FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DEVAKI

Read available DEVAKI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhuan Dhuan Hain Dhuan

Singer: JOJO

Lyrics of Dhuan Dhuan Hain Dhuan

dhuan dhuan hain dhuan - dhuan dhuan jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa dhuan dhuan hain dhuan - 2 (jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2 jal raha aasmaa bas dhuan he hain dhuan bairiya saajna dil jale bas dhuan (jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2 dhuan dhuan hain dhuan - 3 dhuan dhuan (bujhti saansein mitti yaadein dhundh wahi hain badli raatein) - 2 ha bhatke kajal jaisi toote badal jaisi barkha lapata (jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2 dhuan dhuan hain dhuan - 3 dhuan dhuan maili chadar silwate hain udna chahu par kate hain - 2 sookhe hotho par hain kyu chuppi chayi kya tumko hain pata (jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2 jal raha aasmaa bas dhuan he hain dhuan bairiya saajna dil jale bas dhuan (jhoom uthi mast sama mehakti hawa karwat badal rahi raat yeh jawa) - 2 dhuan dhuan hain dhuan - 3 dhuan dhuan

Dil Naiyyo Naiyyo Karta Hain

Singer: JAI SHREE SHIVRAM, BHAVIKA PARIHAR

Lyrics of Dil Naiyyo Naiyyo Karta Hain

naiyyo naiyyo - naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo - 22 dil naiyyo naiyyo naiyyo karta hain - 2 sajan ki gali mein jaane se naiyyo .... dil naiyyo naiyyo naiyyo karta hain - 2 sajan ki gali mein jaane se sajna hain saudai thamega kalaai dungi mein duhaai hongi na rihaai sauda mehanda bada he padta hain - 2 sajan ki gali mein jaane se - 2 dil naiyyo naiyyo - 2 dil naiyyo naiyyo naiyyo karta hain naiyyo naiyyo - 2 naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo (pehle karega woh toh mithi mithi baatein puchega kab hongi pyar wali raatein) - 2 laake angna woh dega kangna woh phir chahega rang rangna woh naiyyo... aaisi baato se jee darta hain - 2 sajan ki gali mein jaane se - 2 dil naiyyo naiyyo - 2 dil naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo naiyyo dil naiyyo naiyyo naiyyo karta hain - 2 sajan ki - 2 gali mein jaane se ra ra ra ... naiyyo naiyyo - 2 dil naiyyo naiyyo naiyyo karta hain sajan ki gali mein jaane se - 4

Tohre Bahiyan Mein

Singer: SUPROTIK DAS, JOJO

Lyrics of Tohre Bahiyan Mein

Sajna haa.. tori bahiyan main balmaa hoo.. jari gayi agan bina haay haay.. jari gayi agan bina haay haay.. hey... tore bahiyan mein balmaa tore bahiyan mein balmaa jari gayi agan bina ho ho.. jari gayi agan bina manwa ke chaina kahe tune cheena - 2 preet mein magli ho gayi main na ab na kate ho raatiya tohre he dars bina ho tore bahiyan mein balmaa
Back to Film List

About DEVAKI Songs and Lyrics

Explore the DEVAKI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DEVAKI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics