FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from CHUPKE CHUPKE

Read available CHUPKE CHUPKE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

ab ke sajan saawan me

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of ab ke sajan saawan me

ab ke sajan saawan m aag lagegee badan me ghataa barasegee, magar tarasegee najar mil naa sakenge, do man yek hee aangan me do dilon kee beech khadee, kitanee diwaare kaise sunoongee main piyaa, parem kee pukaare choree chupake se tum laakh karo jatan sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me itane bade ghar mein nahee, yek bhee zarokhaa kis tarah hum denge bhalaa, duniyaan ko dhokhaa raat bhar jagaayegee ye mast mast pawan sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me tere mere pyaar kaa ye saal buraa hogaa jab bahaar aayegee to haal buraa hogaa kaante lagaayegaa ye foolon bharaa chaman sajan mil naa sakenge, do man yek hee aangan me

Baagon Mein Kaise

Singer: LATA MANGESHKAR, MUKESH

Lyrics of Baagon Mein Kaise

baagon mein kaise ye phool khilte hain khilte hain bhanvaron se jab phool milte hain o baagon mein ... o a haa mausam bahaaron ke lagte hain kyon pyaare hanste hain rote hain kaliyon ke sang saare kaliyon ke khilne se dil bhi khilte hain baagon mein ... achha ab tum bolo aaisa kab hota hai bade vo ho mat chhedo aaisa tab hota hai jab tere naino se mere nain milte hai baagon mein ...

Chal Shuru Hoja

Singer: KISHORE, RAFI

Lyrics of Chal Shuru Hoja

r : chal shuru hoja ki : uhun uhun (khaansata hai) hai ha hai ha (gala theek karata hai) sa a a a a a r : are ! bas bas bas bas ! sa pe ruk gaya aage badh ki : re r : re ke aage kya hai ki : ga r : are vaah vaah vaah vaah! kya gale mein taaseer hai ki : ye baat hai ! to ma r : chal vaapas aaja apani jagah pe ki : sa re ga ma r : aaha ki : ma sa re ga r : vaah vaah ki : ga sa re ma r : oho ki : ma ga re sa r : oh oh oh ki : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa r : pa dha pa ma ma pa ma ga ra pa ma ma ga re sa dono : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa ki : (geet pahale bana tha, ya bani thi ye saragam ek hi saath hua tha, do dilon ka ye sangam ) - 2 r : pyaar ka ye taraanaa, zamaana sun le sa re ga ma one two thre four dono : sa re ga maa, ma sa re gaa, ga sa re maa, ma ga re sa ki : jaise dil milaten hain, vaise sur khilaten hain (dheeme) jaise dil milaten hain, vaise sur khilaten hain (tej) r : phool kab geeton ke, honthon pe khilaten hain ki : toom tanaanaa, dhin tanaana zamaana sun le r : sa re ga ma one two thre four ki : sa re ga ma r : ma sa re ga ki : ga sa re ma r : ma ga re sa dono : ma ga re sa ...
Back to Film List

About CHUPKE CHUPKE Songs and Lyrics

Explore the CHUPKE CHUPKE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for CHUPKE CHUPKE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics