FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAHARON KE SAPNE

Read available BAHARON KE SAPNE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aaja Piya Tohe Pyaar Doon

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Aaja Piya Tohe Pyaar Doon

Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doo Kis liye tu, itna udaas Sukhe sukhe honth, ankhiyon me pyaas Kis liye kis liye ho, Aaja piyaa .. Jal chuke, hain badan kayi Piya isii aag mein Thake hue in haathon ko Dede mere haath mein Ho, (sukh mera lele, main dukh tere leloon) -2 Main bhi jiyoon tu bhi jiye ho, Aaja piya tohe pyaar doon, gori baiyyaan tope vaar doon Hone de re jo ye julmi hai, path tere gaaon ke Palkon se chun daloongi main, Kaante teri raahon ke Ho, (laat bikhraye chunariya bichhaye) -2 Baithi hoon main tere liye ho, Aaja piya.. Apni to jab ankhiyon se, bah chali dhaar si Khil padi bas ek hansi, piya tere pyaar ki Ho, (main jo nahin haari, saajan zara socho) -2 Kis liye kis liye ho, Aaja piya..

Chunari Sambhal Gori

Singer: MANNA DEY, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Chunari Sambhal Gori

chunari sambhaal gori, uDi chali jaaye r ey (chunari sambhaal gori, uDi chali jaaye re maar na de Dank kahin, nazar koi haay) -2 dekh dekh pag na phisal jaaye re aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah chunari sambhaal la: ha aah uDi chali jaaye la: ha aah maar na de Dank la: ha aah nazar koi haay chorus: (la lai laa) -3 aa.. aouu, ruru ruru ruru ruru ruu ooi, ruru ruru ruru ruru ru ru ru ru phislen nahin chal ke, kabhi dukh ki Dagar pe Thokar lage hans dein, ham basne vaale, dil ke nagar ke haay haay, phislen nahin chal ke, kabhi dukh ki Dagar pe Thokar lage hans dein, ham basane vaale, dil ke nagar ke arrey, har qadam bahak ke sambhal jaaye re! aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah chunari sambhaal la: ha aah... aa aa aa.. kirNen nahin apni, to hai baahon kaa sahaaraa deepak nahin jin mein, un galiyon mein hai hamse ujaale haay haay, kirNen nahin apni, to hai baahon kaa sahaaraa deepak nahin jin mein, un galiyon mein hai hamse ujaale arrey, bhool hi se chaaNdni khil jaaye re! aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah chunari sambhaal la: ha aah... haa chorus: (sa rasaa rasaa rasaa rasaa) -2 o-o-o-o rasaa rasaa lai lai lai lai, lai lai la pal chhin piyaa pal chhin, aNkhiyon kaa andheraa rainaa nahin apni, par apnaa hogaa kal kaa saveraa haay, pal chhin piyaa pal chhin, aNkhiyon kaa andheraa rainaa nahin apni, par apnaa hogaa kal kaa saveraa arrey, rain kaun si jo na Dhal jaaye re! aaraa raaraa raaraa raah la: ha aah chunari sambhaal la: ha aah...
Back to Film List

About BAHARON KE SAPNE Songs and Lyrics

Explore the BAHARON KE SAPNE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAHARON KE SAPNE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics