FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from BORDER

Read available BORDER lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Haan is pyaar mein

Singer: SHAAN

Lyrics of Haan is pyaar mein

Lamha lamha jalte rah Haan is pyaar mein Girte sambhalte chalte rahe Haan is pyaar mein La la la la la la la - 3 La la la la Kabhi tum jaise zaher Kabhi tum zindagi Kabhi tum shab-e-qahar Aur kabhi roshni Milke chain se saath reh na sake Aur judaai bhi seh na sake Lamha lamha jalte rahe Haan is pyaar mein Girte sambhalte chalte rahe Haan is pyaar mein La la la la la la la - 3 La la la la Ek pal anjaan ho Ek pal meri jaan ho Ek pal uljhan si ho Ek pal aasaan ho Ek dooje ko hum suljhaate rahen Par kabhi bhi samajh na sake Lamha lamha jalte rahe Haan is pyaar mein Girte sambhalte chalte rahe Haan is pyaar mein Lamha lamha jalte rahe (jalte rahe) Haan is pyaar mein (haan) Girte sambhalte chalte rahe (chalte rahe) Haan is pyaar mein (hey) Lamha lamha jalte rahe (haan) Haan is pyaar mein (is pyaar mein)

To Chalun

Singer: ROOP KUMAR RATHOD

Lyrics of To Chalun

Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro - Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon (To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm To chalun, to chalun, to chalun) - 2 Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro (Unke chehre ki yeh narmiyaan Unki zulfon ki yeh badliyaan Unki aankhon ke roshan diye Unke honton ki yeh surkhiyaan) - 2 Sab unke hain jalwe, main chalne se pehle Saanson mein, aankhon mein, khwaabon mein, yaadon mein Aur is dil mein unko chhupaake rakhoon To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm To chalun, to chalun, to chalun Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro (Main kahin bhi rahoon ae sanam Mujhko hai zindagi ki kasam Faaslein aate jaate rahe Pyaar lekin nahin hoga kam) - 2 Jinhe chaahoon, jinhe poojoon, unhe dekhoon, unhe chhoo loon Zara baatein to kar loon, zara baahon mein bhar loon Main is chaand se maathe ko choom loon To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm To chalun, to chalun, to chalun Ae jaate hue lamhon zara thehro, zara thehro Main bhi to chalta hoon, zara unse milta hoon Jo ek baat dil mein hai, unse kahoon To chalun, to chalun, hm hm hm hm hm To chalun, to chalun, to chalun
Back to Film List

About BORDER Songs and Lyrics

Explore the BORDER soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for BORDER.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics