FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAAZI

Read available BAAZI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

aaj kee raat piyaa

Singer: GEETA DUTT

Lyrics of aaj kee raat piyaa

aaj kee raat piyaa dil naa tod man kee baat piyaa maan lo dil kee kahaanee, apanee jubaanee, tum ko sunaane aayee hoon aankhon mein le ke sapane suhaane, apanaa banaane aayee hoon chhod ke saath piyaa muh naa modo, man kee baat ... chandaa bhee dekhe, taaren bhee dekhe, hum ko gagan kee ot se ghaayal kiyaa hain dil tum ne meraa, meethhee najar kee chot se thaam ke haath piyaa, yoo naa chhodo, man kee baat ...

Dil Yeh Kya Cheez Hain

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Dil Yeh Kya Cheez Hain

he dil ye kya cheez hai aur dil tamanna kya hai teer par teer chala le tujhe parwa kya hai are teri kasam meri jaan tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain -2 mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2 dan dar dan dar da a dan dar dan dar da aur honge jinhen aaraam ke saamaan mile apni kashti ko to saahil pe bhi toofaan mile are ye geet pasand nahi yaar ( naiya puraani hai toofaan bhi puraane hain ) -2 mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain -2 dan dar dan dar da dar dar dan dar dan dar rru

Sharmaaye Kaahe

Singer: SHAMSHAD

Lyrics of Sharmaaye Kaahe

arr chhai la la la la sharamaaye kaahe ( sharamaaye kaahe ghabraye kaahe sun mere raja o raja aaja aaja ) -2 sharmaaye kaahe o kuch na soch matwaale o matwaale dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale ( duniya ke gam karta hai kyon milne ki raaten hain darta hai kyon ) -2 milne ki raaten hain darta hai kyon sharmaaye kaahe aay dekho sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe sun mere raaja o raaja aaja aaja sharamaaye kaahe o kuch na soch matwaale o matwaale dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale ( aankhon ka ras pee le zara zulfon ke saaye mein jee le zara ) -2 zulfon ke saaye mein jee le zara sharamaaye kaahe aay dekho sharmaaye kaahe ghabraaye kaahe sun mere raja o raja aaja aaja sharamaaye kaahe o kuch na soch matwaale o matwaale dil ki maan dilwaale o matwaale o dilwaale jaake ye din aane nahi a tujhko de du main jannat yahi la la la la sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe sun mere raaja o raaja aaja aaja sharamaaye kaahe sharamaaye kaahe ghabaraaye kaahe -2 sharamaaye kaahe

Suno Gajar Kya Gaaye

Singer: GEETA, CHORUS

Lyrics of Suno Gajar Kya Gaaye

Cho: o la la la a o la la la a o o o la la geeta: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye o re jeene waale o re bhole bhaale sona naa, khona na Cho: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye o la la la a o la la la a o o o la la geeta: geene-chune pal hain tere jeevan ke dhoom macha le abhi din hain milan ke o re jeene wale ... Cho: suno gajar kya gaaye samay gujarta jaaye geeta: o re jeene wale o re bhole bhaale sona naa, khona na cho: o la la la a o la la la a o o o la la geeta: husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke bida le do ghadi ki jawaani hai o re jeene wale ... geeta: bichhada zamana kabhi haath na aayega dosh na dena mujhe phir pachhataayega o re jeene wale ... Chor: suno gajar kya gaaye geeta: sona na cho: samay gujarta jaaye geeta: khona na

Tadbeer se bigadi huwi

Singer: GEETA DUTT

Lyrics of Tadbeer se bigadi huwi

(Tadbeer se bigadi huwi taqdeer bana le, taqdeer bana le Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le ) - 2 Darta hai zamaane ki nigaaho se bhala kyu nigaaho se bhala kyu - 2 Insaaf tere saath hai ilzaam uthhaa le, ilzaam uthhaa le Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2 Kya khaak woh jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho - 2 Khud mitke kisi aur ko mitne se bacha le Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2 Tootee huee patvaar hain kashti ke to ham kyaa Haari huwi baaho ko hi patvaar bana le, patvaar bana le Apne pe bharosa hai to ye daav laga le, laga le daav laga le - 2 Tadbeer se bigadi huwi

Tadbeer Se Bigdi Hui

Singer: GEETA DUTT

Lyrics of Tadbeer Se Bigdi Hui

hey hey hey hey, hey hey (2 (tadbeer se bigdi hui taqdeer banaa le, taqdeer bana le apne pe bharosa hai to yeh daanv laga le laga le daanv laga le) 2 hey hey, hey hey (darta hai zamaane ki nigaahon se bhala kyun nigaahon se bhala kyun) 2 insaaf tere saath hai ilzaam utha le, ilzaam utha le apne pe bharosa ... daanv laga le hey hey, hey hey (kya khaak woh jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho) 2 khud mitke isi aur ko mitne se bacha le, mitne se bacha le apne pe bharosa ... daanv laga le hey hey, hey hey hey hey hey hey, hey hey hey, toote hue patwaar hain kashti ke to hum kya haari hui baahon ko hi patwaar bana le, patwaar bana le apne pe bharosa ... danv laga le tadbeer se bigdi hui ... daanv laga le

Ui Dekh Ke Akeli

Singer: GEETA, CHORUS

Lyrics of Ui Dekh Ke Akeli

(tip tip tip tip tip tip tip tip tip tip tip tip) - 2 geeta: ui dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi cheete udaaye re ... geeta : chali na jaaye chaal lachaku jaise daal saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal gore gaal gore gaal gore gore gaal saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal ui ... geeta: loote haar singaar paapi jal ki dhaar khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar (ek albeli albeli albeli ) -2 khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar ui ... gee: paanv phisalta jaaye tan hichkolen khaaye aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye (bas ho jaaye ho jaaye ho jaaye) - 2 aaise mein jo haath pakad le man uska ho jaaye ui ...

Yeh Kaun Aaya

Singer: GEETA

Lyrics of Yeh Kaun Aaya

oh ho ho ho ho ho ho ho ta ra ra ram ta ra ra ra ram ha ha ha ha ta ra ra ram ta ra ra ra ram ye kaun aaya ( ye kaun aaya ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi ) -2 ye kaun aaya achanak ye mere haathon mein kiska haath aaya hai na main jaanu na dil jaane wo apna ye paraya hai ye kaun aaya ke main apni hi dhadkan sun ke sharmaya ye kaun aaya ke mere dil ki duniya mein bahar aayi ye kaun aaya dulhan ban ke jawani ki umangen gungunati hain bata hai kaun aankhon mein ke aankhen muskurati hain bikhar ke kiski baanhon se ye meri zulf laharaayi ye kaun aaya ye kaun aaya ke mere dil ki duniya mein bahaar aayi ye kaun aaya
Back to Film List

About BAAZI Songs and Lyrics

Explore the BAAZI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAAZI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics