FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHETNA

Read available CHETNA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Ishq Karle Tu

Singer: DABOO MALIK, SOWMYA RAO

Lyrics of Ishq Karle Tu

ishq karle tu - 3 yaa (kutch tum bolo na ,kutch hum bole na - 2 bas pyar hone do, bas pyar hone do) - 2 ishq aag hain toh jalado ishq samundar hain toh dooba do bheegi bheegi yeh raat hain uspe dilbar tu pass hain tera mera ek dard hain teri meri ek pyas hain pyaasi saanson ko pyaasi saanson se izhaar hone do bas pyar hone do ishq jannat hain toh jannat ka nazara kar lo ishq khata hain toh yeh khata dobara kar lo dheema dheema toofan hain ab mushkil main yeh jaan hain humko tumko behka raha dono ka dil beimaan hain beimaan is dil ka beimaan is dil se ikraar hone do bas pyar hone do kutch tum bolo na ,kutch hum bole na bas pyar hone do, bas pyar hone do ishq karle tu - 3 yaar

Tum Aaj Mile Ho Mushkil Se

Singer: SUJATA MAJUMDAR, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Tum Aaj Mile Ho Mushkil Se

(tum aaj mile ho mushkil s mulaqat kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mili hain mushkil se) - 2 tum aaj mile ho mushkil se zulfon ka andhera ho baahon ka ghera ho tu bas rahe bahon main kabhi nasavera ho ho rishta yeh jismo ka ab itna gehra ho saaye pe bhi mere tera hi pehra ho yeh baat chali hain mushkil se yeh baat kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mili hain mushkil se tum aaj mile ho mushkil se mulaqat kabhi bhi khatam na ho kutch na kaho tum kuthc na kahe hum bas roj aaise hi milte rahe hum ho ab garm saanson ki yahi tammanna hain chaht ke sholon main jalte hi rehnahain yeh aag lagi hain mushkil se yeh aag kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mili hain mushkil se tum aaj mile ho mushkil se mulaqat kabhi bhi khatam na ho maine sajayi hain maang tere naam ki pal pal japi hain maine mala apne shaam ki kutch bhi nahi main tere bin saajan toote kabhi na bandhan yeh paawan tera saaath mila hain mushkil se yeh saath kabhi bhi khatam na ho tum aaj mile ho mushkil se yeh raat kabhi bhi khatam na ho

Tum Aaj Mili Ho Mushkil Se

Singer: SABIYA KHAN

Lyrics of Tum Aaj Mili Ho Mushkil Se

(tum aaj mile ho mushkil s mulaqat kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mili hain mushkil se) - 2 tum aaj mile ho mushkil se maine sajayi hain maang tere naam ki pal pal japi hain maine mala apne shaam ki kutch bhi nahi main tere bin saajan toote kabhi na bandhan yeh paawan tera saaath mila hain mushkil se yeh saath kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mili hain mushkil se tum aaj mile ho mushkil se mulaqat kabhi bhi khatam na ho chahat hain teri mere ang ang mein rang de chunariya tere hi rang mein main hu tulsi tere aangan ki janam janam rahu main apne sajan ki tera pyar mila hain mushkil se yeh pyar kabhi bhi khatam na ho yeh raat kabhi bhi khatam na ho yeh raat mile hain mushkil se tum aaj mile ho mushkil se mulaqat kabhi bhi khatam na ho
Back to Film List

About CHETNA Songs and Lyrics

Explore the CHETNA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHETNA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics