FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHAAHAT

Read available CHAAHAT lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chaahat Na Hoti

Singer: ALKA YAGNIK & VINOD RATHOD

Lyrics of Chaahat Na Hoti

Chorus: Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Girl: Chaahat Nadiyaa Chaahat Saagar Chaahat Dharti Chaahat Ambar Boy: Chaahat Radha Chaahat Giridhar Girl: Dil Ka Dhadakna Yehi Chaahat Hai Neend Na Aana Yehi Chaahat Hai Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Main Bhi Na Hoti Tu Bhi Na Hota Main Bhi Na Hoti Tu Bhi Na Hota Boy: Dil Ka Dhadakna Yehi Chaahat Hai Neend Na Aana Yehi Chaahat Hai Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Main Bhi Na Hoti Tu Bhi Na Hota Main Bhi Na Hoti Tu Bhi Na Hota... Girl: Tum Mujhse Alag Kab Ho Main Tumse Judaa Kab Hoon Paani Mein Kawal Jaise Rehte Ho Mujhi Mein Tum Boy: Dekhoon To Tumhe Dekhoon Sochoon To Tumhe Sochoon Saagar Mein Nadii Jaise Behte Ho Mujhi Mein Tum Chorus: Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Aa Girl: Chaahat Khushboo Chaahat Rangat Chaahat Murat Chaahat Kudrat Boy: Chaahat Ganga Chaahat Jamuna Girl: Hosh Gawaana Yehi Chaahat Hai Jaan Se Jaana Yehi Chaahat Hai Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Boy: Chaahat Na Hoti Kuch Bhi Na Hota Girl: Main Bhi Na Hoti Tu Bhi Na Hota Boy: Tu Bhi Na Hoti Main Bhi Na Hota... Girl: Jab Tu Nahin Hota Hai Us Waqt Bhi Har Shai Mein Har Geet Mein Har Lai Mein Tu Hi Nazar Aata Hai Boy:

Dil Ki Tanhai Ko

Singer: KUMAR SANU

Lyrics of Dil Ki Tanhai Ko

Aaaa... Taron Mein Chamak Phoolon Mein Rangat Na Rahegi Are, Kuch Bhi Na Rahega Agar, Mohabbat Na Rahegi... Hoo, Dil Ki Tanhai Ko, O Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Le Te Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Le Te Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Aaaa... Aapke Shaher Mein Hum Le Ke Wafa Aaye Hain Mufilsi Mein Bhi Ameeri Ki Adaa Layein Hain Mufilsi Mein Bhi Ameeri Ki Adaa Layein Hain Hooo, Jo Bhi Bhaata Hai, O Jo Bhi Bhaata Hai, Use Apnaa Banaa Le Te Hai Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Aaaa... Hey Hey, La La La La La La La La Umm Hmm Aaa Haa Haa Haa Haa... Hai Humein Yoon Dekhna Aisa Na Ho, Badnam Ho Jaayein Ye Mumkin Hai, Isi Ka Kal Mohabbat Naam Ho Jaaye... Husn Waalon Mein Ye Mashoor Hai Aadat Apni Har Kisi Se Kahan Milti Hai Tabeeyat Apni Har Kisi Se Kahan Milti Hai Tabeeyat Apni Hoo, Pyaar Milta Hai, O Pyaar Milta Hai Jahan, Sar Ko Jhuka Le Te Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Haan, Gaa Le Te Hain, Mmm Mmm Mmm Mmm Dil Ki Tanhai Ko Aawaz Banaa Le Te Hain Dard Jab Haad Se Guzarta Hai To Gaa Le Le Hain... Aaaa...

Tumne Dikhaye Aise Sapne

Singer: VINOD RATHOD

Lyrics of Tumne Dikhaye Aise Sapne

Tumne Dikhaye Aise Sapne Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di... Tu Mere Jeevan Ki Sargam Tu Hai Dhun Mere Nagmon Ki Tu Meri Dhadkan Ki Laihair Manzil Mere Armaanon Ki Tu Meri Dhadkan Ki Laihair Manzil Mere Armaanon Ki Jahan Jahan Paaon Padein Hain Tumhare Jahan Jahan Paaon Padein Hain Tumhare Humne Apni Palak Bichaa Di, Palak Bichaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di... Tere Band Laboon Ke Nagmein Sun Sun Kar Main Jhoom Raha Hoon Haan, Yoon Lagta Hai, Pyaasi Nazar Se Tere Laboon Ko Choom Raha Hoon Yoon Lagta Hai, Pyaasi Nazar Se Tere Laboon Ko Choom Raha Hoon Yaad Kiya Hai, Jabse Tumko Yaad Kiya Hai, Jabse Tumko Humne Apni Yaad Bhula Di Yaad Bhula Di Tumne Dikhaye Aise Sapne Neend Mein Humne Umr Gavaa Di Umr Gavaa Di Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Ek Kamii Thi Taj Mahal Mein Humne Tasveer, Teri Lagaa Di Teri Lagaa Di...
Back to Film List

About CHAAHAT Songs and Lyrics

Explore the CHAAHAT soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHAAHAT.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics