FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DIL TERA DEEWANA

Read available DIL TERA DEEWANA lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Dil Tera Deewana

Singer: MOHD RAFI, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Dil Tera Deewana

Rafi: bijali giraake aap khud bijali se darr gay hum saadgi pe aap ki leellaah mar gaye haaye haaye haaye Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam haaye Lata: mohabbat ki kasam) (2) Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam haaye Lata: mohabbat ki kasam) (2) Lata: pyaar ke albele yeh humsafar chal denge le jaayega dil jidhar Rafi: raah mein kho jaayenge aaj to (2) haaye manzil kahaan hai hume kya khabar Lata: kuch chaahat ka asar kuch mausam ka asar Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum ho (2) (Rafi: mohabbat ki kasam Lata: mohabbat ki kasam) (2) Rafi: teri aankhon mein jo suroor hai saara issi ka to kusoor hai Lata: saiya anjaane nazre pyaar ki (2) nadaan yeh dil mera majhboor hai Rafi: jeevan mein ek baar khud ho jaata hai pyaar Lata: dil tera deewana hai sanam (2) Rafi: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) Lata: mohabbat ki kasam Rafi: mohabbat ki kasam Lata: kya kejee koyi mann bhaa gaya dil mein hamara woh sama gaya Rafi: hans ke kissi ne dekha ek baar (2) haaye dil ki muraade koi paa gaya Lata: saanso mein meethi aag hothon pe meetha raag Rafi: dil tera deewana hai sanam (2) Lata: jaante ho tum kuch na kahenge hum (2) (Rafi: mohabbat ki kasam Lata: mohabbat ki kasam) (4)

Mujeh Kitna Pyar Hai

Singer: MOHD RAFI, LATA MANGESHKAR

Lyrics of Mujeh Kitna Pyar Hai

Rafi: mujhe kitna pyaar hai tums apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai Rafi: chaahat ne teri mujhko kuch iss tarah ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera Lata: tum ho jahaan hai wahi par rehta hai dil bhi mera bas ek khayaal tera kya shaam kya savera Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai Lata: yeh duniya kaise badali kuch bhi samajh na aaye kyon kar hue woh apne kal tak the jo paraaye Rafi: dil ki lagan ho sacchi phir kyon na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye Lata: mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai Rafi: meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo Lata: mujh ko banaane apna baatein banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo Rafi: mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai Both: mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai

Nazar Bachakar

Singer: MOHAMMAD RAFI

Lyrics of Nazar Bachakar

(nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar det dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta varna ghaayal kar deta) (2) (dil ki aag woh bhi dekhte mere pyaar ka jaadu apne rang mein hum bhi kam na tha kar dete beqaabu) (2) nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta varna ghaayal kar deta (gar woh theherte mere saamne dil pe teer chal jaate woh haseen hai main jawaan hoon saare bhed khul jaate) (2) nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta varna ghaayal kar deta (hum se kab talak mooh chhupenge woh apni shaan dikhlaake ek roz to aa hi jaayenge mere paas sharmaake) (2) (nazar bachaakar chale gaye woh varna ghaayal kar deta dil se dil taqra jaata to dil mein agni bhar deta varna ghaayal kar deta) (2)
Back to Film List

About DIL TERA DEEWANA Songs and Lyrics

Explore the DIL TERA DEEWANA soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DIL TERA DEEWANA.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics