FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BLACKMAIL

Read available BLACKMAIL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Main Dhoob Dhoob Jaata

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Main Dhoob Dhoob Jaata

Main doob doob jata hoo Sharbati teri ankhon ki(ha)jheel si gahrayi mein Sharbati teri ankhon ki(ha)jheel si gahrayi mein Main doob doob jata hoon Phoolon ko tune rangat dedi Suraj ko ujala ujala suraj ko ujala Zulfo se tune paani chhatka Taron ki bangayi mala dekho Taron ki bangayi mala Honth hai tere do paimane Honth hai tere do paimane Paimano ki masti me doob doob jata hoon Sharbati teri ankhon ki(ha)jheel si gahrayi mein Sharbati teri ankhon ki(ha)jheel si gahrayi mein Main doob doob jata hoon Bhoole se tu jo bagh me jaye Patta patta dole re dole patta patta dole Tirchhi nazren jidhar bhi pheke Bharke sau shole re shole bharke sau sau shole Gaal hai tere ha ha do angare hu hu Gaal hai tere do angare Angare ki garmi me doob doob jata hoon Sharbati teri ankhon ki(ha) jheel si gahrayi mein Sharbati teri ankhon ki(ha) jheel si gahrayi mein Main doob doob doob doob jata hoon

Maine Dil Tumhe De Diya

Singer: SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Maine Dil Tumhe De Diya

meine dil tumhe de diya(2 meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya jaana nahi tha pyar ki gali mein deewanepan ki yaar ki gali mein lekin meine kar liya ishq ragoon mein bahar liya tumpe yakeen meine kar liya meine dil tumhe de diya ooooo meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya jaana nahi tha pyar ki gali mein deeewanepan ki yar ki gali mein lakin meine kar liya ishq ragoon mein bhar liya tumpe yakeen meine kar liya meine dil tumhe de diya ooooo meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, kar liya (6) meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, bechain tha mein har ghadi dil mein bhi thi chahat badi lekin darta tha mein dil lagane se darde dil sehne se chot khane se tanha tanha din aur suni raaton se haar gaya akhir apne jasbaton se izhar mujhko karna nahi tha chahat pe tere marna nahi tha lakin meine kar liya ishq ragoon mein bhar liya tumpe yakeen meine kar liya meine dil tumhe de diya ooooo meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, yeh prem to hai ek nasha koi nahi ise bacha ismein sukhun subho sham milta hai iske dard mein bhi aram milth hai koi isko maane ya na maane re ishq kiya hai jisne wohi jaane re deewana mujhko hoona nahi tha deewanepan mein khoona nahi tha lakin meine kar liya ishq ragoon mein bhar liya tumpe yakeen meine kar liya meine dil tumhe de diya ooooo meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya, meine dil tumhe de diya o sanaam meine dil tumhe de diya (3) Posted By : Varsha B. Konidala
Back to Film List

About BLACKMAIL Songs and Lyrics

Explore the BLACKMAIL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BLACKMAIL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics