FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DES PARDES

Read available DES PARDES lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aap Kahein Aur

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Aap Kahein Aur

aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahi manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin chaahane vaaloN ke aaj duniyaa mein chaahane vaale aa gaye ulfat ki may aaNkhoN se lo aaj pee lene vaale aa gaye aap piyen aur aap na jhoomein manzil pe pahuNcheinge kaise aapkaa jab tak saath nahin kasaa huaa hai teer husn kaa, zaraa sambhalke rahiyegaa nazar nazar ko maaregi, to qaatil hamein na kahiyegaa chaal chali hai sochke hamne is khel mein apni maat nahin paas aake ye aapke hamein hone lagaa ehsaas hai dam hai to bas aapke dam se aap hi se saaNs hai bayaan karein jo haal-e-dil ko aise koi jazbaat nahin aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin manzil pe pahuNcheinge kaise, aapkaa jab tak saath nahin aap kahein aur ham na aayein, aise to haalaat nahin

Nazraana bheja kisi ne pyar ka

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Nazraana bheja kisi ne pyar ka

Nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana jo bas tere didar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana jo bas tere didar ka, ho nazrana. rahenge jo ruthe ruthe, rahenge jo ruthe ruthe jhuthe muthe karke nakhre to hum bolenge nahi yun aapse, are dekho ab na roko toko na hasin ko jo aane wali hai hotho pe chup chap se muskurana aya hai tohfa dildar ka, nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana kabhi-kabhi, kabhi-kabhi, doori bhi jaroori ha premiyon mein pyar badhane ke waste are hote hi hain unche neeche tedhe medhe jaane anjaane dekho pyar ke raaste na ghabrana tal gaya sama intzaar ka nazrana bheja kisi ne pyar ka, hai diwana jo bas tere didar ka, nazrana bheja kisi ne pyar ka, hmmmmm bheja kisi ne pyar ka Submitted by: Yogesh Mishra

Tu Pee aur Jee

Singer: KISHORE KUMAR

Lyrics of Tu Pee aur Jee

Tu pee aur jee, tu jee aur pee, sardi mein jab piyoge yaaro, sardi mein jab piyoge yaaro garam kot ban jayega ye, aayi garmi to madira jal thandak tumko pahunchayega are rang bharega sapno mein ankho mein jab ye bus jayega, man to tere meet tera bus yahin kahin pe mil jayega, kahe ko tu phire akela, are kahe ko tu phire akela, dekh jara maujon ka mela, aa tu bhi aa lahra, are aao na akele kabhi, raho na akele kabhi, sabhi se ye kahe ye kabhi, ke upar niche aage pichhe chhayi kaisi masti jara pee aur jee Ye Gujrati wo Bangali, ye Gujrati wo Bangali, ye dill wala, wo dil wali, main desi hoon tu pardesi, phir bhi dhadkan hai ik jaisi, Are ye Madrasi, wo Punjabi, har tale ki hai ik chabi, pyar ke mare sab bechare, hey gore kale ye matwale, Are worker ho ya malik mil ka, worker ho ya malik mil ka, raat ka pyasa bhukha din ka, tu aa na ghabra, udhar na chadhao kabhi, paise saath lao abhi, abhi ye dukan hai khuli, ke pahli pahli bikri meri de doon main to sasti jara pee aur jee. Ghar walon ki yaad sataye, ghar walon ki yaad sataye, ya ankhon mein ansoon aye, humko dekho yu hasin ke pi kar hum kaise muskaye, kisme kitne raaj chhupe hain, puchho mere dil se tum, baithe baithe mahfil se hota koi kaise gum, are duniya saari hil jayegi, are duniya saari hil jayegi, fati jeb bhi sil jayegi, aa tu bhi ban raja, are laphda na karo kabhi, jhagda na karo kabhi, bhandga to pao jara jut ji, are balle balle bach ke kahin doobe na ye kashti jar pee aur jee, kahta yehe toni Submitted by: Yogesh Mishra
Back to Film List

About DES PARDES Songs and Lyrics

Explore the DES PARDES soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DES PARDES.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics