FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from ASTITVA

Read available ASTITVA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chal Chal Mere Sang

Singer: SUKHWINDER SINGH

Lyrics of Chal Chal Mere Sang

--MALE- Chal chal mere sang sang - 4 Mere dil ki dhadkan mein tu lamha lamha harpal Chal chal mere sang sang Hai tere bin sab kuch tanha tanha harpal Chal chal Meri jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal Chal chal mere sang sang Ah, ah ah --CHORUS-- Chal chal, sang sang - 2 --MALE-- Ek tamanna dil mein hai Dekhoon main tujhe jee bharke Sapnon mein tere kho jaaoon Ankhiyaan main bandh karke Saat suron ka jhoola jhoole Sang sang nis din har pal se pal Meri jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal Chal chal mere sang sang - 2 Mahek uthe hai phool churaakar Rang tere gaalon ka Kaali ghata ne jaam piya hai Tere do adhiron ka Ae meri haseen ghazal Maheka maheka tera aanchal Meri jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal Chal chal mere sang sang - 2 Meri jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal, jaan-e-ghazal Ah, ah, ah

Gana mere bas ki baat nahi

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY, SHANKER MAHADEON

Lyrics of Gana mere bas ki baat nahi

gri na bharan det re - kya hua gaon na nahi aaj mood nahi hain mood nahi are aaj riyaz nahi karna hain kya gaana mere bas ki baat nahi tp phir yahi gaon gaana mere bas ki baat nahi sur aur tall ka saath nahi -2 gaana mere bas ki baat nahi nadirtani tumdirtani dim tera derena derena derena derenaa derena derenana derenana dhimtana derena aahaaahahaahhahhaaahaaah padh padh nisssaas padh padh nisaaas padh padh nisaaas padh padh nissa nissa pa ma pa dha ma gama ma gare ga gare nissani nissani re ga ma pa padh padh nisaaas padh padh nisaaas padh padh nisaaas gaana mere bas ki baat nahi sur aur taal kasaath nahi - 2 gaana mere bas ki baat nahi dhire gama tane dhini tam tam tam tam tam nissa nissa ni nissa nissa ni ni nissa ni ni rani ni ni regha re rani ni ni ni rani n dhapama mani dhapama rail batke patri pe natkhat jamuna ke tat radha lakh bajaye sithi peka pi adha bhairav adha sandhya chanke gale main goke subah chanane mandir main shaher main charon taraf bhid ke gorakh ka chanta baje itna sara brindgaan ho ird gird main kyun gaon apni apni jagah khile woh sur tod ke kyon laoon sur tod ke kyon laoon sur tod ke kyon laoon dhire sani nisepadha ni maga ga re sa gaana mere bas ki baat nahi sur aur taal ka saath nahi - 2 gaana mere bas ki baat nahi - 2 mori gagri na bharan det re - 2 pa ma ga re ga renissa nirega pa ma dha ni sa sa ni sa dha ni pa dhaa ma ni sa pa ga re ga re sa aah aah aah ni re ga pa ni sa ni re ga pa ni sa

kitne kisse hain tere mere

Singer: HEMA SARDESAI

Lyrics of kitne kisse hain tere mere

kitne kisse hain tere mer kitne kisse hain bas tere mere tu kadi hain thamne main mujhe anchal main tere umas badi hain choom le paon zameen se tere kitne kisse hain bas tere mere kitne kisse hain bas tere mere atri pe tere sokar hain dekhe maine angin sapne khidki se tere jhake hain man main mere suraj kitne aangan tere main khili thi jab banke rajnigandha darwaje se aaye the andar mausam woh khushi ke saare kitne kisse hain bas tere mere - 3

Main Thi Main Hoon

Singer: KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Main Thi Main Hoon

--FEMALE- Na katoongi, na jaloongi, na mitoongi, na maroongi - 2 Main thi, main hoon, main rahoongi - 2 --CHORUS-- Main thi, main hoon, main rahoongi - 2 --FEMALE-- Jab tak dariya mein hai paani Aur aasmaan neela hai Jab tak sooraj tej se chamke Aur adhera kaala hai O jab tak dariya mein hai paani Aur aasmaan neela hai Jab tak sooraj tej se chamke Aur adhera kaala hai Tab tak is jahan ka banke praan rahoongi Main thi, main hoon, main rahoongi - 2 Ah, ah ah ah, ah ah ah ah ah --CHORUS-- Main thi, main hoon, main rahoongi - 2 --FEMALE-- Jis pe toot padi sadiyon se Har voh laheri saagar ki Main voh archal sheela hoon Par aafat hai jisne jheli O, jis pe toot padi sadiyon se Har voh laheri saagar ki Main voh archal sheela hoon Par aafat hai jisne jheli Jeene ki abhi na shichaah ka ansh banoongi Main thi, main hoon, main rahoongi - 2 Ah, ah ah ah

Sabse Pehle Sangeet Bana

Singer: SUKHWINDER SINGH AND KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Sabse Pehle Sangeet Bana

--MALE- Sab se pehle sangeet bana Sab se pehle sangeet bana, ho Phir sooraj chaand sitaarein Khushiyon ke sang phir dard bana, ho Dil banaake phir dilwaale Phir ishq mohabbat pyaar hua oh ho Kahin sohni aur mahiwaal hua, oh ho ho Phir khwaab saja li aankhon mein, ho Phir sapnon ka sansaar bana, ho ho Sab se pehle sangeet bana Phir daulat aur jaagir bani Rishton ki ek taqdeer bani Panchhi daheke mausam maheke Saawan aaye baadal barse Hai sab kuch uski hi maaya, ho Jo tha sab se pehle pehle Sab se pehle sangeet bana, ho Phir sooraj chaand sitaarein --FEMALE-- Aah aah aah, aah aah aah Kudrat ne bhi tha janam liya Aangan mein saat suron ke Sargam ki rang phir mahek uthi Kudrat ke surkh honton pe Dilbar ke dil ko chhoone laga, ho Sangeet sanam pehle pehle Sab se pehle sangeet bana, ho Phir sooraj chaand sitaarein --MALE-- Khushiyon ke sang phir dard bana Dil banaake phir dilwaale --FEMALE-- Phir ishq mohabbat pyaar hua Kahin sohni aur mahiwaal hua --MALE-- Phir khwaab saja li aankhon mein, oh ho Phir sapnon ka sansaar bana, oh ho ho, oh ho ho --FEMALE-- Oh ho ho --MALE-- Oh ho ho Sab se pehle sangeet bana --FEMALE-- Phir sooraj chaand sitaarein
Back to Film List

About ASTITVA Songs and Lyrics

Explore the ASTITVA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for ASTITVA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics