FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAAZIGAR

Read available BAAZIGAR lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ae Mere Humsafar Ae Meri Jaan-e-ja

Singer: VINOD RATHOD, ALKA YAGNIK

Lyrics of Ae Mere Humsafar Ae Meri Jaan-e-ja

ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2 ban gaye aaj ham do badan ek jaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja (bheega bheega aanchal aankhon ka yeh kajal ghayal na kar de mujhe seene ki yeh huchul badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe) - 2 paagal toh ham ho gaye ban jaayegi dastaan aahista bolo sanam sun lega sara jahaan meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja - 2 (saanson ke yeh sholey saanson mein tu gholey pal mein pihgal jaye ham hothon ke angaarey hothon pe hamare rakh de toh jal jaaye ham) - 2 yeh pyar woh aag hain jis mein nahi hai kuaan lagti hai jab yeh agan jal jaate hai jism-o-jaan ban gaye aaj ham do badan ek jaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja meri manzil hai tu tu hi mera jahaan ae mere humsafar ae meri jaan-e-ja

Chhupana bhi nahin

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Chhupana bhi nahin

chupana bhi nahin aata jatana bhi nahin aata humen tumse mohabbat hai batana bhi nahi aata hatheli par tumhara naam likhte hai mitate hai )-2 tumhi se pyaar karte hai tumhi se phir kyon chupate hai juban pe baat hain lekin sunana hi nahin aata humen tumse ..... mohabbat kaise karte hai koi to humko samjhaye )-2 kahin aisa na ho ki pyaar bin umra kat jaaye tum se milne ka koi bahan bhi nahi aata humen tumse mohabbat hai ... chori chori chupke chupke tumko dekha karte hai)-2 haale dil sunane se na jane kyon darte hai kitna pagal dil hai mera manana bhi nahi aata hume tumse ... Submitted by: Hriday

Kitabain bahut si padhi hongi

Singer: ASHA & ABHIJEET

Lyrics of Kitabain bahut si padhi hongi

kitaben bahut si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaan nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai umange likhi hain jawani likhi hain tere dil ki saari kahani likhi hain )-2 kahin haale dil bhi batata hai chehra na bolo to phir bhi batata hai chehra ye chehra haqiqat mein ek aayina hai bata mere chehre pe kya kya likha hai agar hum kahen humko ulfat nahin hai kahogi phir kaise mohabbat nahi hai )-2 bare aaye chehre pe ye marne waale dikhawe ka aihde wafa karne waale dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai bata mere chehre pe kya kya likha hai Submitted by: Hriday

Samajhkar Chaand Jisko

Singer: VINOD RATHOD, ALKA YAGNIK

Lyrics of Samajhkar Chaand Jisko

samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai - mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai - 2 samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai - 2 meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai - 2 tere mehandi lage haathon mein jab hudi khanakti hai toh iss gori kalaai mein yeh dil banke dhadakti hai yeh dil banke dhadakti hai - 2 yeh chudi aashiqon ko pyar ke nagme sunati hai suhani raat ki khamoshiyo mein heer gaati hai yeh chudi heer gaati hai - 2 zameen par jo utar aaya yeh woh jannat ka nagma hai samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai mere mehboob jaisa iss zamaane meinnahi koi diya leke bhi dhundo toh nahi aaisa hasi koi nahi aaisa hasi koi - 2 kabhi tuute se tuute na hamare pyar ki dori teri chahat bhi bas mere liye anmol hai gori badi anmol hai gori - 2 juda hum tum nahi honge humara tumse waada hai samajhkar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai meri nazron se dekho toh woh mere dil ka tukda hai mere mehboob ki tooti hui chudi ka tukda hai

Tere Chehre Pe Mujhe

Singer: VINOD RATHOD, ALKA YAGNIK

Lyrics of Tere Chehre Pe Mujhe

tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hai tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain pyar chhupta nahi jitna bhi chhupale chahe teri aankhon mein bhi ikaraar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere baaton mein bhi ijhaar nazar aata hain maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2 hey.. ah.. lala.. lala.. hey.. aah.. tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul main tere pyar mein kutch aaisa hua hu paagal tune is dil mein machayi hai yeh kaisi hulchul main tere pyar mein kutch aaisi hui hu paagal - 2 mujhe khud mein tera deedar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain (meri aankhon se yu neendo ko udane wale meri dhadkan mein chup chap samane wale) - 2 meri dhadkan mein chup chap samane wale meri chahat ka tu haqdaar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain (ho gaya dil pe mere pyar ka kutch aaisa asar na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar) - 2 na pata apna mujhe ma hai zamane ki khabar main jahan dekhu tu har baar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain maine khwaabon mein kabhi jiski tamanna ki thi teri surat mein woh dildaar nazar aata hain - 2 tere chehre pe mujhe pyar nazar aata hain tere hothon pe bhi ijhaar nazar aata hain

Yeh Kaali Kaali Aakhen

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Yeh Kaali Kaali Aakhen

Ye kaali kaali aakhe ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazren ye hirni jaisi chaal dekha jo tujhe jaanam hua re mera haal Main mila, too mili hai too mili, main mila main mila, too mili too mili, main mila duniya jale to jale pyaar karenge tujh pe marenge dhak dhak dil yeh kare Uf teri dillagi dil ko jalaane lagi gairon ki baahon main ithlaake jaane lagi Ye teri pairon ki mujh ko satane lagi Chhodo ji chhodo sanam zid apni todo sanam nazuk yeh dil hai mera dil ko na todo sanam ... ye lambi lambi ratain aa kar le mulaquaten jaane kyon dil yeh mera tera hi hona chahe use maila na kar yeh gore gore gaal Na too kar hat pat Kar byah jhat pat Meri aa ja too diqqat Karte pyar ka tiket Na too zhulfein jhatak Na too pair patak Are aise na matak dil gaya hai bhatak Chehre pe tere sanam Laila ki hai shokhiyaan Heer si bhadke hai aakhon ki yeh mastiyaan Juliet ki tarah honton pe hain sukrhiyaan Dekh le khudh ko too jazar se meri ja ne jaan Dekhi jo teri ada main phida ho gaya seene se lag ja mere jeene ka aaye mazaa Ye bhikhree bhikhree zulphen ye jhuki jhuki palken ye gori gori bahain hum kyon na tumhe chahen aisa to humne pahle dekha nahi kamaal. yeh kaali kaali ...
Back to Film List

About BAAZIGAR Songs and Lyrics

Explore the BAAZIGAR soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAAZIGAR.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics