FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BAS ITNA SA KHWAAB HAI

Read available BAS ITNA SA KHWAAB HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chhota Sa Mann Hai

Singer: ALKA YAGNIK, K. K. AND ROOP KUMAR RATHOD

Lyrics of Chhota Sa Mann Hai

--FEMALE- Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - 2 Sanam ek khwaab hai - 2 Khwaab hai bas khwaab hai, khwaab hai Khwaab hai --MALE-- Kya yahi ishq hai, kya yahi ishq hai Ishq ek behta dariyaa jo kabhi na thama Ishq ek aisa sapna jo na haasil hua (Gar ishq hai Khuda to Khuda Dard deta hai kyoon) - 2 --CHORUS-- Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - 2 --FEMALE-- (Aaa, aaa, aaa aaa aaa, aah) Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai Chhota sa mann hai Hmm hmm hmm hmm, hmm hmm hmm hmm Hmm hmm hmm hmm, mmm (Aankhon mein jo sapna tha Lagta kitna apna tha) - 2 Dil ki nagri mein rehta tha Saanson mein phoolon sa khilta tha Chhota sa mann hai, aa, mann mein sanam hai Chhota sa mann hai --MALE-- Ishq patta patjhad ka jo kahin na tika Ishq aansu aankhon ka jo rukaaye na ruka (Gar ishq hai Khuda to Khuda Dard deta hai kyoon) - 2 --CHORUS-- Ishq ishq yeh ishq ishq hai, kya yahi hai ishq ishq - 2 --FEMALE-- (Aaa, aaa, aaa, aah aaa aah) Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai Chhota sa mann hai --MALE-- Aaa, aaa, aaa Re pa pa, re pa pa pa pa re pa re pa Yeh zindagi kal tere naam thi Khushi ka paigaam thi Aaj na tu hai na tera saath hai Tera chhoda hua har lamha paas hai Chhota sa mann hai, mann mein sanam hai - 2 Sanam ek khwaab hai - 2 Khwaab hai bas

Ganga Maiya

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Ganga Maiya

Hey Ganga Maiya Hey Ganga Maiy Tu Jaana Hame Nahi Re Hey Ganga Maiya Hey Ganga Maiya Hey Ganga Maiya Tu Jaana Hame Nahi Re Hey Ganga Maiya Saari Dharti Saara Ambar Saari Dharti Saara Ambar Gangaji Ke Naam Saari Dharti Saara Ambar Saari Dharti Saara Ambar Gangaji Ke Naam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Chaand Meri Raaton Ka Sapna Suraj Din Ka Yaar Mera Safar Ya Mera Irada Har Seema Ke Paar Chaand Meri Raaton Ka Sapna Suraj Din Ka Yaar Mera Safar Ya Mera Irada Har Seema Ke Paar Ek Hi Roop Ke Naam Kayi Ek Hi Roop Ke Naam Kayi Ram Kaho Ya Shyam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Aage Mere Sapno Ka Mela Peeche Mere Bahaar Hare Bhare Pedo Ke Neeche Har Mausam Malhaar Aage Mere Sapno Ka Mela Peeche Mere Bahaar Hare Bhare Pedo Ke Neeche Har Mausam Malhaar Mere Hi Sapno Ki Pooja Mere Hi Sapno Ki Pooja Mere Subaho Shaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Door Bhale Ho Manzil Mere Paas Hai Lekin Khwaab Door Bhale Ho Manzil Mere Paas Hai Lekin Khwaab Aane Waale Kal Ki Lagan Mein Har Pal Hai Betaab Rasta Chaahe Jaisa Ho Rasta Chaahe Jaisa Ho Chalna Mera Kaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Saalam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Saalam Saari Dharti Saara Ambar Saari Dharti Saara Ambar Gangaji Ke Naam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Dil Mein Mere Mere Ram Sabko Mera Salaam Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai Bas Itna Sa Khwaab Hai
Back to Film List

About BAS ITNA SA KHWAAB HAI Songs and Lyrics

Explore the BAS ITNA SA KHWAAB HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BAS ITNA SA KHWAAB HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics