FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DHAAI AKSHAR PREM KE

Read available DHAAI AKSHAR PREM KE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhaai Akshar Prem Ke

Singer: ANURADHA PAUDWAL AND BABUL SUPRIYO

Lyrics of Dhaai Akshar Prem Ke

--CHORUS- Jind mahiyaa, jind mahiyaa, mere dhol sipahiyaa - 2 --FEMALE-- Pal bhar mein jadoo kya ho gaya hai --CHORUS-- Jind mahiyaa, jind mahiyaa, mere dhol sipahiyaa --FEMALE-- Kya maine paaya, kya kho gaya hai --CHORUS-- Jind mahiyaa, jind mahiyaa, mere dhol sipahiyaa --FEMALE-- Pal bhar mein jadoo kya ho gaya hai Kya maine paaya, kya kho gaya hai Sharm si aaye, kaise bataaoon Tu padhle sajan meri aankhon mein Dhaai akshar prem ke, dhaai akshar prem ke --CHORUS-- Jind mahiyaa, jind mahiyaa, mere dhol sipahiyaa - 2 --MALE-- Ruth ne sajaayi phoolon ki doliyaan Bolo tum bhi bolo kuch meethi boliyaan --FEMALE-- Hanse kyoon kaajal, ude kyoon aanchal Mausam ko sab hai pataa --MALE-- Jaane kidhar se, chhupke nazar se Dil pe koi likh jaaye Dhaai akshar prem ke, dhaai akshar prem ke Tadpaana ghabaraana, sharmaana ishq hai Dilbar ki chaahat mein mar jaana ishq hai --FEMALE-- Koi naa jaane, hai sab deewane Ishq ne hai sab ko maara --MALE-- Aag mein jal gaya ek parwaana Kehke jalti shamaa se --FEMALE-- Dhaai akshar prem ke, dhaai akshar prem ke --MALE-- Pal bhar mein jadoo kya ho gaya hai Kya maine paaya, kya kho gaya hai --FEMALE-- Sharm si aaye, kaise bataaoon Tu padh le sajan meri aankhon mein Dhaai akshar prem ke --BOTH-- Dhaai akshar prem ke --CHORUS-- Jind mahiyaa, jind mahiyaa, mere dhol sipahiyaa - 4

Koi Taza Hawa

Singer: BABUL SUPRIYO

Lyrics of Koi Taza Hawa

(Koi taza hawa mann ko chhoo gay Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi) - 2 Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar - 2 Tu, bas tu - 2 Koi taza hawa mann ko chhoo gayi Tera nashaa hai khumaari hai Poocho na kya beqaraari hai Tere bina meri jaane jaa Mushkil hai din, raat bhaari hai Ab to mere khayal mein, dhadkano ke sawaal mein - 2 Tu, bas tu - 2 Koi taza hawa mann ko chhoo gayi Meri nazar mein nazaaron mein Tu hai basi chaand taaron mein Tera dupatta mahekta hai Phoolon ke maheki bahaaron mein Har gali har makaan mein, is zameen aasmaan mein - 2 Tu, bas tu - 2 Koi taza hawa mann ko chhoo gayi Mujhe aisa lagaa jaise tu gayi Dekhoon yahan, dekhoon vahan, chaaro taraf aaye nazar - 2 Tu, bas tu - 3
Back to Film List

About DHAAI AKSHAR PREM KE Songs and Lyrics

Explore the DHAAI AKSHAR PREM KE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DHAAI AKSHAR PREM KE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics