FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DEBOJIT - JEENA

Read available DEBOJIT - JEENA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Jeena Oh Haseena

Singer: DEBOJIT

Lyrics of Jeena Oh Haseena

come on teri zulfon ki narm chaanv mei jab meri aarzoo aati hai teri saanson ki garm khushbu jo meri saanson ko mehkaati hai my heart goes dumma dumma dumma dumma dumma dumma main kya karu i love you dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma what can i say hey hey hey jeena oh haseena ab na mumkin kahi tere bin jeena oh haseena ab na tanha kahi ek din meri aankhon mein mere khwaabon mein ab toh rehta hain chehra tera meri yaadon pe har ghadi jaana ab toh rehta hain pehra tera my heart goes dumma dumma dumma dumma dumma dumma main kya karu i love you dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma what can i say hey hey hey jeena oh haseena ab na mumkin kahi tere bin jeena oh haseena ab na tanha kahi ek din makhmali sard raat ham bhi hai saath saaath dooriyaan ab nahi donon ke darmiyaan sun dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma main kya karu i love you dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma dumma what can i say hey hey hey (jeena oh haseena ab na mumkin kahi tere bin jeena oh haseena ab na tanha kahi ek din) - 2

Teri Duaan se

Singer: DEBOJIT

Lyrics of Teri Duaan se

yeh nagma bhi de du yeh sapana bhi de du main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se yeh khushiyaan bhi de du yeh duniya bhi de du main main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se tere liye jeena marna ??? main kya tha kuchh nahi sapanon ko mere tune sajaya iss pyar ke liye mere yaar shukriya shukriya shukriya shukriya yeh nagma bhi de du yeh sapana bhi de du main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se yeh khushiyaan bhi de du yeh duniya bhi de du main main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se tere liye jeena marna yeh zindagi meri saugaat hai teri gaata rahunga saari umar main jo bhi hai mera tere naam ka diya saathiya - 3 yeh nagma bhi de du yeh sapana bhi de du main main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se yeh khushiyaan bhi de du yeh duniya bhi de du main main jo bhi hoon teri duaan se teri duaan se tere liye jeena marna teri duaan se teri duaan se yeh khushiyaan bhi de du yeh duniya bhi de du main main jo bhi hu teri duaan se teri duaan se tere liye jeena marna

Tu Meri Aarzoo

Singer: DEBOJIT

Lyrics of Tu Meri Aarzoo

tu meri aarzoo tu meri juust-ju tu hi woh ladki hai jo mere khwaabon mein aati thi meri jawaan tanhaaiyon ko saja ke jaati thi tu hi woh ladki hai jo mere khwaabon mein aati thi meri jawaan tanhaaiyon ko saja ke jaati thi tu meri aarzoo tu meri juust-ju - 2 tere yeh taraashe shokh badan ko taaj mahal kehta shayar main hota agar toh tujhpe ghazal kehta kam lagti hain main teri taareef karu jitni tu naa jaane dhadkanon mein chahat hai kitni tu meri aarzoo tu meri juust-ju - 2 tu hi woh ladki hai jo mere khwaabon mein aati thi meri jawaan tanhaaiyon ko saja ke jaati thi lamha lamha tu mere ehsaas mein rehti hai durr bhi jaake tu hamesha paas mein rehti hai tu mera aaghaaz bhi hain tujhse mera anjaam ?? jaake sirf tera hi naam tu meri aarzoo tu meri juust-ju - 2
Back to Film List

About DEBOJIT - JEENA Songs and Lyrics

Explore the DEBOJIT - JEENA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DEBOJIT - JEENA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics