FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BADA DIN

Read available BADA DIN lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Behoshi Tan Man Pe Chane Lagi

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Behoshi Tan Man Pe Chane Lagi

behoshi tan man pe chaane lagi chaane laga hai ab nasha aa aa tum jo aise behkoge jaane aaj hona hai kya behoshi tan man pe ... kya raaz hai kisliye balkha raha hai tu aa koi kya yahaan aaya hai meri jaan aaye jo koi yahaan to sun le meri daastaan ye saans ye dhadkane hain jaise dil ki zubaan deewani maan bhi ja aaise na hosh ganva agar hosh tan man pe chaane lage chaane laga hai ab ... tu jo aaise behakegi jaane aaj hona hai kya haan jaan yahi baat hai mehki si kyon raat hai ye saaya hai kya chal tere saath hai saaya nahi zulf hai jo khul ke lehra gayi ye baat jo ankahi vo honthon pe a gayi deewani maan bhi ...

Betaab Ham Aawara Ham

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Betaab Ham Aawara Ham

betaab ham aawara ham hain beete sau janam aawara ham hain kabhi chal diye kabhi tham gaye kabhi gam mile kabhi gam gaye yahi zindagi hai apni betaab ham aawara ham ... tumko samjhaye kya hamko bhi pyaar tha kehti thi woh sada tu hi to hai mera woh ladki magar kho gayi hai kisi aur ki ho gayi hai betaab ham aawara ham ... pehle jo khwab the sab kaamyaab the pehle thi raah mein manzil nigaah mein magar nahi ab koi manzil chale ham jidhar bhi kahe dil betaab ham aawara ham ...

Kehta Hain Ye Safar

Singer: UNKNOWN

Lyrics of Kehta Hain Ye Safar

kehta hai ye safar kehti hai rehguzar zamane bhar ke gam liye ummeed dil mein kam liye tum chale ho kaha kehta hai ye safar ... dekhu jahaan milta nahi jazbaat ka nishaan halka sa bhi nishaan begaane log hain anjaane log hain tamaam shehar mein kahi milega pyar hi nahi tum chale ho ... duniya mein tum kab se ho gum kis raah se ho chale aakash ke tale chalte rahe kam na huye manzil ke faasale aaise hain faasale raahon ki thokar kehti hai kya karen khula koi bhi dar nahi kisi ke dil mein ghar nahi tum chale ho ...

Meri Aankhoon Mein

Singer: UDIT NARAYAN & ALKA YAGNIK

Lyrics of Meri Aankhoon Mein

Boy Meri Aankhoon Mein Tum Ho Mere Sapnoo Mein Tum Ho Girl: Meri Dhadkan Mein Tum Ho Mere Sansoon Mein Tum Ho Boy: Abh Yeh Halaath Hain Dono Abh Saath Hain Girl: Dil Mein Jazbaat Hain Haathoon Mein Haath Hain Boy: Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara Girl: Meri Aankhoon Mein Tum Ho Mere Sapnoo Mein Tum Ho Boy: Meri Dhadkan Mein Tum Ho Mere Sansoon Mein Tum Ho Girl: Abh Yeh Halaath Hain Dono Abh Saath Hain Boy: Dil Mein Jazbaat Hain Haathoon Mein Haath Hain Girl: Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara Boy: Meri Aankhoon Mein Tum Ho Mere Sapnoo Mein Tum Ho... Boy: Tum Agar Ho To Haseen Hai Zindagi Tum Nahin To Kuch Nahin Hai Zindagi Girl: Tum Se Hi Rahoon Mein Hai Ye Dilkashi Tum Se Hi Payee Hai Maine Har Khushi Boy: Tum Ye Jaan Lo Tum Ye Maan Lo Tum Ho Meri Manzil Tum Hi Raasta Girl: Meri Aankhoon Mein Tum Ho Mere Sapnoo Mein Tum Ho Boy: Meri Dhadkan Mein Tum Ho Mere Sansoon Mein Tum Ho Girl: Abh Yeh Halaath Hain Dono Abh Saath Hain Boy: Dil Mein Jazbaat Hain Haathoon Mein Haath Hai Girl: Hum Dono Ka Ye Pyar Hai Kitna Pyara Boy: Meri Aankhoon Mein Tum Ho Girl: Mere Sapnoo Mein Tum Ho... Tum Meri Har Saaz Ka Sangeet Ho Tum Jise Gaata Hai Dil Woh Geet Ho Boy: Tum Koi Khushboo Ho Koi Rang ho Tumko Jo Dekhe Woh Kyoon Na Taang Ho Girl: Tum Jo Aa Gaye Tum Jo Chaa Gaye Tumne Mujhpe Jaadu Hai Kar Diya Boy: Meri Aankhoon Mein Tum Ho Mere Sapnoo Mein Tum Ho Girl: Meri Dhadkan Mein Tum Ho Mere Sansoon Mein Tum Ho Boy: Abh Yeh Halaath Hain
Back to Film List

About BADA DIN Songs and Lyrics

Explore the BADA DIN soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BADA DIN.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics