FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BETA

Read available BETA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhadkanen Saansen Jawabi Zindagaani Aapki

Singer: PANKAJ UDHAS, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Dhadkanen Saansen Jawabi Zindagaani Aapki

(dhadakane sansein jawani zindagaani aapki - aapane chaha hame ye meharbaani aapaki) - 2 dhadkane saansein jawani zindagani aapki (chain mil gaye jo aap dil se mera naam le aap chahe to meri chahat ki kashti thaam le) - 2 hai meri chahat ke darya mein hai rawani aapaki - 2 aapane chaha hame ye meherbani aapaki dhadakane sansein jawani zindagani aapaki (aapake hi pyar se hai manzilon ki dasta aapake dam se sitare aapase hai aasama) - 2 mein humdam hai kahani apaki - 2 apane chaha hame ye meherbani apaki dhadakane sansein jawani jindagani apaki - 2

Dhak Dhak Karne Laga

Singer: UDIT NARAYAN, ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Dhak Dhak Karne Laga

dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga - saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2 dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2 tu hai meri dilaruba, kya lagti hai, va re va - 2 dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga apana kaha jab piya tune mujhe, main meethe meethe sapane sajane lagi dekha meri raani jab maine tujhe, meri soi soi dhadkan gaane lagi jaadu tera chhane laga, meri nas nas mein samaane laga kkud ko main bhulane laga, tujhe saanson mein basane laga rishta, ab ye rishta, saathi tutega na tode kabhi dil se dil mil gaya mujhase kaisi ye haya dhak dhak karne laga, ho mora jiyara darne laga uljhi hai kali kali lat teri, zara in zulfon ko suljhane to de itani bhi kya hai jaladi tujhe, ghadi apane milan ki tu ane to de aise naa bahane bana, meri rani, ab to bahon mein aa aise naa nigahen mila, koi dekhega to sochega kya masti chhai hai masti, ake lag jaa gale se abhi dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga - 2 saiya baiya chhodna, kachchi kaliya tod na - 2 dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya - 2 tu hai meri dilaruba, kya lagati hai, va re va - 2 dhak dhak karane laga, ho mora jiyara darane laga dil se dil mil gaya, mujhase kaisi ye haya

Kitna Pyara Ye Chehra

Singer: ANURADHA PAUDWAL, UNKNOWN

Lyrics of Kitna Pyara Ye Chehra

Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani ha Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai (ek muddat se tu dil mein samayi hai aaj magar tu mere ghar aayi hai) - 2 chhodake aab mujhe janam kahi tu jana naa Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai (apana banaya tune ehsan tera banake tu rehna sajan mera) - 2 kya kahu main tujhe ye dil hua tera diwana Kitna pyara ye chehra - 2 ye mera sajan hai Kitna pyara ye chehra - 2 ye meri sajani hai

Maa Meri Maa

Singer: ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Maa Meri Maa

(Khushiyon ka din aaya ha Jo maanga voh paaya hai) - 2 Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai Khushiyon ka din aaya hai Jo maanga voh paaya hai Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai Maa meri maa, maa meri maa - 2 (Poochh na mujhko kitna rulaati thi Har ghadi har pal teri yaad aati thi) - 2 Seene se aake tune lagaaya Saare dukhon ko pal mein mitaaya Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaaya hai Khushiyon ka din aaya hai Jo maanga voh paaya hai Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai Maa meri maa, maa meri maa - 2 Maa mujhe tere aanchal mein palna hai Thaamke ungli tere saath chalna hai) - 2 Pooja ka meri vardaan hai tu Mere liye to bhagwaan hai tu Har mandir har moorat mein bas tera roop samaaya hai Khushiyon ka din aaya hai Jo maanga voh paaya hai O, khushiyon ka din aaya hai Jo maanga voh paaya hai Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaaya hai Maa meri maa, maa meri maa
Back to Film List

About BETA Songs and Lyrics

Explore the BETA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BETA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics