meri maan lo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Waqt ki qaid mein zindagi hai magar Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain Chand ghariyaan yehi hain jo aazaad hain Inko kho kar meri jaan-e-jaan Umr bhar na taraste raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Kitna masoom rangeen hain yeh sama Husn aur ishq ki aaj meraaj hai Husn aur ishq ki aaj meraaj hai Kal ki kisko khabar jaan-e-jaan Rok lo aaj ki raat ko Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Youn hi pehlu mein baithe raho Youn hi pehlu mein baithe raho Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Haaye mar jaayenge hum to loot jaayenge Aisi baatein kiya na karo Aaj jaane ki zid na karo Aaj jaane ki zid na karo Posted By : Mastani Laila
Back to Film List

About ASHA - A BRAND NEW ALBUM Songs and Lyrics

Explore the ASHA - A BRAND NEW ALBUM soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ASHA - A BRAND NEW ALBUM.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics