FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL JO BHI KAHEY

Read available DIL JO BHI KAHEY lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dhol Khanakte Hain

Singer: SUDESH BHOSLE, VAISHALI SAMANT

Lyrics of Dhol Khanakte Hain

(dhol khanakte hain toh bajte hain manjir rang nasha taal pade dheere dheere) - 2 rang tum khelo khelo apne pyaro se rang tum khelo khelo apne dildaaro se rang tum khelo khelo apne pyaro se rang tum khelo khelo aao na hai hai hai hai hai arey ky bajai hain bhaiyya wah ho goriya hamka tumne sikhai pyar ki mithi boli re tumhre sang har raat diwali har din hamri holi re loot gayi - 2 chain mora loot gayi teerchi najariya re ho saram karo - 2 aaise toh baaein na kaho bitch bajariya re ka main kahu ka na kahu hos nahi hain dil hi kutch aaisa hain tora jurf nahi hain re goriya chali aa arey jaa chaliya taki taki.... rang jo chaaye mujhe yaad aaye sapno ki koi duniya re tu muskaaye khushiya paaye bas yeh mera sapna re maan gaye maan gaye munna tohe maan gaye baat aaisi tune kahi hain ho jaan gaye jaan gaye bitiya ham oh jaan gaye sapno ki duniya bhi koi hain baat chali thi kaha se kaha gayi re aaj ke din hoti hain har baat nayi re goriya chali aa arey jaa chaliya

Dil Jo Bhi Kahey

Singer: SHAAN, DOMINIQUE

Lyrics of Dil Jo Bhi Kahey

(dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bh bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi) - 2 gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho har pal dekho toh har har pal kitna hasin hain pagal tumhara dil paagal hain ke nahi hain hum tum toh chale apne pyar bhare sapne is gagan ke tale yahi hamne toh samjha hain mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho ho milke hain wahi mazil ke raahi chale hain khilke rahenge phool dil ke ham jo miley hain khushiyo ki dhup hain aao tum bhi muskurao badlo jo roop hain aankh milake tay karna hain mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho dil jo bhi kahey maane ab tum bhi ham bhi bas pyar ko pehchaane ab tum bhi ham bhi gaaye zindagi har ghadi ek nayi dilnashi dhun koi pyar ki baatein ham karey dhundta rehta hain dil jise aaise dildar ki mashhoor hue afsaane ke ham tum hain deewane kai gaate prem tarane ham bhi ho tum bhi ho

kaun Jaane Kaun Jaane

Singer: SHANKAR MAHADEVAN, SHEFALI

Lyrics of kaun Jaane Kaun Jaane

kaun jaane kaun jaane kaun jaane kaun jaane kaun jaane kyo aaisa hota hain jab koi chain apna khota hain jab koi sapna toot jata hain jab kahi koi chut jaata hain aankhein yeh gam chupa bhi leti hain dil magar haule haule rota hain kaun jaane kaun jaane phool khilte hain toh murjhate bhi hain dil dhadakte hain toh gam paate hain rut jo aati hain toh chali jaati hain log milte hain toh kho jaate hain dil magar haule haule rota hain log aaise bhi din bitate ahin jo bhi gam hain use chupate hain koi shikwa gila nahi karte sab birah mein bhi muskurate hain gul magar haule haule rota hain kaun jaane kyo aaisa hota hain jab koi chain apna khota hain jab koi sapna toot jata hain jab kahi koi chut jaata hain aankhein yeh gam chupa bhi leti hain dil magar haule haule rota hain

Kitni Narmi Se

Singer: SONU NIGAM

Lyrics of Kitni Narmi Se

o ho o . kitni narmi se kitne dheere se - 2 dil mein aati hain - 2 dabe paav mohabbat aur phir dhadkano mein chupke yeh phir dolti hain rang sa zindagi mein gholti hain aankho ankho mein jaise bolti hain - 2 haule se dheere se kitni narmi se kitne dheer se phool par aus jaise girti hain lehar saahil se jaise milti hain khusbu jaise fiza mein chaati hain dil mein aaise mohabbat aati hain dhadkano mein yeh chupke dolti hain rang sa zindagi mein gholti hain aankho ankho mein jaise bolti hain - 2 haule se dheere se kitni narmi se kitne dheer se o ho o .. kitne rangin nazaare lagte hain jitne mausam hain pyare lagte hain yeh duniya khoobsurat lagti hain hai kya hiz yeh mohabbat hain dhadkano mein yeh chupke dolti hain rang sa zindagi mein gholti hain aankho ankho mein jaise bolti hain - 2 haule se dheere se kitni narmi se kitne dheer se - 2 dil mein aati hain - 2 dabe paav mohabbat aur phir dhadkano mein chupke yeh phir dolti hain rang sa zindagi mein gholti hain aankho ankho mein jaise bolti hain - 2 haule se dheere se kitni narmi se kitne dheer se

Mere Munna Zara Sunna

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Mere Munna Zara Sunna

mere munna jara sunna baat itni baap ki - tumhein nahi iska pata ishq hain kya bala pyar kabhi ho jaaye toh bura hain ya bhala ho tajurbe se mere itna sikho mere munna soch samajhke apne dil ka rasta chunna (sun lo aaj ham jo bhi kahe kal ham rahe ya na rahe) - 2 dekho beta jeevan ek sanghasgh hain jab tak jeevan hain tab tak sangharsh hain samjho aur samjhane ki koshish karo to be or not to be - 3 suno mere munna koi tammana dil ko ghere toh ek chehra hi aankho mein ghume shaam savere toh ek sapna hi jo dekho tum roj raato mein ek naam hi dohraao jo saari baato mein toh samjhna mere munna jo na hona tha woh ho gaya hain akla puri so gayi hain chain jitna bhi tha kho gaya hain pathharo pe munna tum na apne sar ko dhunnna soch samajhke apne dil ka rasta chunna sun lo aaj ham jo bhi kahe kal ham rahe ya na rahe - 2 mere munna jara sunna baat itni baap ki jo hain sunehra usko hamesha samajh na lena sona kaagaz ke phoolo mein khusbu na ho toh na rona ret chamakti hain toh lagti hain woh paani munna kabhi nahi karna tum aaisi nadaani dil hain ziddi dil hain nadaan uski baato mein tum nahi aana yaad rakhna mere munna bhulke bhi tum yeh na bhulana jo toot jaaye tum na sapne aaise bunna soch samjhke apne dil ka rasta chunna (sun lo aaj ham jo bhi kahe kal ham rahe ya na rahe) - 2 mere munna jara sunna baat itni baap ki....

Tu Jo Aayi Toh Jaise

Singer: SHANKAR MAHADEVAN, SHREYA GHOSHAL, SUDESH BHOSLE, MAHALAXMI IYER

Lyrics of Tu Jo Aayi Toh Jaise

ho tu na thi jab yaha jaise koi kami th haske bhi aankho mein halki halki nami thi tu jo aayi toh chalka hua jaise pyar hain tu jo aayi toh jaise ke aayi bahaar hain tu jo yu dil mein hamare aa gayi jazbaat jaage kayi khushiya mili hain nayi ghar jke aangan mein khushiyo ki jaise puhaar hain aapne pyaas ko deke paani ki hain sanjone ki meharbaanoo apne kya hain sapne kya hain hota kaise mohabbat ka ikraar hain tu jo aayi toh chalka hua jaise pyar hain ho shubh din aa gaya sabko iski badhaai yeh ghadi ek nayi zindagi saath layi zindagi aa gayi ek nayi mode par beeti baato ko ab peetche hi chodkar dekho isko tumhara kaha intezaar hain tu jo aayi toh jaise ke aayi bahaar hain meri aankho ab koi dekhe na mere aansu mere dil se is gham ko sabse chupake rakh le tu kyon ho lubhaye se kyon ho yu gumsum se dil ki saari baatein kaise kahu tumse kya kahu kitni mujhko khushi yeh dekhkar hain mili aaj khush hain koi jiski chahat ke saagar ka nahi koi paar hain zindagi aa gayi ek naye mode par beeti baato ko ab peetche hi chodkar dekho kisko tumhara kaha intezaar hain tu jo aayi toh chalka hua jaise pyar hain tu jo aayi toh jaise ke aayi bahaar hain
Back to Film List

About DIL JO BHI KAHEY Songs and Lyrics

Explore the DIL JO BHI KAHEY soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL JO BHI KAHEY.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics