FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAD FRIEND

Read available BAD FRIEND lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhoka Hai Yeh Gunaah Hai

Singer: SHREYA GHOSHAL, VINAY

Lyrics of Dhoka Hai Yeh Gunaah Hai

Dhoka hai yeh gunaah hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Dhoka hai yeh gunaah hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Yeh jo jalaate hain, sataate hain Armaan kyon mujhe Yeh machalte hain, sulaghte hain Maange bas tujhe Dhoka hai yeh gunaah hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Haan, chala jaata hai woh mod ke kahan Haan, kahan seekha hai dil todna bata Youn chor na achha nahi o sahiba Khelo na yeh toofaan hai Pyaar to ek juwa hai Yeh jo jalaate hain, sataate hain Armaan kyon mujhe Yeh machalte hain, sulaghte hain Maange bas tujhe Dhoka hai yeh gunaah hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Haan, mujhe baandho na is daaman mein shama Mere udne ko kam hai yeh aasmaan Haan, youn rok na achha nahi o meherbaan Khoya sa yeh sama hai Khoya sa yeh sama hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Yeh jo jalaate hain, sataate hain Armaan kyon mujhe Yeh machalte hain, sulaghte hain Maange bas tujhe Dhoka hai yeh gunaah hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai Yeh pyaar to ek dhuaa hai

Kisson Mein Suna Tha

Singer: ABHIJEET, SHREYA GHOSHAL

Lyrics of Kisson Mein Suna Tha

Kisson mein suna tha Parha tha kitabon mein Kisson mein suna tha Parha tha kitabon mein Kisson mein suna tha Parha tha kitabon mein Hoti hai aisi deewangee Hoti hai aisi deewangee Socha na tha khwaabon mein Kisson mein nahi main Na hoon kitaabon mein Kisson mein nahi main Na hoon kitaabon mein Chhoo ke dekho jaan-e-jaan Chhoo ke dekho jaan-e-jaan Hoon main tere ehsaason mein Kisson mein suna tha Parha tha kitabon mein Inko pyaar ho gaya Inko pyaar ho gaya Haan haan pyaar ho gaya Dekho pyaar ho gaya Sach sach kaho o jaana Sach ho ya koyi khwaab Chaahat ka itni laoon Kahan se koyi jawaab Sach sach kaho o jaana Sach ho ya koyi khwaab Chaahat ka itni laoon Kahan se koyi jawaab Tumhaari ho gayi hoon Khud apne iraadon se Tumhaari ho gayi hoon Khud apne iraadon se Hoti hai aisi deewangee Hoti hai aisi deewangee Socha na tha khwaabon mein Kisson mein nahi main Na hoon kitaabon mein Tum kaise ho aise Khud se poocha karoon main Kho jao na kahin tum Soch ke youn daroon main Tum kaise ho aise Khud se poocha karoon main Kho jao na kahin tum Soch ke youn daroon main La-jawaab ho jaoon Tumhaare jawaabon se La-jawaab ho jaoon Tumhaare jawaabon se Chhoo ke dekho jaan-e-jaan Chhoo ke dekho jaan-e-jaan Hoon main tere ehsaason mein Kisson mein suna tha Parha tha kitabon mein

Mili Hai Kisise Nazar

Singer: SHREYA GHOSHAL, SONU NIGAM

Lyrics of Mili Hai Kisise Nazar

Mili hai kisise nazar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Mili hai kisise nazar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Wafa ke naye gul khilaayenge Naya aashiyan hum banaayenge Mehekne lagega safar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Wafa ke naye gul khilaayenge Naya aashiyan hum banaayenge Mehekne lagega safar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Tera pyaar yaara hai mera sahaara Mujhe is janam mein mila hai dobara Meri roshini ke diye jal rahe hain Naya pyaar le karke hum mil rahe hain Tera mera mera tera dil hai ek sa Tera mera mera tera dil hai ek sa Uthi hai jigar mein leher dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Mili hai kisise nazar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Yeh jo ho raha hai mujhe lag raha hai Zindagi ka meri faisla ho raha hai Kahan se chale the kahan aa gaye hain Jahan phir zameen aasmaan mil rahe hain Teri baahein teri saansein aur kya chaahiye Teri baahein teri saansein aur kya chaahiye Banegi kahaani amer dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Mili hai kisise nazar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Wafa ke naye gul khilaayenge Naya aashiyan hum banaayenge Mehekne lagega safar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere Mili hai kisise nazar dheere dheere Shuru zindagi ho gayi dheere dheere
Back to Film List

About BAD FRIEND Songs and Lyrics

Explore the BAD FRIEND soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAD FRIEND.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics