FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAAZ

Read available BAAZ lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aye Dil Aye Deewaane

Singer: GEETA DUTT

Lyrics of Aye Dil Aye Deewaane

aye dil aye deewaane - aag laga li, kyon daaman mein o zaalim chahat ke bahaabe ayedil aye deewaane......... jurm nahin tha dil ka lagaana, samjha kab naadaan zamaana, ek nazar aur kitani baaten -2 ek khaamoshi laakh fasaane, aye dil aye deewaane......... ye to nahin hai teri manzil, door bahot hai apana sahil, armaanon ki naazuk kashti -2 lagi hai toofaan se takaraane aye dil aye deewaane......... Posted by: p u r n i m a

Chehre Pe Din Hai

Singer: SUKHVINDER SINGH AND SADHANA SARGAM

Lyrics of Chehre Pe Din Hai

Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari R Chehre Pe Din Hai Zulfon Pe Raat Hai Hey Hey Hey Chehre Pe Din Hai Zulfon Pe Raat Hai Aap To Aap Hai Aap To Aap Hai Aap Ki Kya Baat Hai Aap Ka Husn Chalo Sab Se Alag Thehra Aap Ka Husn Chalo Sab Se Alag Thehra Aashiqui Na Ho To Phir Kya Badi Baat Hai Aashiqui Na Ho To Phir Kya Badi Baat Hai Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Chehre Pe Din Hai Zulfon Pe Raat Hai Hey Hey Hey Chehre Pe Din Hai Zulfon Pe Raat Hai Aap To Aap Hai Aap To Aap Hai Aap Ki Kya Baat Hai Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Husn Apne Jawan Hai Aashiqui Ho Ya Na Ho Hey Ye Ye Husn Apne Jawan Hai Aashiqui Ho Ya Na Ho Kudrat Hum Pe Fida Hai Koi Bhi Ho Na Ho Ho Chupa Sagar Mein Phir Woh Moti Bhi Kya Na Jale Deepak Mein Phir Woh Jyoti Bhi Kya Hota Na Husn To Phir Karte Tum Ishq Kya Hota Na Husn To Phir Karte Tum Ishq Kya Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re O Mitti Ki Murat Main Tauba Kitna Gurur Mitti Ki Murat Main Tauba Kitna Gurur Khud Pe Hi Itraate Hai Kaisa Hai Yeh Surur Chandni Na Ho To Hota Phir Chand Kya Moti Na Ho Phir To Hota Phir Saahil Kya Parwane Na Ho To Phir Shama Ka Husn Kya Ho Parwane Na Ho To Phir Shama Ka Husn Kya Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Chehre Pe Til Hai Zulfon Mein Daag Hai Ho O O O Chehre Pe Til Hai Zulfon Mein Daag Hai Aap To Aap Hai Aap To Aap Hai Aap Ki Kya Baat Hai Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re Yaari Re

Jala Koi Mita Koi

Singer: SUNIDHI CHAUHAN AND KAILASH KHER

Lyrics of Jala Koi Mita Koi

Arre Arre Arre Arre Arre Arre Arre Arr Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Koi Fasa Koi Uda Koi Re Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Koi Fasa Koi Uda Koi Re Yeh To Hai Pyaar Jeeta Koi Hara Koi Arre Arre Arre Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Koi Fasa Koi Uda Koi Re Hosh Mein Aaye Hosh Gawa Ke Pyaar Na Paaya Khud Ko Loota Ke Hosh Mein Aaye Hosh Gawa Ke Pyaar Na Paaya Khud Ko Loota Ke Chup Chup Ke Tadap Tadap Nain Roye Re Chup Chup Ke Tadap Tadap Nain Roye Re Hum Deewano Ki Rasmein Yehi Hai Dard Ko Chupa Ke Poochte Hai Dhoondte Hai Arre Arre Arre Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Bacha Koi Fasa Fasa Koi Uda Uda Koi Re Dil Machal Machal Dil Machal Machal Dil Machal Machal Machal Machal Machal Jaye Re Na Loote Kahin Jale Yuhi Bujhe Yahi Jale Bujhe Uhi Jaye Re Arre Andaaz Yeh Tera Katil Bada Tera Aa Dil Yeh Hamara Nishane Pe Thera Is Jaan Ka Sauda Sang Tere Hi Thehra Har Husn Se Pehle Itna Yuni Behla Yeh Ishq Hamara Deewana Hi Tera Aa Aa Dil Macha Machal Baaz Ki Aankhen Aankhon Mein Bijlee Rang Na Ud Jaaye Udja Re Panchi Udja Udja Re Panchi Ud Ud Udja Hey Baaz Ki Aankhen Aankhon Mein Bijlee Rang Na Ud Jaaye Udja Re Panchi Bach Bach Ke Sambhal Sambhal Nikal Nikal Re Bach Bach Ke Sambhal Sambhal Nikal Nikal Re Pyaar Mein Aisa Bhi Aksar Hua Hai Dil Ke Badle Mein Yeh Jaan Bhi Chaljati Hai Arre Arre Arre Arre Arre Arre Arre Arre Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Fasa Uda Koi Re Jala Koi Mita Koi Loota Koi Re Bacha Koi Fasa Koi Uda Koi Re Yeh To Hai Pyaar Jeeta Koi Hara Koi

Sannate Mein Ek Shor Chupa Hai

Singer: SUNIDHI CHAUHAN AND VIJAY PRAKASH

Lyrics of Sannate Mein Ek Shor Chupa Hai

Sannate Mein Ek Shor Chupa Ha Deta Hai Deta Hai Sannate Mein Ek Shor Chupa Hai Deta Hai Deta Hai Sannate Mein Ek Shor Sunayi Deta Hai Sannate Mein Ek Shor Sunayi Deta Hai Tanhayi Mein Mujhse Koi Kuch Kehta Hai Tanhayi Mein Mujhse Koi Kuch Kehta Hai Yeh Jo Ajab Si Duniya Hai Yeh Jo Ajab Si Duniya Hai Yehi To Meri Duniya Hai Sannate Mein Ek Shor Sunayi Deta Hai Jo Panchi Ud Na Paye Woh Hi Mere Saathi Hai Masle Hue Phoolon Ki Khushboo Mujhe Loobhaati Hai Roshni Chubti Hai Aankhon Ko Andheron Se Dosti Hai Sannate Mein Ek Shor Sunayi Deta Hai Tanhayi Mein Mujhse Koi Kuch Kehta Hai Tanhayi Mein Mujhse Koi Kuch Kehta Hai Yeh Jo Ajab Si Duniya Hai Yeh Jo Ajab Si Duniya Hai Yehi To Meri Duniya Hai Yehi To Meri Duniya Hai Sannate Mein Ek Shor Sunayi Deta Hai
Back to Film List

About BAAZ Songs and Lyrics

Explore the BAAZ soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAAZ.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics