FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL CHAHTA HAI

Read available DIL CHAHTA HAI lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Chahta Hai

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Dil Chahta Hai

Dil Chahta Hai, Dil Chahta Ha Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein Jhoome Shaame, Gaaye Raatein Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkile Din, Dil Chahta Hai, Hum Na Rahe Kabhi Yaaron Ke Bin Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste Oh Oh Oh ... Jahan Ruke Hum, Jahan Bhi Jaayein Jo Hum Chaahein, Voh Hum Paayein Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai Kaisa Ajab Yeh Safar Hai, Socho To Har Ik Hi Bekhabar Hai Usko Jaana Kidhar Hai, Jo Waqt Aaye, Jaane Kya Dikhaaye Oh Oh Oh ... Dil Chahta Hai, Dil Chahta Hai Dil Chahta Hai, Kabhi Na Beete Chamkeele Din Dil Chahta Hai, Hum Na Rahein Kabhi Yaaron Ke Bin Din Din Bhar Ho Pyaari Baatein Jhoome Shaame, Gaaye Raatein Masti Mein Rahe Dooba Dooba Hameshaa Samaa Humko Raahon Mein Yoonhi Milti Rahein Khushiyaan Jagmagaate Hain, Jhilmilaate Hain Apne Raastein Yeh Khushi Rahe, Roshni Rahe Apne Waaste Oh Oh Oh ... Dil Chahta Hai ...

Jaane kyoon log pyaar karte hain

Singer: UDIT NARAYAN AND ALKA YAGNIK

Lyrics of Jaane kyoon log pyaar karte hain

--MALE- (Jaane kyoon log pyaar karte hain Jaane kyoon voh kisi pe marte hain) - 2 Jaane kyoon, jaane kyoon Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon Pyaar mein sochiye to bas gham hai Pyaar mein jo sitam bhi ho kam hai Pyaar mein sar jhukaana padta hai Dard mein muskuraana padta hai Zaher kyoon zindagi mein bharte hain Jaane kyoon log pyaar karte hain Jaane kyoon, jaane kyoon Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon --FEMALE-- (Pyaar bin jeene mein rakha kya hai Pyaar jisko nahin voh tanhaa hai) - 2 Pyaar sau rang leke aata hai Pyaar hi zindagi sajaata hai Log chhup chhupke pyaar karte hain Jaane kyoon saaf kehte darrte hain Jaane kyoon, jaane kyoon Ho jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon --MALE-- Pyaar bekaar ki musibat hai --FEMALE-- Pyaar har tarah khoobsurat hai --MALE-- Oh, pyaar se hum door hi achhe --FEMALE-- Arre pyaar ke sab roop hai sachche --MALE-- Ho, pyaar ke ghaat jo utarte hai Doobte hai na voh ubharte hai Jaane kyoon, jaane kyoon --FEMALE-- Pyaar to khair sabhi karte hain Jaane kyoon aap hi mukarte hain Jaane kyoon, jaane kyoon --MALE-- Jaane kyoon, jaane kyoon, jaane kyoon

Woh Ladki Hai Kahan

Singer: SHAAN, KAVITA KRISHNAMURTHY AND SUBRAMANIAM

Lyrics of Woh Ladki Hai Kahan

--MALE- Jisse dhoondta hoon main har kahin Jo kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe jiske pyaar par ho yakeen Woh ladki hai kahan Jisse sirf mujhse hi pyaar ho Jo yeh kehne ko bhi taiyyaar ho Suno tum hi mere dildaar ho Woh ladki hai kahan --FEMALE-- Jo tumhaare khwaabon mein hain basi Woh haseen murti pyaar ki Milegi tumhe kabhi na kabhi Zara dekho yahan wahan Chalo dhoondte hain hum tum kahin Woh pari woh hoor woh naazneen Jisse dekho to kaho tum vahi Arre yeh to hain yahan --MALE-- Jaane kyoon khayaal aaya mujhe Ke woh ladki kahin tum to nahin Tum mein hain woh saari khubiyaan Tha jinko dhoondta main har kahin --FEMALE-- Tumhe dhoka lagta hai ho gaya Mujhe hain samajh liya jaane kya Na main hoon pari, na main apsara Karo tum na yeh ghumaan --MALE-- Jisse dhoondta hoon main har kahin Jo kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe jiske pyaar par ho yakeen Woh ladki hai kahan Maan lo agar main yeh kahoon Ke mere khwaabon mein tum hi to ho Jaan lo, mera armaan hai Ke mere saath hi ab tum raho --FEMALE-- Mujhe tumne kya yeh samjha diya Mera dil ko jaise dhadka diya Mere tan badan ko pighla diya Woh sunaaye daastaan --MALE-- Jisse dhoondta hoon main har kahin Jo kabhi mili mujhe hai nahin Mujhe jiske pyaar par ho yakeen --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan --FEMALE-- Woh ladki hai kahan --MALE-- Woh ladki hai yahan
Back to Film List

About DIL CHAHTA HAI Songs and Lyrics

Explore the DIL CHAHTA HAI soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL CHAHTA HAI.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics