FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL DEKE DEKHO

Read available DIL DEKE DEKHO lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Deke Dekho

Singer: MOHD RAFI

Lyrics of Dil Deke Dekho

Dil deke dekh dil deke dekho dil deke dekho ji dil lene waalon dil dena Seekho ji ho, dil lene waalon dil dena seekho ji Dil deke dekho... Poocho poocho poocho parwaane se zara dheere dheere jalne mein kaise hai maza. Oh ho ho tum bhi dil deke jal jaane seekho ji ah ha ha tum bhi dil deke jal jaana seekho ji (kaise?) Dil deke dekho... Samjho samjho samjho deewane ki zabaan pyar jo na hota na hota yeh jahaan oh ho ho tum bhi dil deke yeh gaana seekho ji ah ha ha tum bhi dil deke yeh gaana seekho ji (Kya?) Dil deke dekho....

Hum Aur Tum Aur Yeh Sama

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Hum Aur Tum Aur Yeh Sama

hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa ha boliye na boliye sab suna suna sa hai hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai beqaraar se ho kyon hum ko paas aane bhi do gir padaa jo haath se woh rumaal uthaane bhi do bante kyon ho jaane bhi do (2) hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai aaj baat baat pe aap kyon sambhalne lage thartharaaye hoth kyon ashq kyon machalne lage lipte gesu khulne lage (2) hum aur tum aur yeh samaa kya nasha nasha sa hai boliye na boliye sab suna suna sa hai

Megha Re Bole Ganan

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Megha Re Bole Ganan

Ho Ho Ho, Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho Ho, Megha re bole ghanan ghanan pawan chale sanan sanan payal baaje jhanan jhanana jiya re mora dola aaj piya more oh megha re bole bole re bole megha bole re sajaniyaa ghar Aaa, o o o o o haaye piya ghar aa sajaniya ghar aa aa o o oo haaye, piya ghar aa matwaali, ghatkaali lehra ke aayii ghumar ghumar ho ho ghumar ghumar ghumar bole ghoonghru oye megha re bole re bole re bole bade hain dil ke kaale haan yehi neeli si aankhon wale surat buri ho bura nahi dil mera na ho yakeen aazmaale Meri jaan wah wah wah meri jaan wah wah wah meri jaan wah wah wah meri jaan WAH WAH WAH WAH WAH jaise bhale ho sab hai khabar chhedo shararat ki yeh nazar aankhon mein aankhen daal ke hum kho gaye ab to jaan e jigar haan yehi to the abhi aap kidhar gaye samjho humein hum jaan se guzar gaye jeete je mar gaye wahe ji wah marna meri zindagi hai deewana hoon pyar ka tumko bhi ek din aazmaa ke dekho to zaraaa Bade hain dil ke kaale.... Rok bhi lo ab upni zubaan varna qayamat hogi yahan hum bhi qayamat se nahi kam jaayoge bach ke door kahan haan hum to bade bade dhoondh ke haare dhoondh ke laayenge dil ke sahaaare aap ke dil bhi hai wahe ji waah khul jaaye ge haal tumpe dil e beqaarar ka naino se nain milake dekho to zaraaa Bade hain dil ke kaale. Haan yehi neeli si aankhon wale surat buri ho bura nahi dil mera na ho yakeen aazmaale meri jaan wah wah wah meri jaan wah wah wah meri jaan wah wah wah meri jaan WAH WAH WAH WAH WAH!
Back to Film List

About DIL DEKE DEKHO Songs and Lyrics

Explore the DIL DEKE DEKHO soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL DEKE DEKHO.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics