FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHOR MANDLI

Read available CHOR MANDLI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Abhi Nahi Jana

Singer: UDIT NARAYAN, SHREYA GHOSAL

Lyrics of Abhi Nahi Jana

Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Iski baaton mein mujhe nahi aana Iski baaton mein mujhe nahi aana Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain Pyaar ke jo silsile hain Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai Faisla badalne laga hai Shukriya tera kaha jo maana mera Shukriya tera kaha jo maana mera Aaja ab aake baahon mein samaa na Aaja ab aake baahon mein samaa na Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

Abhi Nahi Jana

Singer: UDIT NARAYAN, SHREYA GHOSAL

Lyrics of Abhi Nahi Jana

Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Dil ka to kya hai, yeh to hai deewana Iski baaton mein mujhe nahi aana Iski baaton mein mujhe nahi aana Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Shaam ke rang khile hain Mauke se hum bhi mile hain Aur abhi honge shuru pyaar ke jo silsile hain Pyaar ke jo silsile hain Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Dil ko sambhaalo, maane to mana lo Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana Yeh zid nahi achhi, dil ko samjhaana Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Jadoo tera chalne laga hai Dil mera pighalne laga hai Tujhse door jaane ko faisla badalne laga hai Faisla badalne laga hai Shukriya tera kaha jo maana mera Shukriya tera kaha jo maana mera Aaja ab aake baahon mein samaa na Aaja ab aake baahon mein samaa na Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Abhi nahin jaana, abhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahin jaana Haan, dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana Dil to yeh chaahe kabhi nahi jaana

Jugnu Jugnu Jugnu

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Jugnu Jugnu Jugnu

Jugnu jugnu jugnu.. Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Tujhpe hi to mare mere roop ka jugnu Tere pyaar ke kaajal ko, tere pyaar ke kaajal ko Ankhiyon mein bhare mere roop ke jugnu Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Tujhpe hi to mare mere roop ka jugnu Door jahan bhi jaayega Yeh tere peeche aayega Door jahan bhi jaayega Yeh tere peeche aayega Baandh ke pyaar ke dor se tujhko kheeche jaayega Yeh behega tere baahon mein Rahega tere baahon mein Aa jaayega pare mere roop ka jugnu Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Tujhpe hi to mare mere roop ka jugnu Laakhon is pe marte hain Arre sau sau aahein bharte hain Laakhon is pe marte hain Sau sau aahein bharte hain Dil hai kya jaan bhi ea sanam naam iske karte hain Tere liye hatheli pe, tere liye hatheli pe Apni jaan dhare mere roop ka jugnu Jugnu jugnu jugnu� Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Tujhpe hi to mare mere roop ka jugnu Tere pyaar ke kaajal ko, tere pyaar ke kaajal ko Ankhiyon mein bhare mere roop ke jugnu Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Tujhpe hi to mare mere roop ka jugnu Tujhse ishq kare mere roop ka jugnu Jugnu jugnu jugnu... Posted By : Mastani Laila

Meri Zindagi Mein Tum

Singer: SHAAN

Lyrics of Meri Zindagi Mein Tum

Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Rang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Rang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Saanson se mujhko mohabbat nahi thi Jeene ki koyi bhi chaahat nahi thi Saanson se mujhko mohabbat nahi thi Jeene ki koyi bhi chaahat nahi thi Mere liye jeene ki Mere liye jeene ki Umang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Dhadkan pe khamoshi chhaa rahi thi Chup chaap yeh to chali jaa rahi thi Dhadkan pe khamoshi chhaa rahi thi Chup chaap yeh to chali jaa rahi thi Dhadkan ke taaron mein Dhadkan ke taaron mein Tarang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Rang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Palkein uthaoon ya palkein jhukaoon Main saamne apne tumko hi paoon Palkein uthaoon ya palkein jhukaoon Main saamne apne tumko hi paoon Tum sapna banke Tum sapna banke Is nazar pe chhaaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum Rang le kar aaye ho Jo kuch maine chaaha tha Sang le kar aaye ho Meri zindagi mein tum Meri zindagi mein tum La la la la la... Hey hey hey... La la la la la...

Pyar Ne Tere Pyar Ko Mere

Singer: UDIT NARAYAN, SHREYA GHOSAL

Lyrics of Pyar Ne Tere Pyar Ko Mere

Pyaar ne tere, pyaar ko mere Itna pyaar diya Pyaar ne tere, pyaar ko mere Itna pyaar diya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere, pyaar ko mere Itna pyaar diya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere Pyaar ko mere Tune mere tanhaayi ko mehfil bana diya Tune mere tanhaayi ko mehfil bana diya Doob rahi thi kashti yahan saahil bana diya Doob rahi thi kashti yahan saahil bana diya Kadam kadam pe, mujhko sahaara Kadam kadam pe, mujhko sahaara Tune yaar diya Kadam kadam pe, mujhko sahaara Tune yaar diya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere, pyaar ko mere Sooni sooni in aakhon ko sapnon se bhar diya Sooni sooni in aakhon ko sapnon se bhar diya Aansuon se tune mujhko door kar diya Aansuon se tune mujhko door kar diya Apni har ek khushi ko tune Apni har ek khushi ko tune Mujhe waar diya Apni har ek khushi ko tune Mujhe waar diya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere, pyaar ko mere Tu hai zindagi ki tarah ab to mere vaaste Tu hai zindagi ki tarah ab to mere vaaste Ruki huwi dhadkan ko tune de diyein hain raaste Ruki huwi dhadkan ko tune de diyein hain raaste Tere bin main kuch bhi nahi hoon Tere bin main kuch bhi nahi hoon Maine ikraar kiya Tere bin main kuch bhi nahi hoon Maine ikraar kiya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere, haan pyaar ko mere Pyaar ne tere, pyaar ko mere Itna pyaar diya Ke bin tere saanson ne chalne se inkaar kiya Pyaar ne tere Pyaar ko mere Pyaar ne tere Pyaar ko mere
Back to Film List

About CHOR MANDLI Songs and Lyrics

Explore the CHOR MANDLI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHOR MANDLI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics