FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHARAS (OLD)

Read available CHARAS (OLD) lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Kal Ki Haseen Mulakat

Singer: KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Kal Ki Haseen Mulakat

good night la : kal ki haseen mulaakaat ke liye aaj raat ke liye ham-tum juda ho jaate hain achchha chalo so jaate hain ki : kal ki haseen mulaakaat ... aap neend nahi kya aai la : neend meri aap ne churaai main to nahi soi aadhi raat hoi aap ko hua kya khaas vajah koi ki : akele mein ham ghabara gaye chale gaye the phir aa gaye to maaf karna is baat ke liye aaj raat ke liye ... la : aap ab hai kya majaboori ki : haan kaam tha ek zaroori la : lambi-lambi raaten chhoti mulaaqaaten ki : bhool gaya tha main do-chaar baaten la : baaton se na dil apana bhare aankhon mein kai sapane bhare to sapanon ki is baaraat ke liye aaj raat ke liye ... ki : main aaya aap jaate hain la : ham aapase sharamaate hain ki : main to hoon deewana main ye nahi jaana hamse sharm kya kya hai bahaana la : dekho ham the ajanabi ho gayi magar ab dosti badale hue haalaat ke liye aaj raat ke liye ...

Main Ek Sharif Ladki

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Main Ek Sharif Ladki

Jhoom Ke Main Toh Chalti Na Th Pee Ke Girti Sambhalti Na Thi Main Toh Ghar Se Nikalti Na Thi Nikalti Na Thi - 2 Bazaar Mein Izzat Meri Neelam Ho Gayi - 2 Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Bazaar Mein Izzat Meri Neelam Ho Gayi Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Bazaar Mein Izzat Meri Gam Se Kyun Dil Tera Chuur Hain Jo Hain Yahan Woh Majboor Hain Gam Se Kyu Chuur Hai Jo Hai Majboor Hai Iss Jagah Ka Yeh Dastoor Gam Se Kyun Dil Tera Chuur Hain Subaha Badal Ke Roop Yaha Shaam Ho Gayi Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Bazaar Mein Izzat Meri Neelam Ho Gayi Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Bazaar Mein Izzat Meri Aur Thodi Pila Do Mujhe Kaun Hu Main Bhula Do Mujhe Aur Thodi Pila Do Kaun Hu Main Bhula Do Naam Kutch Dusra Do Mujhe Aur Thodi Pila Do Mujhe Ganga Ki Mauj Sheeshe Ka Jaam Ho Gayi Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Ganga Ki Mauj Sheeshe Ka Jaam Ho Gayi Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi Bazaar Mein Izzat Meri Ganga Ki Mauj Sheeshe Ka Jaam Ho Gayi - 3 Main Ek Sharif Ladki Badnaam Ho Gayi

Mera Naam Ballerina

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Mera Naam Ballerina

aapke shehar mein aay mist ki haseena - 2 aapke shehar mein aayi mist ki haseena mera naam - 3 ballerina - 3 aapke shehar mein aayi mist ki haseena mera naam - 3 ballerina - 3 (zindagaani mein iss jawani mein main kareeb jinse rehti hu) - 2 unse kehti hu muskurane ko is zamane ko har deewane ko maine hi toh sikhaya badhana maine hi toh sikhaya hai jeena mera naam - 3 ballerina - 3 shaayar kehte hai meri aankhon mein koi chiz kharab rehti hai masti aaisi hai meri baaton mein mulaakaton mein jawaan raaton mein kai logon ne peena shuru kiya kai logon ne chhod diya peena mera naam - 3 ballerina - 3 aapke shehar mein aayi mist ki haseena mera naam - 3 ballerina - 3

Raja Na Jaa

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Raja Na Jaa

ho.. raja na jaa na jaa na jaa raja na jaa dil todd ke mujhe akela chhod ke naukri se chhuti lele chhutti na mile toh aaja (naukari chhod ke) - 4 raja na jaa dil todd ke mujhe akela chhod ke naukri se chhuti lele chhutti na mile toh aaja (naukari chhod ke) - 4 ho rama ho rama - 2 ho tumko meri bechaini ka kaaran nahi bannaa tha naukar nahi bannaa tha ya phir saajan nahi bannaa tha - 2 barkha mein jo pyasa rakhe woh saawan nahi bannaa tha ya toh mera dil rakh de dil na rakh sake toh rakh de yeh dil todd ke na jaa akela chhod ke aaisi ruut mein ??? hota hai paise ke liye preetam badnaam koi hota hai - 2 pyar se jaroori bhala kaam koi hota hai - 2 maan le tu harjaai yeh na maane toh dekh idhar muh mod ke na jaa akela chhod ke raja na jaa teri judaai mein meri jaan nikal jaayegi dil ki lagi banke chhuri dil pe chal jaayegi - 2 saiyya bina ghoonghat mere gori jal jaayegi ya tu gale se laga ya chunar laa de roou main chunar odh ke raja na jaa na jaa na jaa raja na jaa dil todd ke mujhe akela chhod ke naukri se chhuti lele chhuti na mile toh aaja (naukari chhod ke) - 4
Back to Film List

About CHARAS (OLD) Songs and Lyrics

Explore the CHARAS (OLD) soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHARAS (OLD).

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics