FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHOCOLATE

Read available CHOCOLATE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bheega Bheega Sa Yeh December Hai

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Bheega Bheega Sa Yeh December Hai

bheega bheega sa yeh december hai yeh december ka sard paani hai tez dhadkan hai garm saansen hai bheegi bheegi si ek kahani hai bheega bheega sa yeh december hai yeh december ka sard paani hai tez dhadkan hai garm saansen hai bheegi bheegi si ek kahani hai bheega bheega sa yeh december hai aag hai yeh badan jal ke tu dekh le pyar ki lehar pe chalke tu dekh le ek sheesha hoon main aa mujhe todd de berukhi yubn na kar yeh sitam chhod de lamhe yeh jo haseen hai inhen phir bhi lekin khabar kuchh nahi kahi yeh na ho raat dhal jaaye baaton baaton mein baat tal jaaye gumgunati si muskurati si chaandani ko bhi subaha ka darr hai bheega bheega sa yeh december hai husn hoon ishq hoon khwaab hoon pyaas hoon raat hai chaandani main tere paas hoon chhu le aaja mujhe der ab tu na kar chhin le tu mujhe tujhmein dam hai agar nehka behka sama hai khoya kaha hai arey bekhabar bheega bheega sa yeh december hai yeh december ka sard paani hai tez dhadkan hai garm saansen hai bheegi bheegi si ek kahani hai bheega bheega sa yeh december hai bheega bheega sa yeh december hai na na na na na sard paani hai na na na .. bheegi bheegi si..

Halka Halka Sa Yeh Nasha

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Halka Halka Sa Yeh Nasha

(halka halka sa yeh nash behka behka sa yeh sama aa jaana ) - 2 aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama jaaaye na jaaye na woh woh halka halka sa yeh nasha behka behka sa yeh sama aa jaana aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama jaaye na jaaye na woh woh woh halka halka sa yeh nasha (kyon bhala sapno ke pitche dil mera apno ke pitche khota hain khwaahishein aawaara banke toot jaaye tara banke hota hain ) - 2 hota hain kal magar beeta jo pal agar aaye na aaye naa halka halka sa yeh nasha behka behka sa yeh sama aa jaana aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama jaaaye na jaaye na woh woh halka halka sa yeh nasha (jal uthe shola toh ismein jo chale hawa toh kisne roka hain ho raha hain dil bekaabu yeh nahi aankhon ka jaadu dhoka hain ) - 2 raahein dhua dhuan manzil jaane kaha kho raha karwaa (halka halka sa yeh nasha behka behka sa yeh sama aa jaana) - 2 aa jaana jaane ja aa jaana yeh sama jaaaye na jaaye na oh oh oh halka halka sa yeh nasha

Jhuki Jhuki Sajde Mein

Singer: KAILASH KHER, SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Jhuki Jhuki Sajde Mein

(jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuk yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 3 ishq ka khul gaya ek naya raasta pyar ka yaar ka mil gaya hain pata (jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 2 ishq ka khul gaya ek naya raasta pyar ka yaar ka mil gaya hain pata (ishq ne maara ishq mein yaara na jaane kitne hi kho gaye dard hain pyara pyaar se pyaara ham bhi deewane se ho gaya) - 2 badhane laga hain surur yeh ishq toh hain gurur - 2 ishq ka khul gaya ek naya raasta pyar ka yaar ka mil gaya hain pata (jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 2 (maine yeh maana tu hain anjaana teri tammana mein lut gaya tune na roka maine na roka mitna tha jinko woh mit gaye) - 2 dil tere gam se hain yeh hain ishq mere huzur - 2 ishq ka khul gaya ek naya raasta pyar ka yaar ka mil gaya hain pata (jhuki jhuki sajde mein jhuki jhuki yaara tere sajde mein jhuki jhuki) - 6

Khalish Si Hain

Singer: KUNAL GANJAWALA, SUZANNE D' MELLO

Lyrics of Khalish Si Hain

khalish si hain na jaane kyo na jaane kyon jaane kyon hain ek saaya jidhar dekhu jaha dekhu jaane kyon jaari kiya jaari hui kyon koi na jaane kyon khamoshiyan jaari hui kyon jaanu na kyon khalish si hain na jaane kyon na jaane kyon jaane kyon jaari kiya jaari hui kyon koi na jaane kyon khamoshiyan jaari hui kyon jaanu na kyon woh pal meethe kaha beetey har ek dard yeh aahatein hain pooctho kya har ek dil mein har ek dil mein chaahatein hota hain hota hain jo hone do ho jaane do woh yahaan khwaabo ko jal jaane do jaane do aankhon se yeh do jahaan kya sahi kya nahi kisko pata yahaan kya bhala kya bura kya khata khalish si hain na jaane kyon na jaane kyon jaane kyon

Mummy Se Na Kehna

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Mummy Se Na Kehna

(kehte hain sabhi ke badi hot hu mai tell you what takila ka ek shot hu main) - 2 magar khayal yeh rahe jara mummy ko nahi hain pata - 2 so mummy se na kehna (fill me up baby fill me up honey main teri tu hain mera aaj woh ho jaayega ab tak nahi jo hua) - 2 magar khayal yeh rahe jara mummy ko nahi hain pata - 2 so please mummy se na kehna na (phool hu main tu phool hain toh cool hain yeh jagah aa jara kiss yu kare jal jaaye sara jahan) - 2 magar khayal yeh rahe jara mummy ko nahi hain pata - 2 please mummy se na kehna (kehte hain sabhi ke badi hot hu main tell you what takila ka ek shot hu main) - 2 magar khayal yeh rahe jara mummy ko nahi hain pata mer mummy ko nahi hain pata mummy ko nahi hain pata mummy se na kehna Please dont tell mummy

Zehreeli Raatein Neende Udd Jati Hain

Singer: KAY KAY

Lyrics of Zehreeli Raatein Neende Udd Jati Hain

(zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain ) - 2 aalam yeh khafa sa hain anjaana sa nasha sa hain zehreeli raatein duur jitni bhi mujhse tu pass tere main ab toh aadat se hain mujhko aaise jeene ke dard badhta hain chute he itni chote ab toh haalat bhi hain aaisi mere seene ke (zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2 chahat aaisi hain yeh teri badhti jaaye raahat ek pal na kyo miley bas yeh sataye yaad gehri hain kis tarah dil doob jaaye main jo dekhu khwaab bhi woh toot jaaye (zehreeli raatein neende udd jati hain bhoolu tujhe toh yaad tu aati hain) - 2 aalam yeh khafa sa hain anjaana sa nasha sa hain zehreeli raatein
Back to Film List

About CHOCOLATE Songs and Lyrics

Explore the CHOCOLATE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHOCOLATE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics