FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHALO ISHQ LADAYE

Read available CHALO ISHQ LADAYE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Poote Ko Dulha

Singer: SUBHA JOSHI, SONU NIGAM

Lyrics of Poote Ko Dulha

Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Sharma Na Aise Banno Re Ab Jaana Hai Ghar Tujhko Saajan Ke Chale Gaye Hum Bhi Tere Sang Tere Dahej Mein Tere Ghar Saajan Ke Poote Ko Dulha Banongi Sahera Main Sar Pe Sajaongi Poote Ko Dulha Banongi Sahera Main Sar Pe Sajaongi Pothe Ko Dula Banongi Sahera Mein Sar Pe Sajaongi Baandh Ke Ghungroo Main Naachongi Chan Chan Payal Mein Chankaongi Dhol Bajake Main Gaaongi Poote Ko Dulha Banongi Sahera Main Sar Pe Sajaongi Daadi Mein Shaadi Rachaonga Dulhan Main Ghar Leke Aaonga Chalo Ishq Ladaaye Chalo Ishq Ladaaye Chalo Ishq Ladaaye Chalo Ishq Ladaaye

Pyaar Ka Funda

Singer: SONU NIGAM, KAVITA KRISHNAMURTHY

Lyrics of Pyaar Ka Funda

Baby You Know What Is The Meaning Of Funda I Will Tell Yo Funda Means Style Style Of The Generation Next Style Of Love Funda Funda Pyaar Ka Funda Pyaar Ka Funda Hit Hua Apna Chakkar Fit Hua Pyaar Ka Funda Hit Hua Apna Chakkar Fit Hua Dekho Tujhe Pyaar Dil Mein Jage Zor Ka Jhatka Dheere Lage Tu Hi Hai Right Choice Oh Chit Chor Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Dil Maange More Funda Funda Pyaar Ka Funda Pyaar Ka Funda Hit Hua Apna Chakkar Fit Hua Dekho Tujhe Pyaar Dil Mein Jage Zor Ka Jhatka Dheere Lage Tu Hi Hai Right Choice Oh Chit Chor Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Dil Maange More Yaad Teri Jab Aati Hai To Main Gaane Sunta Hoon On Kar Ke TV Mein Tere Sapne Boonta Hoon Yaad Teri Jab Aati Hai To Main Gaane Sunta Hoon On Kar Ke TV Mein Tere Sapne Boonta Hoon Tera Bhola Bhaalapan Tu Hai Aashiq No.1 Dekho Tujhe Pyaar Dil Mein Jage Zor Ka Jhatka Dheere Lage Tu Hi Hai Right Choice Oh Chit Chor Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More So Baby Know You Really Know What Funda Means Yeah Funda Is Love Funda Is Life Funda Is The Part of Togetherness So Darling Promise Me You Will Never Never Leave Me Ruth Ke Jab Jaati Hai Tu Main Pepsi Peeta Hoon Jab Judaai Aati Hai Pizza Khaake Jeeta Hoon Ruth Ke Jab Jaati Hai Tu Main Pepsi Peeta Hoon Jab Judaai Aati Hai Pizza Khaake Jeeta Hoon Chich Chi Tu Hai Cute Bada Aaja Khool Ke Ishq Lada Dekho Tujhe Pyaar Dil Mein Jage Zor Ka Jhatka Dheere Lage Tu Hi Hai Right Choice Oh Chit Chor Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Dil Maange More Pyaar Ka Funda Hit Hua Apna Chakkar Fit Hua Dekho Tujhe Pyaar Dil Mein Jage Zor Ka Jhatka Dheere Lage Tu Hi Hai Right Choice Oh Chit Chor Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More Love Pe Kisi Ka Nahin Zor Kya Karoon Dil Maange More

Tujhko Hi Dulhan

Singer: SONU NIGAM, ALKA YAGNIK

Lyrics of Tujhko Hi Dulhan

Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Mehndi Hai Mehndi Sharma Na Aise Banno Re Ab Jaana Hai Ghar Tuhjko Saajan Ke Chale Gaye Hum Bhi Tere Sang Tere Dahej Mein Tere Ghar Saajan Ke Tujhko Hi Tujhko Hi Tujhko Hi Dulhan Banaonga Tujhko Hi Dulhan Banaonga Warna Kunwara Mar Jaaonga Tujhko Hi Dulhan Banaonga Warna Kunwara Mar Jaaonga Jaake Jogan Ban Jaaongi Sang Tere Mein Na Aaongi Sab Se Mein Yeh Keh Jaaongi Tujhko Na Dula Banongi Tujhko Na Dula Banongi Chahe Kunwari Mar Jaaongi Tujhko Na Dula Banongi Chahe Kunwari Mar Jaaongi Tere Liye Laonga Bindiya Chand Sitaron Ki Tere Liye Laonga Bindiya Chand Sitaron Ki Pehnaaonga Chunar Main Tujhko Nayi Baharon Ki Aare Jaa Re Kunware Mujhpe Dore Tu Dal Na Aise Mere Aage Peeche Firte Hai Tere Jaise Nakhre Na Kar Deewani Ab Maan Bhi Ja Rani Na Banegi Teri Kahani Chal Chhod De Yeh Manmani Tujhko Hi Chala Behnaonga Tujhko Hi Chala Behnaonga Warna Kunwara Mar Jaaonga Jaake Jogan Ban Jaaongi Sang Tere Mein Na Aaongi Sab Se Mein Yeh Keh Jaaongi Tujhko Na Dula Banongi Tujhko Na Dula Banongi Chahe Kunwari Mar Jaaongi Shaadi Waadi Ke Chakkar Mein Mujhe Nahin Padna Shaadi Waadi Ke Chakkar Mein Mujhe Nahin Padna Chaar Deewaron Mein Gut Gut Ke Mujhe Nahin Marna Khuli Hawaon Ki Mein Tujhko Ser Karaonga Honey Moon Mein London Paris Tujhe Gumanonga Chikni Chikni Baaton Mein Aaon Na Tere Haaton Mein Mujhko Jo Takraye Gi Tu Baad Mein Pachtayegi Na Sej Teri Sajaongi Na Sej Teri Sajaongi Chahe Kunwari Mar Jaaongi Bin Tere Na Ji Paaonga Bin Tere Na Mar Paaonga Sab Se Mein Yeh Keh Jaaonga Tujhko Na Dulhan Banonga Warna Kunwara Mar Jaaonga Yeh Zid Chhod De Naata Jod De Rab Ka Naam Le Daman Tham Le Maan Bhi Le Tu Mera Kehna Saath Tere Na Mujhko Rehna Kab Doli Baarat Mein Laon Kaise Tujhko Mein Samjaaon Kya Tune Yeh Soch Liya Hai Haan Maine Yeh Soch Liya Hai Yaaro Zaher Ki Pudiya Laao Yeh Pagal Hai Isse Bachao Tere Bina Mujhko Nahin Jeena Karna Aisi Khata Kabhi Na Mujhko Ab Yeh Zaher Hai Peena Sach Mein Dil Muhjko Nahin Seena Chhod Ke Duniya Chala Main Chala Chhod Ke Duniya Chala Main Chala Chhod Ke Duniya Chala Main Chala Lagta Iski Jaan Gayi Re Lagta Iski Jaan Gayi Re Lagta Iski Jaan Gayi Re Ise Kaho Main Maan Gayi Re Ise Kaho Main Maan Gayi Re Ise Kaho Main Maan Gayi Re Lo Main Maan Gayi Re Lo Main Maan Gayi Re Tere Pyaar Ko Main Pehchaan Gayi Tujhko Hi Dula Banaongi Tujhse Hi Shaadi Rachaongi Warna Kuwari Mar Jaaongi Tujhko Hi Dula Banongi Warna Kunwari Mar Jaaongi Chalo Ishq Ladaye Chalo Ishq Ladaye Chalo Ishq Ladaye
Back to Film List

About CHALO ISHQ LADAYE Songs and Lyrics

Explore the CHALO ISHQ LADAYE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHALO ISHQ LADAYE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics