FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DON - 2006

Read available DON - 2006 lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Khaike Paan Bana - New

Singer: UDIT NARAYAN, SHAH RUKH KHAN

Lyrics of Khaike Paan Bana - New

Arey tumka ka bataai bhaiiy Humraa haal ka hai Nikle the hum halwa khaane Muhi jal gaya hai Hmmm. Ka tumka bataai, ab ka samjhai Badi durghatna hai, muskil bachna hai Chala aisa chakkar, uthi aisi aandhi Padi humka karni , badi kooda phaandi Badi lambi chodi, hui bhaaga dodi Din raat jo humne jaag jaag, ki aisi bhaagam bhaag Ke hum kabhi hiya gae, kabhi hua gae Kabhi hiya gae, kabhi hua gae Kabhi idhar bhage, kabhi udhar bhage Phir tumne diya ye paan To aai humri jaan mein jaan To aai humri jaan mein jaan To aai humri jaan mein jaan O (khaaike paan banaaras wala) -2 Khul jaaye band akal kaa taala O khaaike ����. Kaa taala Phir to aisa kare dhamaal Seedhi kar de sabki chaal O chhora o chora O chora ganga kinaare wala -2 khaaike paan ... kaa taala Arrey raam duhaai, kaise chakkar mein pad gaya hay hay hay! Kahaan jaan phasaai, main to sooli pe chadh gaya hay hay Kaisa seedha saadha main kaisa bhola bhala haan haan Arrey, kaisa seedha seedha main kaisa bhola bhala Jaane kaun ghadi mein pad gaya padhe likhon se paalaa Meethi chhunri se, meethi chhunri se hua halaal Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala O khaaike paan ... kaa taala Ek naar naveli badi albeli kare atkeli Uski badi hai dhoom hai aisi man bhaavan Sab dekhe usko palat palat aur ghoom ghoom Won nagar nagar jaae dagar dagar Aur an gang mein jyoti chamke jagar jagar Sundar baala palkon mein liye ek swapna lok Adharon mein liye yovan haala Ithlaati hai balkhaati hai tan ka chandan Wo chalak chalak chalkaati hai Wo nain dwaar se tan mein aake Man mein jwaala jagati hai (Wo chandramukhi hai Wo mrignaini hai) � 2 Wo roopvati hai wo madhumati hai Dhin tak dhin tak dhin tak haan��. Ek kanyaa kunwaari hamari soorat pe mar gayi hay hay hay! Ek meethi kataari, hamare dil mein utar gayi hay hay Kaisi gori gori o teekhi teekhi chhori, waah waah! Arrey, kaisi gori gori o theekhi theeki chhori Karke jora-jori, kar gayi hamare dil ki chori Mili chhori to, mili chhori to hua nihaal Chhora ganga kinaare wala, o chhora ganga kinaare wala (O khaaike paan ... kaa taala) -2 Phir to aisa kare dhamaal Seedhi kar de sabki chaal O chora o chora O chhora ganga kinaare wala O chhora ganga kinaare wala huh! Posted By : Shobhit Mathur

Main Hoon Don

Singer: SHAAN

Lyrics of Main Hoon Don

duniya mein logon ne dil apane phir tham aaya hoon lekar main phir kitne hangaame zara dekho kaun aa gaya hai zamaane pe jo chha gaya hai jami jispe sab nigaahen khuli kiski khaatir hai baahen aaisa dildaar aaya hai kaun mujhko pehchaan lo main hoon don main zindagi ki baazi lagake maut se khelta hoon juaan na mujhko gham hai, na mujhko parwaah, kaun mera dushman huan dushman jo mera ho, rehta nahi duniya mein bahut hi khatarnaak hoon main - 2 har ek pal mein chaalak hoon main duniya phir jitane aaya kaun mujhko pehchaan lo main hoon don palkein bichhaaye paas bulaaye kitni haseenaaye mujhe lekin do aankhen aankhon mein jhaanke aur woh behkaaye mujhe ye negaahe yeh bataaye, raaz hai inmein nashilen ajab sa nasha chha raha hai - 2 mere dil ko behka raha hain behka behka huaan aaya don mujhko pehchaan lo main hoon don

Morya Morya Morya Re

Singer: SHANKAR MAHADEVAN

Lyrics of Morya Morya Morya Re

mere saare palchhin saare di tarsenge sune tere bin tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga agle baras aana hai aana hi hoga tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga agle baras aana hai aana hi hoga dekhengi teri raahen pyasi pyasi nigaahen toh maan le tu maan bhi le mera kehna laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2 ho khushiyon ke din ho ke gam ka zamana dil bas leta hai naam tera tere hi kaaran hai jeevan suhana tu hi toh mann mein tan mann mein basa har ghadi dhyan rahe tera main hoon tera chahanewala japta hoon teri maala toh maan le tu maan bhi le kehna mera laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2 tu hi toh karta hai poori har aasha tu hi toh beda paar kare tu hi samjhe jo mann ki hai bhasha tu hi toh dhadkan dilon ki suney tujhse hai duniya mein kya chhupa ab main tujhse kya maangu tu mera main tera hoon toh maan le tu maan bhi le tu kehna mera laut ke tujhko aana hai sunle kehta deewana hai jab tera darsan paayenge chain tab hamko paana hai morya morya morya re bappa morya morya morya re - 2 tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga agle baras aana hai aana hi hoga tujhko phir se jalwa dikhana hi hoga agle baras aana hai aana hi hoga ek don teen char ganpati cha jayjaykaar pach saha saat aath ganpati hamare saath

Yeh Mera Dil - New

Singer: SUNIDHI CHAUHAN

Lyrics of Yeh Mera Dil - New

yeh mera dil pyaar ka deewana deewana deewana pyaar ka parwana, aata hain mujhko pyaar main chaljaane, mushkil hain pyaare tera bachke jaane yeh mera dil pyaar ka deewana, yeh mera dil pyaar ka deewana, Dil woh jaahe jise, jaahe jise use paaya pyaar woh yaar ke joh naam pe hin mitjaye-2 jaane kyun badle main, jaan loon nazrana yeh mera dil pyaar ka deewana, deewana deewana pyaar ka parwana, pal pal ek har chal, dil main ek tufaan hain, aane ko hain woh manzil jis ka mujhe armaan hain,-2 bhool ka na tujhe dil ka yeh nagrana yeh mera dil pyaar ka deewana, deewana deewana pyaar ka parwana, aata hain mujhko pyaar main chaljaane, mushkil hain pyaare tera bachke jaane, yeh mera dil pyaar ka deewana, deewana deewana pyaar ka parwana, Posted By : Unknown
Back to Film List

About DON - 2006 Songs and Lyrics

Explore the DON - 2006 soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DON - 2006.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics