FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BHAGGMATI

Read available BHAGGMATI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ishq Abhi Tak Zinda Hain

Singer: FAREED SABRI JAIPURI, VINOD SEHGAL

Lyrics of Ishq Abhi Tak Zinda Hain

bit gayi hain sadiya leki ishq abhi tak zinda hain bhul gaya tarikh zamana ishq abhi tak zinda hain ek khuda ke sau jalwo se har zarra sa zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 2 yaha ka har patthar kehta hain afsana dildaro ka har khandar mein poshida hain apna chand saitaro ka yaha ki naaye hain wado ki mausam hain deedar ka ishq haqeeqat ishq fasana ishq abhi tak zinda hain - 6 ishq abhi tak abhi tak abhi tak zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 9 mere saiyaa ... kaho hawaaose phool chadhaye phool chadaye phool chadaye - 2 kaho fizaaose rang udaye rang udaye rang udaye - 2 kaho hawaaose phool chadhaye kaho fizaaose rang udaye kaho gagan se shish jhukaye shish jhukaye shish jhukaye - 2 yeh dharti hain dilwalo ki yeh mandir hain pyar ka taaj raha na taqt yaha pe ishq abhi tak zinda hain - 4 ishq abhi tak abhi tak zinda hain ishq khuda hain ishq nafi hain ishq hain lamha ishq sadi hain ishq hi meera ka iktaara ishq hi majnu ka banjara ishq hi jam jam ka fauaara ishq hi ganga ji ki dhara yahi woh miti hain jisne har bhed bhaav mitaya tha yahi mohammad kuli ko sabne dil ko dharam banaya tha ek khuda ke sau jalwo se har jarra sa zinda hain ishq abhi tak abhi tak zinda hain ishq abhi tak zinda hain - 10

Meri Jaan Meri Jaan

Singer: REKHA BHARADWAJ

Lyrics of Meri Jaan Meri Jaan

meri jaan meri jaan meri jaan meri jaa haay dekhna dildaar taaro ki ataari mein meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan haay dekhna dildaar taaro ki ataari mein mere naina ke dono bat khule hain intejaari mein meri jaan meri jaan meri jaan kabhi suraj kabhi badal kabhi dono satate hain meri jaan kabhi suraj kabhi badal kabhi dono satate hain piya ghar daar hamne bech daala teri yaari mein meri jaan - 4 kabhi kehte ho ab aaye kabhi kehte ho tab aaye meri jaan kabhi kehte ho ab aaye kabhi kehte ho tab aaye hamari jaan jaayegi tumhari intejaari mein meri jaan - 4 haay dekhna dildaar taaro ki ataari mein mere naina ke dono bat khule hain intejaari mein meri jaan meri jaan meri jaan jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan meri jaan
Back to Film List

About BHAGGMATI Songs and Lyrics

Explore the BHAGGMATI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BHAGGMATI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics