FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAADSHAH

Read available BAADSHAH lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Main Toh Hu Paagal

Singer: ABHIJEET, SHAHRUKH KHAN

Lyrics of Main Toh Hu Paagal

main to hu paagal ye kahu har pal kar koi hulchal hone de hone de hone de hone de hone de koi deewaangi ret mein tairna seekh le aur samundar ke upar tahal been bhainson ke aage baja aur hava mein bana le mahal suit lohe ka silva le tu aur pairon pe chashma laga haath mein baandh le vo ghadi jismein ho saadhe terah baja aany main to huun paagal ... ped se tod le machhaliya billiyon ko tu gaana sikha chaand ko kar de chakor tu aur suraj tikona bana o bina pahiye ki gaadi mein chal bhool ja apne ghar ka pata le ke haathi ko mutthi mein tu kaibre dekh le uunt ka aany main to huun paagal ...

Nahi Dil Maine Tujhko Dena

Singer: ANU MALLIK

Lyrics of Nahi Dil Maine Tujhko Dena

nah dil maine tujhako dena nahi nahi dil maine tera lena nahi jumma de gayi chumma ho gaya hamma hamma pahunch gayi vo khandala naachi vo chhamma chhamma jumma de gayi ... ab aayi meri baari oye kar le hamase yaari o sweety tujhe dekh ke dil mein baje seeti o baby! don' t say may be jumma de gai ... are may be may be karte karte chhuut na jaaye gaadi koi na hoga aage peechhe phiregi maari maari are maine pahale kabhi nahi dekha tha nakhara aisa is duniya mein kahaan milega item tere jaisa usne sarkaai khatiya chhupi vo choli ke peechhe ab aai meri baari ... meri heroine tera hero karta hai ye vaada teri aur meri love story chalegi sabse jyaada apani ye romantic jodi fit ho jaayegi public bolegi ye picture hit ho jaayegi usake piya ji ghar aaye vo gayi theatre nau se baarah ab aai meri baari ...

Woh ladki jo sabse alag hai

Singer: ABHIJEET & CHORUS

Lyrics of Woh ladki jo sabse alag hai

Kahin zulf ka baadal o h Kahin rangni aanchal aa haa Kahin honth gulabi o ho Kahin chaal sharaabi aa haa Kahin aankh mein jaadu o ho Kahin jism ki khushboo aa haa Kahin narm nigaahein o ho Kahin gori baahein aa haa Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aayein hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Kitne hi jalve hai Aankhon mein ghulti hai jaise chaandni Kitni hi ho baatein hai Kaanon mein ghulti hai jaise raagini Yeh chale jaise zaraa balkhaake Woh chale jaise zaraa ithlaake Yeh mile jaise zaraa sharmaake Woh mile jaise zaraa iteraake Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Gulshan ki hai woh kali Jo saare phoolon se bilkul hai judaa Kya kahiye ho dekha hai In aankhon ne aisa roop kya Kya ajeebsi taazagi hai Kya haseen si saadagi hai Kya ajeebsi dil kashee hai Kya haseen si dilbari hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Woh ladki jo sabse alag hai Haan yahan kadam kadam par laakhon haseenayein hain Hum magar yeh dil ka tofa dene usay aaye hain
Back to Film List

About BAADSHAH Songs and Lyrics

Explore the BAADSHAH soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAADSHAH.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics