FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BICHHOO

Read available BICHHOO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jeevan Mein Jaane Jaana

Singer: JASPINDER NARULA AND HARRY ANAND

Lyrics of Jeevan Mein Jaane Jaana

--FEMALE-- Yeah yeah yeah yeah - 4 Oh Yeah yeah yeah yeah - 4 --MALE-- (Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar) - 4 (Once you fall in love in life Once you fall in love) - 2 --FEMALE-- (Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar) - 2 (Once you fall in love in life Once you fall in love) - 2 Aah aah aah aah --MALE-- Re pa pa, re pa pa pa pa re pa Ra pa pa pa, ra pa pa pa Ra pa pa ra pa pa ra pa pa pa pa pa Door door tumse rehna Kitna mushkil ho gaya --FEMALE-- Ho gaya ho gaya Jo ho gaya so ho gaya --MALE-- Meri jaan bechain karte Faasle majbooriyaan --FEMALE-- Aa mitaa de, aa mitaa de Milke saari dooriyaan --MALE-- Aur zyaada, aur zyaada Kar naa beqaraar --FEMALE-- O, keh rahi hain chaahtein Baahon mein bhar le yaar --MALE-- (Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar) - 2 --FEMALE-- (Once you fall in love in life Once you fall in love) - 2 Laa la la la laa la la la laa la laa la laa - 2 --MALE-- O, kya haseen hai yeh aalam Yeh nazaara khoob hai --FEMALE-- Dhadkanein phir jawaan Saamne mehboob hai --MALE-- Aise mausam mein bhalaa Ab kyoon rahe hum hosh mein --FEMALE-- Hum khata kar na baithe Mere dilbar josh mein --MALE-- Ab mujhko tu rok naa Karne de deedaar --FEMALE-- O, chot lagti hai badan pe Nazron se naa maar (Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar) - 2 --MALE-- (Once you fall in love in life Once you fall in love) - 2 --FEMALE-- Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar --BOTH-- Jeevan mein jaane jaana Ek baar hai hota pyaar
Back to Film List

About BICHHOO Songs and Lyrics

Explore the BICHHOO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BICHHOO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics