FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DALAAL

Read available DALAAL lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Na Unees Se Kam Hu

Singer: UDIT NARAYAN

Lyrics of Na Unees Se Kam Hu

arey bhai mere bandhu mere bhai mere aan yeh lallu kya kehta hai humko batana jahaan tak meri nazar jaa rahi hai yeh ginti mein kaahe khata kha rahi hai yeh unees mujhe leke dubega bhaiyya aur ikkis kahe mujhe tadpa rahi hai arey bitch ki mindi kidhar gayi idhar gayi ya udhar gayi kis khadde mein utar gayi jane bhi do jidhar gayi (na unees se kam hu na ikkis se jyada deewano ka najaane kya hai iraada zara baat khul ke toh samjha do bhai main hu bhola bhala main hu seedha sadha) - 2 na unees se kam ho na ikkis se jyada zara theharana bhaisaab wat nonsense arey re re re aap toh hai memsaab ka kare hum bahut confuse hu zara rukiya memsaab you shutup maaf karna aap toh hai bhaisaab ka kare hum bahut confuse hu (yeh kaisa gajab hain jagat ka achamba jise keel samjho nikalta hai khamba) - 2 yeh ladki ne ladke ki pakdi kalaai ya ladke ne ladki pataai hai bhai koi toh bataye yeh nar hai yah maada - 2 main hu bhola bhala main hu seedha sadha na unees se kam hu na ikkis se jyada deewano ka najaane kya hai iraada zara baat khul ke toh samjha do bhai main hu bhola bhala main hu seedha sadha na unees se kam hu na ikkis se jyada deewano ka najaane kya hai iraada unees aur ikkis yaane ke naues ikka boss kya number bataya abhi lagake aaya ah ha gaate toh achha ho guru par is line mein kabse ho shuru (abhi iss jagah pehli hi baar aaye badi minnaton se gaye hai bulaye) - 2 yeh ginti ke chakkar mein jabse pade hain jaha se chale the wahi pe khade hai akal ka nikalne laga hai burada - 2 main hu bhola bhala main hu seedha sadha na unees se kam hu na ikkis se jyada deewano ka najaane kya hai iraada zara baat khul ke toh samjha do bhai main hu bhola bhala main hu seedha sadha na unees se kam hu na ikkis se jyada deewano ka najaane kya hai iraada arey bitch ki mindi kidhar gayi idhar gayi ya udhar gayi kis khadde mein utar gayi jane bhi do jidhar gayi

Thehre Hue Paani Mein

Singer: ANURADHA PAUDWAL

Lyrics of Thehre Hue Paani Mein

(thehre hue paani mein kankar na maar saanwre mann mein hulchul si mach jaayegi baanwre) - 2 thehre hue paani mein kankar na maar tere liye hu main anjaani mere liye hai tu begana begaane ne anjaani ka dard bhala kaisa pehchana jo iss duniya ne na jaana thehre hue paani mein kankar na maar saanwre mann mein hulchul si mach jaayegi baanwre thehre hue paani mein sab phoolon ke hai deewane kaaton se dil kaun lagaye bhole raahi main hu kaata kyon apna daaman uljhaaye rab tujhko kaaton se bachaye thehre hue paani mein kankar na maar saanwre mann mein hulchul si mach jaayegi baanwre thehre hue paani mein timhi bataao kaise basegi dil ke armaanon ki basti khwaab adhure reh jaayenge mit jaayegi inki hasti chalti nahi hai ret pe kashti (thehre hue paani mein kankar na maar saanwre mann mein hulchul si mach jaayegi baanwre) - 2 thehre hue paani mein
Back to Film List

About DALAAL Songs and Lyrics

Explore the DALAAL soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DALAAL.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics