FILM SOUNDTRACK

Songs and Lyrics from DOSTI - FRIENDS FOREVER

Read available DOSTI - FRIENDS FOREVER lyrics and explore the singers, music directors and lyricists credited for its songs.

Aisa Koi Zindagi Mein Aaye

Singer: ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Aisa Koi Zindagi Mein Aaye

aisa koi zindagi mein aaye joh zindagi ko zindagi banaye(3) thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye aisa koi zindagi mein aaye, joh zindagi ko zindagi banaye(2) thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye aisa koi zindagi mein aaye, joh zindagi ko zindagi banaye(2) dilon jaan se joh mujhpe mare sirf mujhse mohabbat kare mere khwabon mein khoya rahe mere kaandho pe soya rahe mere liye duniya bhulaye mere dardo gum bhi uthaye aisa koi zindagi mein aaye, joh zindagi ko zindagi banaye lamha lamha umar baat le meri tanhayian kaat le har ghadi bas mera naam le ladkhadayon joh main thaam le mere saare sapne sajaye meri palko mein ghar banaye aisa koi zindagi mein aaye, joh zindagi ko zindagi banaye thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye aisa koi zindagi mein aaye, joh zindagi ko zindagi banaye(2) thode khushiyaan ho thode ansoon ho aur zara zara pe muskuraye Posted By : Preity Gurl

Dulhania Dulhania

Singer: KUNAL GANJAWALA, ABHIJEET, ALKA YAGNIK

Lyrics of Dulhania Dulhania

dulhania dulhani dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania teri baanegi ye dulhania dulhania dulhania dulhania teri baanegi ye dulhania dulhania dulhania dulhania sharmaye sharmaye dulhania dulhania dulhania dulhania raat ye aayi hain naachenghe hum teri sagayi hain naachenghe hum naachneghe sang mein dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania teri baaneghi yeh dulhania dulhania dulhania dulhania sharmaye sharmaye dulhania dulhania dulhania dulhania tujhse hain ashiquii tujhse hain har kushi ishq mein ko gaye mein teri hogayee bole yeh pehro ki pejanya pejanya sharmaye sharmaye dulhania dulhania raat ye aayi hain naachenghe hum teri sagayi hain naachenghe hum naachneghe sang mein dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania teri banughi mein dulhania dulhania dulhania dulhania sharmaye sharmaye dulhania dulhania dulhania dulhania kyun tere chehre pe thum gayi ye nazar hosh kyun oor gaye yeh hua kia assar sajaanjee hogayee sajaanya sajaanya sajaanya sajaanya sajaan ki hogayee sanjaanya sajaanya saajaanya sajaanya sharmaye sharmaye dulhania dulhania dulhania dulhania raat ye aayi hain naachenghe hum teri sagayi hain naachenghe hum naachneghe sang mein dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania teri baanegi ye dulhania dulhania dulhania dulhania sharmaye sharmaye dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania dulhania .. Posted By : Shahana

Yaar Di Shaadi

Singer: SONU NIGAM, ABHIJEET, ALKA YAGNIK, SARIKA KAPOOR

Lyrics of Yaar Di Shaadi

ho mujhe jhoom jhoom ke gaane do gaane do gaane d ho is dil ki baat batane do batane do batane do mujhe toh intazaar tha isse din ka mujhe toh intazaar tha isse din ka ho aaj mere yaar di hai shaadi main khushi vich naachda phira ho aaj mere yaar di hai shaadi main khushi vich naachda phira ho rab ne kiya jodi hai mila di main khushi vich naachda phira ho dil chahta hai tere sab dard lelu apni umar bhi tujhe mai yaar dedu sanson ka kiya hai sansen hai aani jaani kurbaan dosti pe sau zindagani ho is dil ne yeh dil se dua di main khushi vich naachda phira ho rab ne kiya jodi hai mila di main khushi vich naachda phira ishq deewano ko kis mod pe laya hai ho mar ke bhi chutega na yeh daaman sanam ka rishta hamara joh hai janmo janam ka meri khataon ko sanam maaf karna gar ho sake toh mera insaaf karna teri duniya joh rab ne sajadi main khushi vich naachda phira ho rab ne kiya jodi hai mila di main khushi vich naachda phira ho mujhe jhoom jhoom ke gaane do gaane do gaane do is dil ki baat batane do batane do batane do mujhe toh intazaar tha isse din ka mujhe toh intazaar tha isse din ka ho aaj mere yaar di hai shaadi main khushi vich naachda phira ho aaj mere yaar di hai shaadi main khushi vich naachda phira ho rab ne kiya jodi hai mila di main khushi vich naachda phira main khushi vich naachda phira(2) Posted By : Preity Gurl
Back to Film List

About DOSTI - FRIENDS FOREVER Songs and Lyrics

Explore the DOSTI - FRIENDS FOREVER soundtrack and the song lyrics available on this page. Film songs bring together melodies, performances and words to support the story and create memorable moments for audiences.

Singers, Music Directors and Lyricists

Each song can be shaped by the singer's performance, the music director's composition and the lyricist's writing. Where credits are available, they are shown with the individual song above. Browse the entries to find the lyrics and artist information recorded for DOSTI - FRIENDS FOREVER.

Explore More Film Lyrics

Visit the film lyrics directory to search other movie soundtracks, or explore more stories in the Entertainment section.

Related Film Lyrics