FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DO RAASTE

Read available DO RAASTE lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Bindiya Chamkegi Choodi Khankegi

Singer: LATA MANGESHKAR

Lyrics of Bindiya Chamkegi Choodi Khankegi

Bindiya chamkegi, choodi khankegi - Teri neend ude te ud jaaye Kajra behkega, gajra mehkega -2 Maahi rus daaye te rus jaaye Bindiya chamkegi.. Maine maana hua tu diwaana, zulaam tere saath hua -2 Main kahan le jaaoo apne laung ka lashkaara Is lashkaare se, aake dwaare se -2 Chal mud daaye te mud jaaye Bindiya chamkegi.. Bole kangna kiseeka oh sajnaa, jawaani pe. zor nahin -2 Laakh manaa karle duniya kehte hain mere ghungroo Paayal baajegi, gori naachegi -2 Chhat tut deeye te tut jaaye Bindiya chamkegi.. Maine tujhse mohabbat ki hain, ghulaami nahin ki balmaa -2 Dil kisi ka toote chaahe koi mujhse roothhe Main to kheloongi, main to chhedoongi -2 Yaari tut deeye te tut jaaye Bindiya chamkegi.. Mere aangan baraat leke saajan, tu jis raat aayega -2 Main na baithhoongi doli mein keh doongi baabul se Main na jaaoongi, main na jaaoongi -2 Gaddi tur deeye te tur jaaye Bindiya chamkegi..

Chup Gayi Saari Nazarein

Singer: LATA MANGESHKAR, MOHAMMED RAFI

Lyrics of Chup Gayi Saari Nazarein

Chup gaye saare nazare, oie kya baat ho gayi (2 tune kaajal lagaya, din mei raat hogayi .... mil gaye naina se naina oie kya baat hogayi (2) dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi Kal nahi aana mujhe na bhulana ke maarega taana zamaana(2) Tere honton ke raaz yeh bahana tha gori tujko tho aaj nahi aana tha tu chali aayi duhaiyi oie kya baat hogayi maine choda zamana tere saath hogayi(2) oh tune kaajal lagaya din mei raat hogayi amwa ki daali pe gaaye mathvali koyila kaali nirali saawan aaneka kuch mathlab hoga baadal chaneka koi sabab hojayega rimjim chaye gataye oie kya baat hogayi(2) teri chunari lehraiye barsaat hogayi(2) dil ne dil ko pukaara mulaaat hogayi chod na baiyan padun tere payian taaron ke chaiya mei saiyan(2) ek woh din tha milake na tu ladaati aakhiyaan ek din tu jaage saare saare rateiyan ban gayi gori chakori oie kya baat hogayi (2) jiska dar tha bedardi wahi baat hogayi (2) Chup gaye saare nazare, oie kya baat ho gayi (2) dil ne dil ko pukaara mulaqaat ho gayi (2) Posted by : Jennifer Sermon

Do Rang Duniya Ke

Singer: MUKESH

Lyrics of Do Rang Duniya Ke

do rang duniya ke aur do raaste - do roop jeevan ke jeene ke waaste do rang duniya ke aur do raaste soch samajh ke paav rakhe samjha do har deewane ko -2 ik rasta mandir ko jaaye ik jaaye maikhane ko -2 raasta bhul na jaaye raahi dhokha na khaaye do rang duniya ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke waaste do rang duniya ke aur do raaste ek hain aise log jo auron ki Khatir jeete hain -2 dusare wo jo apni Khaatir apno ka Khoon bhi peete hain -2 koi phool khilaaye koi kaante bikhraaye do rang duniya ke aur do raaste do roop jeevan ke jeene ke waaste do rang duniya ke aur do raaste aur do raaste

khijaa ke fool pen

Singer: KISHOR KUMAR

Lyrics of khijaa ke fool pen

khijaa ke fool pen, aatee kabhee bahaar nahe mere nasib mein aye dost teraa pyaar nahee n jaane pyaar mein kab main, jubaan se fir jaaoo main ban ke aansoo khood apanee najar se gir jaaoo teree kasam hain meraa koee, ayetabaar nahee main roj lab pen nayee yek aah takataa hoon main roj yek naye gam kee raah takataa hoon kisee khushee kaa mere dil ko intajaar nahee gareeb kaise mohabbat kare ameeron se bichhad gaye hain kaee raanze, apanee hiron se kisee ko apane mukaddar pe ikhtiyaar nahee

ye reshamee julfe

Singer: MOHHAMAD RAFI

Lyrics of ye reshamee julfe

ye reshamee julfe, ye sharabatee aankh inhe dekhakar jee rahe hain sabhee jo ye aankhe sharam se zook jaayegee saaree baate yahee bas ruk jaayegee choop rahanaa ye afasaanaa, koee in ko naa batalaanaa ke inhe dekhakar pee rahe hain sabhee julfe magarur itanee ho jaayegee dil ko tadapaayegee, jee ko tarasaayegee ye kar dengee diwaanaa, koee in ko naa batalaanaa ke inhe dekhakar jee rahe hain sabhee
Back to Film List

About DO RAASTE Songs and Lyrics

Explore the DO RAASTE soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DO RAASTE.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics