FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DHAANI

Read available DHAANI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Chhaye Chhaye

Singer: STRINGS

Lyrics of Chhaye Chhaye

huva kya kaun jaane ek vaada unse hai aashiqui aaps uski zulfen khuli to laga yu mujhe ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ... ghata chaayi to dil ki gali mein bichhe tere saaye saaye... phir huva kya phir huva yu kaun jaane kaun samajhe ek jhonka chhu ke guzara phool khil ke aap jhoomen panchhi chehke toh chupke se dil ne kaha koi aaye aaye aaye aaye aaye... uski zulfen khuli to laga yu mujhe ghata chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye chhaaye ye kahaani nayi hai puraani bhi hai kuchh anokhi bhi hai aur suhaani bhi hai surmayi shaam hai aur deewaani bhi hai baat kehani bhi hai aur chupaani bhi hai aaj baadal bhi mujhako koi daastan kehane aaye aaye aaye aaye ... uski zulfen khuli to laga yu mujhe ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ... khushbuon se saji shaam aane lagi geet mujh ko naye phir sikhaane lagi masti har shay pe ab to hai chaane lagi dil ki kashti bhi ab to thikaane lagi mujhse kehti hai khushbu mere dil mein wo rahane aaye aaye aaye aaye .... uski zulfen khuli to laga yu mujhe ghata chaaye chaaye chaaye chaaye ... phir huva kya phir huva yu kaun jaane kaun samajhe ek jhonka chhu ke gujara phool khil ke aap jhoomen panchhi chehke toh chupke se dil ne kaha koi aaya aaye aaye aaye aaye... usaki zulfe khuli to laga yu mujhe ghata chaaye chaaye chaaye chaaye jaaye jaaye jaaye ghata chaayi to dil ki gali mein bichhe tere saaye saaye...

Dekho Jaise Parvat Pe Baadal Gaye

Singer: STRINGS

Lyrics of Dekho Jaise Parvat Pe Baadal Gaye

dekho jaise parvat pe baadal gaye barasenge ye ab kahaan dekho jaise phoolon se khushboo gayi mehakenge ye ab kahaan sukh ban gaye sapane sab kho gaye apane dil bujh gaya ghar jal gaya na jaane kyon na jaane kyon yaadon ka phir aanchal uda (na jaane kyon ) - 4 dekho jaise haathon pe juganu gaye chamkenge ye ab kahaan kyon so gayi shaamein kut na saki raatein dil bujh gaya ghar jal gaya na jaane kyon na jaane kyon yaadon ka phir aanchal uda (na jaane kyon ) - 4 dekho jaise parvat pe baadal gaye barasenge ye ab kahaan dekho jaise phoolon se khushboo gayi mehakenge ye ab kahaan

Dhaani Re Dhaani

Singer: STRINGS

Lyrics of Dhaani Re Dhaani

dhaani re dhaani chunariya - uddte baadal ke saaye mein leharaayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriya mastaani jhonke ki surat mein chhu jaayegai sharmaayegi aur itaraayegi jaise nadiya deewaani dhaani re dhaani chunariya haai dhaani saaye mein usake baraso ka jaaga main to jaanu usaki sajati sanwarati dhanak mein main ghar banaau apane ghar mein kai chaand taare utaaru sajaau khushbuon se bhari raaston mein kho jaaun uddte baadal ke saaye mein leharaayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriya mastaani dhaani re dhaani chunariya haai dhaani sang uske baarish mein dhul ke hai khilate aur nikharate roop usake jamino ke cheharo se milte aur damakate usake andaaz jaise hai mausam aate jaate usake kadmon mein hasate hasate jagmaate uddte baadal ke saaye mein leharaayegi mujhe tadpaayegi chali jaayegi jaise bijuriya mastaani dhaani re dhaani chunariya haai dhaani

Kare Mera Intezaar

Singer: STRINGS

Lyrics of Kare Mera Intezaar

(mil gaya wo jo churaake meri aankhon se nindiya le gaya th door ek gaon hai thandi chhaon hai behati nadiya hai jaana hai nadiya ke paas) - 2 kare mera intezaar mera bichhada yaar mera bichhada yaar - 2 rasta wohi jisape chalate ??? wohi dhalate dhalate dil mein jo kuchh tha wahi honton pe aane laga kya khata hai wo bhi mujhako paagal bataane laga kare mera intezaar mera bichhada yaar mera bichhada yaar - 2 mil gaya wo jo churaake meri aankhon se nindiya le gaya tha door ek gaon hai thandi chhaon hai behati nadiya hai jaana hai nadiya ke paas kare mera intezaar mera bichhada yaar mera bichhada yaar - 2

Kuchh Bolo Kuchh Bolo

Singer: STRINGS

Lyrics of Kuchh Bolo Kuchh Bolo

kuchh bolo kuchh bolo bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2 kaano mein ek shor macha hai aa ke tum ras gholo ras gholo bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2 dekho in aankhon ko dekho to jaan sako samajho tum baaton ko samajho to maan sako main kya kahoon tum bhi jaan lo itane cheharo mein mujhako pehchaan lo bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2 kaano mein ek shor macha hai aa ke tum ras gholo kuchh bolo bolo bolo bolo bolo na nazare kya kehati hain main to ye jaan gaya palake kyon jhukati hain main pehchaan gaya ek ehsaas hai tumako bhi pyaar hai todo ye kasam zara lab kholo na bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2 kaano mein ek shor macha hai aa ke tum ras gholo ras gholo bolo bolo bolo bolo na kuchh bolo bolo bolo na - 2
Back to Film List

About DHAANI Songs and Lyrics

Explore the DHAANI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DHAANI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics