FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHORI CHORI CHUPKE CHUPKE

Read available CHORI CHORI CHUPKE CHUPKE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chori Chori Chupke Chupke

Singer: ALKA YAGNIK & BABUL SUPRIYO

Lyrics of Chori Chori Chupke Chupke

Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Lag Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Laga Ho, Dil Mera Le Gaya Loot Ke Chori Chori Chupke Chupke ... Rag Rag Mein Is Tarah Tu Samaane Lagi Jaise Mujhiko Mujhse Churaane Lagi Dil Mera Le Gayi Loot Ke Chori Chori Chupke Chupke ... Toone Dil Ko Dhadakna Sikhaaya Sanam Pyaar Kya Hai Mujhe Yeh Bataaya Sanam Saari Rasmon Ko Kasmon Ko Maein Todh Doon Tu Kahe To Yeh Duniya Bhi Maein Chhodh Doon Ho, Ab Na Jaana Kabhi Rooth Ke Chori Chori Chupke Chupke ... Maine Sab Kuch Tere Pyar Ko De Diya Tujhpe Rab Se Bhi Zyada Bharosa Kiya Tujhko Palkon Mein Apni Sajake Rakhoon Tere Sapnon Ka Moti Chhupake Rakhoon Maein Karoongi Wafa Toot Ke Chori Chori Chupke Chupke

Dulhan Ghar Aayi

Singer: JASPINDER NARULA

Lyrics of Dulhan Ghar Aayi

Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aay Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi Naache Paaji Naache Bhabhi Naache Parjayi Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi Naache Paaji Naache Bhabhi Naache Parjayi Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi Darwaze Pe Teri Baraat Leke Aayi Doli Mein Bithake Tujhe Saath Leke Aayi Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi Dulhan Ghar Aayi

No. 1 Punjabi

Singer: SONU NIGAM, AND JASPINDER NARULA

Lyrics of No. 1 Punjabi

--MALE- Ishq ishq mein, pyaar pyaar mein number 1 punjabi Dil lene mein, dil dene mein number 1 punjabi Baisakhi mein bhangra paake mast rahe punjabi Heer sohni ki dhun gaake mast rahe punjabi O, ladki jo dekhe gulaabi, kar de dhamaal punjabi Aankhein jo dekhe sharaabi, hai, kar de dhamaal punjabi --FEMALE-- Ladki jo dekhe gulaabi, kar de dhamaal punjabi Aankhein jo dekhe sharaabi, kar de dhamaal punjabi --MALE-- Ishq ishq mein, pyaar pyaar mein number 1 punjabi Dil lene mein, dil dene mein number 1 punjabi Teri ek jhalak jo dekhe lut jaaye patiyaala Mere bhole bhaale dil pe tune hai daaka daala --FEMALE-- Saari duniya dekhe mera roop yeh sona sona Main to jispe chaahon uspe kar doon jaadu tona --MALE-- Arre aisi vaisi baaton se to, ho Aisi vaisi baaton se to darrte nahin punjabi Jhoota moota vaada kisi se karte nahin punjabi --FEMALE-- Chaahat ki raahon mein aage badhte hai punjabi Aankhon se aankhon ki bhaasha padhte hai punjabi --MALE-- Chehraa jo dekhe kitaabi, kar de dhamaal punjabi --FEMALE-- Aankhein jo dekhe sharaabi, kar de dhamaal punjabi --MALE-- Ishq ishq mein, pyaar pyaar mein number 1 punjabi Dil lene mein, dil dene mein number 1 punjabi --FEMALE-- Punjabi punjabi oye, number 1 punjabi - 2 Assi gaj ka ghaagra, meri resham waali choli Mujhe agar paana hai to ghar aaja leke doli --MALE-- Saari raat na sone de teri choodi da laskaara Le jaaoon main tujhe uthaake kar de zara ishaara Oye zid pe apni aa jaaye to, ho Zid pe apni aa jaaye to maane na punjabi Mehbooba ke dil ki baaton ko jaane punjabi --FEMALE-- Maine suna hai ke hote hai dilwaale punjabi Masti mein doobe rehte hai matwaale punjabi Chhede jo koi zara bhi, kar de dhamaal punjabi --MALE-- Ladki jo dekhe gulaabi, kar de dhamaal punjabi --FEMALE-- Ishq ishq mein, pyaar pyaar mein number 1 punjabi --MALE-- Hey dil lene mein, dil dene mein number 1 punjabi --FEMALE-- Baisakhi mein bhangra paake mast rahe punjabi --MALE-- Heer sohni ki dhun gaake mast rahe punjabi
Back to Film List

About CHORI CHORI CHUPKE CHUPKE Songs and Lyrics

Explore the CHORI CHORI CHUPKE CHUPKE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHORI CHORI CHUPKE CHUPKE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics